No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes dear you are saying very very true and i think that w ell have to eba lot fo skilled and a lot fo expert in orex trade so that w ell cna agin mor and mroe capitla form forex trade an cn again much mor e moneyf orm forex trade and i thin that there si nothing better than forex trade and i think that w elal need to join forex trade now to be a good trader in forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ap ny bilkul shi kaha h kyun k bht sy log ye smjhty hain k shayad ye to bht asan business hai or kuch kiye bgair hum easily money earn kr skty hain lkn esa bilkul ni hai ye business bhi working demand krta hai time or attnetion ki surat mien
      • #78 Collapse

        haan yeh baat theek hai ager humain is dunya mai kamyaab hona hai tou humian is mai achi mehnat karna ho ge phirr ja k he hum kamyaab hoon gay is liye mehnat bht zaroori hai or is k beghair kuch bhi nhi hai
        • #79 Collapse

          g han sahi kaha app ny dekhain,agar kisi ny forex main successful banna hai tu us ko chahiye k honesty sy kam karay r zada sy zada knowledge hasil kary r hard work q k is beghair koi b successful nai ban sakta r achi earning nai kar sakta tu achi trading k liye achi knowledge hona sharat hai.
          • #80 Collapse

            nice thread I really like it and yes you say right , g dear ap k yun he bethy rehny sy ap ki problems solve nhi ho ajyein gay ya ap bethy bethy he rich or successful trader nhi ban jao gay jb tk ap active nhi ho gy mehnat kro gay os wqt tk kuch bhi possible nhi hai.
            • #81 Collapse

              Jee Bilkul Forex main kamyabi itni asan b nahi aur itni Mushkil b nahi, Trading ki kuch requirement hain like hard working, Focus, Punctuality, Sincerity, Devotion etc, aur joo en cheezon main kamyab hoo jata hai forex us k liyea koi mushkil nahi aur joo en cheezon main kamyab nahi hota forex us k liyea Asan nahi.
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeel Akhtar پيغام ديکھيے
                Forex p trading karnay k liye apko time and attetion ki zarurat hoti hai.
                Jee apki baat sahi hay agar hum forex trading main kamyabi chhaty hay to humay chahiey keh forex trading ko achy say time dain aur esko achi trha seekha kar shuru karen real par.
                 
                • #83 Collapse

                  dikhani hogi jabhi ap effectively trading krsakenge. har waqt use karta hon bas light jati hai phr nh kar pata mein es ko use..
                  • #84 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeel Akhtar پيغام ديکھيے
                    Forex p trading karnay k liye apko time and attetion ki zarurat hoti hai.
                    yes friend aap ne thek kaha hai yeh dono cheze hard work per depand karte hai . aur forex me dono bhut important hai . jab aap time spent kare ge tu aap kamyab hoga aur hard work karne se aap ko faida hota hai .
                    • #85 Collapse

                      yess this is ryt .. blkl sai kaha gaya hai .. kbhi b hath hath pe rakh k insan success acheive nae kr sakta .. hr kam k lie usey mehant zarurrr krni prti hai .. chahey thori ya ziada wo uska naseeb .. lekin krni hoti hai .. wrna kbhi b qamiyabi ap k qadam nae choom sakti .. ye aik truth hai :)
                      • #86 Collapse

                        Apne bohat hi achi baat ki dear,koi bhi forex mein kamiyab nahi hosakta us waqt tak jb tak wo khud mehnat na kare,sirf baaten karne se koi bhi kaam nahi hota,balke dreams ko achieve karne ke liye mehnat karni hoti hai.
                        • #87 Collapse

                          ji ahn sahi baat kahi hai aap ne brother hum forex me tab he kamyabi ki seerhiyan charh sakte hain ke jab apa ko is me experience and is ki knowledge ho or aap ne is ko achey se seekha hua ho waqrna is me kamyabi impossible hai .
                          • #88 Collapse

                            g han bhai men apki bat se agree krta hun mere bhai agr ham try hi nhi kren gy or ham jab tak practice nhi krengy trade k lie to hamen buhat kam profit hoga jo k na hony k baraber hota he iss lie hamen mehnat krni hi pry gi iss k bagher hamen profit milna na mumkin he iss lie hamen chhiye ka ham iss ko achi tarah seekh len
                            • #89 Collapse

                              jee bahi kisi b field ma time aur attention ki zrurat hoti ha per forex q k ziada time k liye market open rehti ha aap ko chahye k lots ko open chor kr market se gaib na hu warna loss ki khud zima dar hu ge. ager kahi jana bo ho tu SL aur TP lga k jayn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yeh baat sach hai k koi bhi admi forex trading main tab tak kamyab nahi hu sakta hai jab tak wo khud mehnat na karay kyun k dono hath jaib main rakh kar ap successful nahi hu saktay hai apko hard work ki zarurat parti hai tak ap best forex trader ban skay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X