Forex trading ma bollinger band 3 layers ko use karta hai or enki base par signal deta hai. Jo trader en three layers ko observe karty hain wo acha profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain. Jb market middle layer par exist kar rahi hu to eska matlab ye hai k trader ko es time apny orders ko hold karna chahe kiu k ye side way market ka signal dey rahi hoti hai. Jb market upper layyer ki tarha jana start hoti hai to eska matlab ye hota hai k market up trend ma ja rahi hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe. Jb market bottom layer ki taraf ah rahi ho to eska matlab ye hota hai k trader ko es time par sell ki trade open karni chahe kiu k ye market ki down movement ko show kar rahi hoti hai.
Jo trader achy time par acha decision karta hai wo he profit hasil karny ma kamyab hota hai. Jo trader market ma indicator ko use karta hai or esk sath apna experience use kar k trade karny ki khosis karta hai wo he hamesa acha profit hasil karny ma kamyan ho jata hai. Forex trading ma knowledge or experience ko properly use karny sy he trader ko advantage hota hai warna trader ka account he wash ho jata hai.
MIDDLE BAND
jab bhi aap bollinger band ki study hasil karenge to usmein yah teen chijen hain jinko aap basically dekhna padega aur unko dekhne ke bad hi aap apne bande ko apne indicator ko apni market per apply karoge inke related main aapko kuchh information post main describe kar deta hun
UPPER BAND :
Jab bhi aap market mein proper market information hasil karte Hain to aapko is indicator ke bare mein ek upper band milta hai ki is specific period of time main market kitna ab per Raha aur usko aap ek line ke jarie recognise karte hain draw karte Hain ki is specific period of time main market mein yah hi banae usko Ham upper band mein show karenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим