Explain " Force Index Strategy " in forex market .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain " Force Index Strategy " in forex market .
    Salam dear members aaj main aapke sath bahut important topic share karne ja rahi hun jo ke forex trading strategy ke bare mein hai . Is Tarah is topic ka naam force force index strategy is topic ka naam hai . Ka naam sunkar hi samajh a Gai Hogi aap logon ko Kisi ek trading strategy ke bare mein topic hai . Sone aaj aapke sath iske bare mein detail se share Karti hun Taki jameen per Nahin pata vah bhi apna knowledge increase karlen .

    Force Index Strategy .

    G members force index indicator se ek indicator hai aur yah volume ki price per signal provide karta hai . Isko manually find karna hota hai use indicator ocelator market ki hight price aur lo price ko bhi formule mein use karta hai . Iske alava yah indicator market ke pass duration ko use Karke find Karke moving average ko bhi formule mein use karta hai . Signal provide karta hai aur trader is se experience ke base per jaj kar lena chahie ki yah signal theek hai ya nahin isliye . Hamen signal ki confirmation Shuru kar leni chahie uske bad hi hamen isko use karna chahie . Complete process force index strategy indicator kehte hain .

    Click image for larger version

Name:	ForceIndex-5c6196a646e0fb000184a061.png
Views:	1
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12523672

    Formula and Calculation ( FIS) .


    G members this indicator ke liye bhi formula aur calculation ki gai hai Is Tarah isko samajhna hamare liye aasan ho jata hai . Main aapke sath iska formula aur calculation share Karti hun .

    Calculation :

    G members Intex indicator ko proper calculator Kiya gaya hai iski calculation ko samajhna Kafi aasan hota hai . Ismein jab chhoti EMA come number of period wali EMA longer EMA jyada number off period wali EMA jyada ho to iska matlab yah hota hai ki Yahan uptrend ho raha hai . Hoti hai ki shorter EMA price recent data use kar rahi Hoti hai jiski vajah se iske result mein bahut acche hote hain Kafi best result iska milta hai . Iski Ham calculation kar sakte hain .


    Formula :

    G members force index indicator ki calculation ke liye humne iske formule kabhi pata hona jaruri hai tabhi Ham iski calculation bhi kar sakte hain Is Tarah main aapko iska formula batate Hain .

    DM = Price High- Price Low CM =Sum of DM + High-Low of Past Period

    Explanation .

    G members force index indicator ko hum tab bhi istemal kar sakte hain tabhi Ham usmein Kamyab ho sakte hain jab Ham isko completely understand karenge jab hamare pass iske related knowledge experience hoga to tab bhi Ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain Is Tarah maine aapke sath iske bare mein complete share kiya hai aur iske sath iske formule aur calculation ko bhi proper present Kiya hai . Hamen complete chijon ka pata hoga to Punjab hona hamare liye possible hoga .

    Click image for larger version

Name:	image.png
Views:	2
Size:	138.1 کلوبائٹ
ID:	12523671

اب آن لائن

Working...
X