High leverage bad for Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    forex me high leverage us ko he use karni chahiye ke jis ke pas knowledge zyada ho is business ki agar knowledge he zyada nahi hai aap ke pas to kabhi bhi aap high leverage use na karen takey koi bara loss na ho aap ko is me .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      leverage jitni ziyada ho gi trading ka margin bhi utna hi ziyada hogaa jo k traders k liya bohot faida mand bat hai, margin ziyada hony sa app easily bari trade laga k acha profit earn kar saktay hain.
      • #438 Collapse

        Bhai g forex trading bohat acha busniss hy jis sai earning hoti hy is mai leverage ke bare mai mja koch be nai pata kun ke mai new hon is busniss mai
        • #439 Collapse

          Main ney forex ko kayee account banaye hain aur main ney hamesha 1:1 ki leverage hi use ki hy aur yehi standard hy is sey aap ziada sey ziada trades laga saktey hain. Hamain big leverage sey trading nahi krni chaheye aur small leverage sey hi account ko open krna chaheye. Aap is baray main internet par search kr key is ko study kr saktey hain.
           
          • #440 Collapse

            dear jaha tak mera khayal hai high leverage means ziyadeh risk lyna hume apne capital ke mutabik leverage use krna chahye then hum profit ho paye ga
            • #441 Collapse

              Yes dear leverage jitna high hota hsi bnda utni zyada lot laga skta hai jo k kbhi kbhi bhot faida dati hai magar is loss bhi zyada ho skta hai is liye jitna ho sky senior members k mashwary se chalen faida hota hai
              • #442 Collapse

                Nhi kis ne kaha hai high leverage bad nhi hai forex mai aap ka jitna acha leverage hoga aap utna acha is mai earn kr sko gay isi liye is mai zaroori hai kay aap high leverage rkha kro.
                • #443 Collapse

                  Forex aik risky business hy aur is main hamain small leverage sey hi kam karna chaheye aur big leverage use nahi krni chaheye warna loss honey ka khatra hota hy. Agar aap kisi expert trader sey bhi opinion lain gey to woh bhi aap ko yehi suggest kray ga keh small leverage key sath kam kia jaye to safe rehta hy.
                   
                  • #444 Collapse

                    Yes high leverage is bad for trader kyoun k is me bhot sara risk hota hai jab hum forex me trade start karne se phely leverage ko set karna parta hai pher hum is me trade kar skhty han islye jab tak ap low leverage ko set karen me to 1.1 ka leverage he set karta hun is se ziada kabhi set nahe kia
                    • #445 Collapse

                      It can be said that the self-learning forex option is a good way to do not know when to come out of them, their losses are compounded Fitrkon hoping to turn the direction of the market, which is a rare case.
                      • #446 Collapse

                        yes high leverage hamare account k liye dangerous hota hai is se bari lot to ham use kar sakte hain lekin hamara account wash hone mian dair nahee lagti
                        • #447 Collapse

                          gee bhai forex trading mein high leverage mere khyal mein to best nhe he hmein trading mein risk nhe lana hota he aur apne trading mein sahih kam kre ke es mein erning krna hota he jb high levarge rkhein ge to trading mein ache income na ho ge blkeh loss ka sbb bnta he
                          • #448 Collapse

                            jab tak insta forex biznees min.humre akont ki hai level.ki verificashn nahin hoti hy tab rak hum us biznees min.kamtab nahin jo sakte hyn kun kah is biznees min.ye zaruri hy
                            • #449 Collapse

                              i don't know what are you talking about dear bro abi main naya hun or abhi to main sirf posting kar rha hun abhi mera iss type ka koi experience nahi hua hain ager koi bhai janta hain to please mujhy bhi bata dyna aap ki bari meharbani ho gai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                high leverage apke account me ap k liye tab kar aamad hay jab ap ke pas trading ka poora knowledge and experience hay.high leverage se ap trading me high lot use kar saktay hen but agar ap trading me expert nai hen or high lot size use kar rahay hen to ye ap ke account balance k liye khatarnak sabit ho sakta hay is liye leverage apnay trading experience ke mutabik he set karni chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X