Demarker indicator guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demarker indicator guide
    Assalam alaikum!
    Dear members aj ki es post main hum Demarker indicator, jisko shortly Dem b kaha jata ha, usko study karen gy hum demarker ka working mechanism dekhen gy or te h dekhen gy k es se tading main kesy help li ja skti ha.

    What is demarker indicator guide?

    Dear members Demarker aik technical analysis tool ha or ye ksi trading pair ki recent minimum or maximum prices ko measure kr k previous minimu or maximum prices k sth compare karta ha or uski demad k bary main indication deta ha.or es k trend ka bhi btata ha.
    Ye oscillator indicators ki family ka hi member ha.
    Ye indicators traders ko market main entry or exit point ko mark karny main bhi help karta ha.
    Agr es indicator ko short time main estmal kia jy to ye intraday ki highs or lows ko use kr k signal bhi provide karta ha.
    Laikin longer time frame main ye indicator zada effective hota ha.

    Click image for larger version

Name:	D5640B98-EC8A-400F-A6C9-5A81DF8CA44A.jpeg
Views:	2
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12523360
    Demarker ko leading indicator kaha jata ha q k ye price action ki movement k sth hi signal provide karta ha.
    Es indicator ko aksr dosry indicators k sth mila k istmal kia jata ha or es ko market ki tops or bottoms ko find karny k lye istmal kia jata ha ta k market k oversold or overbought areas ka pata chl sky
    How to trade with demarker?

    Dear members demarker aik fluctuating curve py mushtamil hota ha.Eska ka default calculation time span 14 periods hota ha laikin ap esko apni marzi se change bhi kar skty hain.
    Or jitny ap periods km karty jaen gy ye indicaotr zada responsive or effective hota jayga.
    Ye indicator 0 or 1 values k darmyan move karta ha or eski base value 0.5 hoti ha.
    Eski value agr 0.70 ya es se opr ho to ye price reversal ki indication krta ha or esko sell ka signal smjha jata ha.
    or agr eski value 0.30 ya es se km ho to ye show krta ha k market oversold ha or ye buy ka signal hota ha.

    Click image for larger version

Name:	21A25D2E-91FE-460C-ACC9-C53196027C0C.png
Views:	4
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12523361

    Validity of demarker:

    Dear members demarker indicator bht km or aksr accurate signals hi produce karta ha laikin phr bhi agr srf es indicator py rely kr k trade ki jy to hmesha es k signals accurate ni hoty es lye agr hmn loss se bachna ha or profitable trade karni ha to hamen chahye k es k sth sth dosry indicators ko bhi use karen taa k signal ki confirmation ho jy or mazeed
    hamen price action se confirmation k bad trade leni chahye.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demarker indicator guide

    Assalamu Alaikum forex members ummid hai aap sab theek Hogi Aaj ka Hamara topic Hai Demarker indicator guide yah kya hai aur yah Forex mein kis tarike se kam Karte Hain Is per Aaj Hamare Karte Hain.


    Demaker indicator guide:

    Agar Ham acche tarike se Market ko jite Hain To Hamen do maker indicator guide ke bare mein Pata Chalta Hai Iski technical ke Taur per Ham dekhte hain usko use karte hain trader ko aur Iske trader ko Measure karte hain demand karte hain underline asset ke liye jisse Hamen Pata Chalta Hai Isko explain karte hain Taki calculation kar Saken kiske indicator ko aur uske plot ko Dekhte Hue chat ko use karte hain Forex Mein home guard karte hain trading ko use karne mein jisse Iske indicator ke IQ level ki option ke bare mein Pata Chalta Hai jisse Hamen bahut acchi tarike se relative price action aur uski closing ke bare mein pata lagta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	1
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12388120

    How do you read a demarker indicator?
    Demarker indicator Ham exchange ml per Dekhte Hain Jisko Hamen boundary ko bahut acche tarike se dekhna padta hai jo ki move Karti Hai wallet Karti Hai Jab value Hamari within consent hoti hai aur consider Kiya Jata Hai Lo Disco generally Taur per Ham value ko above karte hain 0.60 se aur isko integrated kholo evaluate karte hain jisse multivariate karti hai aur which uthati Hai jisse reading ki Jaati Hai below 0.40 se aur jo dress Leti Hai Aur increase karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12388121


    How to use the demarker indicator?

    The market indicator ko Ham iski indicator ki strategy ko use karte hain jisse Hamen bahut acche tarike se benefit Hasil hota hai market ko iski trend ko follow karne ke liye bahut acche tarike se isko follow karna padta hai jo aapko Achcha benefit de sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (31).jpeg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12388122

    Use the 15-minute time frame.Look for time periods where the Demarker curve develops the snake effect – see more on this below.Wait for the Demarker oscillator to reset and return to the oversold reading of 0.1.Buy once the Demarker curve crosses back above 0.1 levels
    • #3 Collapse

      Re: Demarker indicator guide

      Hello everyone I hope aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic demaker indicator Ge Kis Tarah Se Karenge aur yah Hamen kis tarike se follow kar sakte hain aur is ko follow karte hue Ham kis tarike se benefit Hasil kar sakte hain is per a jao baat karte hain.


      Demaker indicator strategy:

      Demaker indicator strategy Kauwa Ham use karte hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki Ham isko calculate kar sakte hain Iske formulae ko Disco acche tarike se entry kar sakte hain market Mein Iske indicator ko use Karke technical tools ko use Kiya Jata Hai trader ko demand Mein Dekhte Hue underline Karke benefit Kiya Ja sakta hai aur usse guide Karke 101 ke plan ko explain Kiya Jata Hai jisse Hamen Demaker indicator ko calculation karna plot karna chat main use karna Aasan ho jata hai Forex mein.

      Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	3
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12388173
      How is Demaker calculate?


      The formula for DeMarker Indicator is: Calculating DeMax (i). If HIGH (i) > HIGH (i - 1), DeMax (i) = HIGH (i) - HIGH (i - 1), otherwise DeMax (i) = 0.


      Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12388171

      How to use the Demaker indicator?


      The maker indicator ko use karne ke liye Hamen bahut acche tarike se Mata Pita ko dekhna padta hai iski status Ji ko use karna padta hai Taki Ham is ko use kar sake within 15 minute time frame mein aur usko Lookout karna chahie time period Kodi maker ko cover karna chahie develop karna chahie tha ki Hamen Iske bare mein pata Chale aur se bahut acche tarike se block kar sakte hain Ham vate kar sakte hain De maker ka jisse Hamen reset karna padta hai return karna padta hai oversold ki during ko 0.1..



      Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12388172
      • #4 Collapse

        Re: Demarker indicator guide

        Us doji Candlestcick plan ko dakhty hwy hanen market k up or down ka pta chlta hai or ye hamen market k improvement ka b btati hai..
        Dragonfly Doji Patterns merchant ko upswing kay top pe show hota hai, ya phir ya downtrend kay base pe. Is ka meaning yeh hota hai kay market basic example change ho raha hai.
        • #5 Collapse

          Re: Demarker indicator guide

          Assalamu Alaikum forex members aaj ka Hamara topic Demarker indicator guide se related hai
          Definition of Demarker indicator guide:

          The DeMarker indicator (DeM) is a tool used by technical traders two time market entry or exit points. it is an oscillator that is meant to predict short term price action based on changes in intraday highs and lose..
          Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	7
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12388964
          Explanation of Demarker indicator guide:
          yah Ek technical analyse tool hai aur yah Kisi trading pair ki rescent minimum aur maximum prices ko Maihar Karke previous minimum aur maximum prices ke sath compare karta hai aur uski demand ke bare mein indication deta hai aur is ke trend ka bhi batata Hai yah oscillator indicated ki family ka hi member Hai yah indicated traders ko market Mein Entry Aur exit point ko Maar karne mein bhi help karta hai agar is indicator ko short time mein istemal kiya jaaye to yah agar is indicator ko short time mein istemal kiya jaaye to yah intraday ki high aur low ko use Karke signal bhi provide karta hai lekin long time frame Mein yah indicator Jyada effective Hota Hai

          Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	5
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12388965
          How is Demarker calculated:

          The formula for DeMarker Indicator is: Calculating DeMax (i). If HIGH (i) > HIGH (i - 1), DeMax (i) = HIGH (i) - HIGH (i - 1), otherwise DeMax (i) = 0.
          Trade with Demark indicator:
          the mark egg floating hota hai iska default calculation time span 14 periods hota hai lekin aap isko apni Marji se change bhi kar sakte hain aur jitne aap periods kam Karte Jaenge yah indicator Jyada responsive aur active Hota Jaega yah indicator 0 aur 1 values Ke Darmiyan move karta hai aur iski base values 0.5 Hoti Hai Iski value Agar zero 0.70 ya isase Upar ho to yah price reversal ki indication karta hai aur isko Sel ka signal samajh a jata hai aur Agar iski value 0.30 ya isase kam ho to yah show Karta Hai Ki market aur sold hai aur yah Bai Ka signal Hota Hai




          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Trading Range

            Assalam ualikum kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj me is thread me apko
            Trading range ke naked me btao ga or me umeed karta ho ke jo records me apse proportion karo ga wo apke information or experience me zaror izafa kare ge
            Or AK bat Jo me apko btana chahta ho ke agar ham yha pe mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time yha par guzarte he to ham AK
            Ache trader ban sakte he or bhot Sare paise BHI kama sakte he isliye hme yha pe mhenat or himmat se Kam Karna chahye.
            What is Trading Range?
            Trading range is waqt hoti hai jab koi safety aik muddat ke liye musalsal aala aur kam qeematon ke darmiyan tijarat karti hai. Security ki buying and selling variety ka oopri hissa aksar qeemat ki muzahmat faraham karta hai, jabkay buying and selling variety ka nichala hissa aam tor par qeemat ki himayat faraham karta hai .

            Importance;
            Trading range aik di gayi tijarti muddat mein aala aur kam qeematon ke darmiyan farq se morad hai. Variety sure buying and selling ki khasusiyat yeh hoti hai ke qeematein waqt ke sath aik qabil tareef had mein rehti hain. Buying and selling range help price aur muzahmati qeemat dono se numaya hoti hai, jis ke darmiyan qeemat mein utaar charhao hota hai. Traders tijarti range mein daakhil honay ya bahar niklny ke liye mukhtalif qisam ke takneeki isharay istemaal karte hain, jaisay hajam aur qeemat ki karwai .
            Understanding Trading Range;
            Jab koi inventory toot jata hai ya apni tijarti had se neechay gir jata hai, to is ka aam tor par matlab hota hai ke is mein raftaar ( misbet ya manfi ) hai. Escape is waqt hota hai jab security ki qeemat buying and selling variety se ziyada toot jati hai, jab ke damage down is waqt hota hai jab qeemat trading variety se neechay ajati hai. Aam tor par, get away aur destroy down is waqt ziyada qabil aetmaad hotay hain jab un ke sath barri miqdaar hoti hai, jo taajiron aur sarmaya karon ki wasee pemanay par shirkat ki tajweez karti hai .

            Bohat se sarmaya automobile tijarti variety ki muddat ko dekhte hain. Barri buying and selling harkatein aksar tosee shuda range ke paband adwaar ki pairwi karti hain. Din ke tajir aksar tijarti consultation ke pehlay adhay ghantay ki buying and selling variety ko apni intra day hikmat amlyon ke hawala ke tor par istemaal karte hain. Misaal ke tor par, aik tajir stock khareed sakta hai agar yeh apni ibtidayi tijarti had se ziyada toot jaye .

            Trading Range Strategy;
            Range certain trading aik tijarti hikmat e amli hai jo fee channels mein stak buying and selling ki shanakht aur faida uthana chahti hai. Ahem aid aur rizstns stages talaash karne aur inhen ufuqi educated strains se jornay ke baad, aik tridr nichli trained line assist ( channel ke neechay ) par protection khareed sakta hai aur usay oopri skilled line rizstns ( channel ke oopar ) par farokht kar sakta hai .

            Support and resistance;
            Agar koi security achi terhan se qaim tijarti variety mein hai, to tajir khareed satke hain jab qeemat is ki himayat ke qareeb pahonch jaye aur jab yeh muzahmat ki satah tak pahonch jaye to farokht kar sakay. Takneeki isharay, jaisay ke rishta daar taaqat ka asharih ( rsi ) aur commodity channel index ( cci ), jab qeemat tijarti had ke andar barh jati hai to over baat aur over sealed halaat ki tasdeeq ke liye istemaal kiye ja satke hain. Misaal ke tor par, aik tajir is waqt lambi position mein daakhil ho sakta hai jab kisi inventory ki qeemat guide par trade kar rahi ho, aur rsi 30 se ​​neche ki over sealed analyzing deta hai. Mutabadil tor par, tajir is waqt aik mukhtasir function kholnay ka faisla kar sakta hai jab rsi oopar ki ziyada kharidi hui jagah mein muntaqil ho jaye. 70. Khatray ko kam karne ke liye aik stap las order buying and selling variety se bilkul bahar rakha jana chahiye .

            اب آن لائن

            Working...
            X