Analysing the forex market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysing the forex market
    Assalam alaikum dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apka trading week bahut acha gaya ho ga.
    aj ki post main market analysis k different tareky study karen gy k kesy market ko analyse kia jata ha.

    What is Market analysis?

    Dear members analysis ka mtlb hota ha k ksi chz ko dekhna or us py ghor kr us se koe nateja akhaz karna.
    aisy hi forex market k analysis ka mtlb ha k market ka mushahida karna or es ki next movement ko predict karna.
    or successful trading k lye market analsis karna lazmi ha jb tk ap analysis ni kar skty ap achi trading ni kar skty.
    Or forex market ko analyse karny k 3 main tareky hain.

    Technical analysis
    Fundamental Analysis
    Sentiment Analysis

    in 3 types ko nechy detail se bayan kia gaya ha.

    What is TechniCal analysis?

    Dear members technical analysis ka mtlb hota ha market k charts ko analyse kar k market ki next movement ko predict karna.
    es main srf or srf market ki movement or es k sth 2,3 indicators ko use kar k market ko analyse kia jata ha.
    ye aik bhtreen tareqa ha market ko analyse karny ka.
    technical analysis main market k historical data ko use kar k market ka future predict kia jata ha or es main kch techniques jesa k support & resistance or trend wgera ko use kia jata ha.


    market ko analyse karny ka ye tareeka sb hi use karty hain or baki sb tareeky es k sth use kye jaty hain js ko market k technicals ki smjh lag jati ha wo market main achi trade kar skta ha.

    Fundamental analysis?

    Dear members fundamental ka mtlb hota ha k aisa analysis jo k market main trade ki jany wali currencies ki economies k bary main data pr nzr rakhi jati ha or es k jmpact ko market py judge kia jata ha or us k mutabiq trade ki jati ha.
    jaisa k agr hum EURUSD py trade kar rhy hain to hamen Euro or USD dono ki economies pr nzr rkhni ho ge or inki news py bhi k koe aisa data na ho jo market py impact daly or agr agr ho to us k impact ko dekha jay or us k mutabiq trade ki jy.



    fundamental analysis ko technical analysis k sth use kia jata ha or es se dono ko mila k bhtreenbresults milty hain or trader successful hota ha.

    Sentiment Analysis?

    Dear members sentiment analysis ka mtlb hota ha market sentiment ko janchna or dkhna k market main bullish or bearish side py traders ki ktni percentage ha.
    es k lye market main sentiment indicators istmal hoty hain jo k es chz ka realtime data provide karty hain.




    es se hamen trade karty hovy madad milti ha k traders k rujhan ks trf ha.


    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysing the forex market

    Ap ne bht achy trikay se sb analysis ko show kia hai. en me hmy sb se phle technical analysis ko follow krna chye. kio k market me movement ksi waja se he hoti hai. us k pichy ki waja ko jaan k hm successful trade kr skty hain. es k elawa hm fundamental analysis b kr skty hain or apni country ki current situation ko dekh k hm buy ya sell kr skty hain. Profit bnane k liye es market me bina skills k kaam krna impossible hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X