How to trade on whipsaw in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade on whipsaw in forex trading.
    Assalamu alaikum dear member kaise hain aap tamam member sumit khairiyat se honge aur apna Kam acche se kar rahe honge jaisa ki aap jante Hain ki Forex mein Ham information on all isliye Hasil karte hain Taki hamen market ka idea ho sake aur bhejiye information game ho sake ki market ki condition kya hai aur ham kis Tarah se ismein trading Karke apna fayda Hasil kar sakte hain humne jab tak market ka idea Nahin Hoga Ham kabhi bhi ismein kamjori asil nahin kar sakte to aapko chahie ki acchi Tarah information gen Karen Taki aapko ismein fayda mil sake jab tak knowledge aur hard working Kam Nahin karenge tabhi aapko ismein fayda milega adar wise aap ismein kabhi bhi acchi arning nahin kar sakte aur kabhi bhi successful trader Nahin Ban sakte main aapko is topic related information share Karti hun bahut jyada important hai

    Rules of whipsaw in forex

    Dear members whipsaw situation tab ati hn jab market bht slow movement k bd direct upr ki taraf chli jaye ya ohr wapis a jaye ya to bht down chli jaye aur again Apne starting point per wapas a jaaye is Tarah ki technique mein baz dafa Kisi external news ka amal dakal hota hai jb k baz dafa seller or buyer k fight ka result hota hai. Agar aap is technic ko samjhe bagair hi is material Laga denge Jahan ismein stop loss mein knowledge information kiye hi lagaenge to aapko bahut jyada loss ho sakta hai isliye aapko chahie ki aapko kabhi ismein bakaya soche samjhe koi bhi trading Nahin Karni chahie aapko iski vajah se bahut bada nuksan ka samna karna pad sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	3
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12516787
    Trading strategy in whipsaw situation

    Dear members agar traders ko Lage ki market is slow movement ke bad bahut jyada down Chali jayegi ya FIR bahut hi ab Chali jayegi to uske bad later ko chahie ki usko chahie ki vah 10 ke bad ya FIR 20 tips ke bad stop sel Karen ya FIR stop buy kry or jab market esy market jab arzi support and resistance breakout kry gi to bht tezi sy ek side py chli jaye gi aur is Tarah se trader ki trade active ho jayegi aur usko acchi Tarah Ek arning mil jayegi aur Jahan per Lage traders ko ke usko Ek achcha profit mil raha hai to vah vahan per apni trade ko close kar deta ke uski trade wapas aakar usko loss ka samna na Karna pade isliye hamen hamesha sevali trade Karni chahie Taki hamen koi bhi nuksan na ho sake.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	10
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12516788
    Dear members agar Forex mein acchi Tarah Kam Nahin karenge aur trading ko sikke aur samjhe bagair ismein aap trading karenge to aapko kabhi bhi fayda nahin ho sakta trading ke tamam analysis karna aur ismein sari information ko gen karna bahut jyada important Hota hai uske bagair aap kabhi bhi ismein fayda nahin ho pa sakte aapko chahie ki aap hamesha trading se pahle acchi Tarah knowledge aur information gain kar le Taki aapko jitni bhi trading ke related information hai vah mil jaaye aur aap trading mein kabhi bhi nakami ka samna na Karen jab tak aap achcha Kam Nahin karenge aapko ismein kabhi fayda Nahin milega trading karna aur sikhana Koi mushkil Kam Nahin hai per hamen iske liye knowledge aur information Hona bahut jyada important Hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade on whipsaw in forex trading.

    How market reacts in Whipsaw situation.

    Friends Whipsaw Condition tab ati hay jab market bahut slow movement kay bad achanak up chali jaye aur phir down a jaye ya bahut down chali jaye aur again apny stating point per wapas a jaye. Is tarah ki technique main baz dafa kisi external news ka amal dakhal hota hay jab keh baz dafa sellers and buyers ki fight ka result hota hay. Ager trader whipsaw ko samjhny kay baghair trade main in hoga ya stop loss laga day ga to isko fori loss ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	MIdday-Trading-1024x788.png
Views:	1
Size:	44.7 کلوبائٹ
ID:	12380709

    How to Get Safe trade in Whipsaw situation.

    Friends Whipsaw Condition se Bachnay kay leye aur apni trade open kerny se pehlay confirmation kr leni chahye k whipsaw toota hay ya nahi for exapmle hamein support and resistance ko dekhna chahye aur dekhna chahye k market trend mein koi break out huwa hay ya nahi huwa aur iskay ilawa yeh bhi dekhna chahye k koi candlestick pattern bhi banna hai ya nahi.in tamam cheezon ko check krnay k baad agr hum trading krengy to hum whipsaw jaisay maslay se bach saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	sideways1-1024x506.png
Views:	1
Size:	64.2 کلوبائٹ
ID:	12380710

    Trading Strategy at Whipsaw.

    Friends Whipsaw strategy ma achy time par achi trades ko open karna chahe. Jo trader asa ni karty or wo market sy expectation k reverse move karty hain so trader k account ko wash kar dety hain. Whipsaw ko properly understand na kiya jae to profit hasil karna asan ho jata hai. Whipsaw ki waja sy market sudden up or down move karti to trader hedge kar k acha b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Jo trader achy time par hedgeing karyn or phr profit k bad dehedging kar leyn to wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain or esk sath trader ka account b wash hony sy bach jata hai or wo mazeed trades ko open karny ma b kamyab ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: How to trade on whipsaw in forex trading.

      Forex Trading Whipsaw

      Forex trading market me bhi wispaw ka amal ho sakta hai aur financial market me bhi hamen wispaw k amal se guzar ho sakta hai. Wisoaw wo amal hota hai k jab market hamare ya financial roles k mutabiq aik khas trend se move kar raha hota hai lekin achanak us me bohut bari tabdeeli a jati hai, jis se market ki price yakdam badal jati hai. Market ki ye unexpected movements wispaw kehlati hai jis se market me traders bhi heram wa pareshan ho jate hen. Wispaw ka amal kisi bhi waqat ho sakta hai, aur is me hamen market mai har qisam ki tabdeeki k leye tayar rehna chaheye. Last week ko jab American presidential election me Joe Biden ne sabeqa president Donald Trump ko jese hi hara deya aur market me ye news a agye to traders expect kar rahe the k gold ki price 1960$ se 2000$ ka area bohut jald cross kar jaye ga, q k results k ibtedaye natayej se gold 1900$ area se 1960$ pe chala gaya tha. Lekin usi dowran achanak Corona vicine ki news a gaye k aik American company ki Corona vicine 90% effective hai patients pe to is se market me bohut ziada unexpected movements a agye aur gold ki price 1960$ ki area se aik hi hour me 1860$ ki area pe agaye. To maximum traders k leye ye market ki wispaw ho gaye hai.

      Click image for larger version

Name:	images (756).jpeg
Views:	4
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12380726

      Wispaw k ziada loss se bachna


      Market ki unexpected movement ka bhi bhi kisi bhi waja se ho saakti hai jis se hamen bohut zyada loss bhi ho sakta hai. Market ki ye movement jo wispaw movement hai to us se hamen bachne ka aik hi rasta hai k hum jab bhi market me trade open karen to us k sath sath humen market me stop loss zaror istemal karna chaheye. Stop loss hamen wispaw ki movement se mukamal to nahi bacha sakti hai lekin hamara liss bohut kam kar sakti hai. Stop loss ka sahi position pe lagana chaheye. Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.

      Click image for larger version

Name:	images (2180).png
Views:	2
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12380727

      اب آن لائن

      Working...
      X