kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    g han lakin agar trading main ap ko profit ho rha ho tab tu tading ap ka mode bohat ziad change kar dyti ha lakin agar ap ko trading main profit na ho raha ho tu trading ap k mode ko bohat ziada kharab bhi kar dyti ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      yes brother or yeh definitely hota han because jab ham ko is man profit hota han to ham is man kafi happy mood man hotay han or hamy koi problem nai hoti or jab ham ko loss hota han to phir hamara mood kafi depressed hota han.
      • #903 Collapse

        yer mr ansar sab abi tu posting start ki ha in pakistan forex forum ajj phala din ha is kam ko start kihay hoha but ye kam forex trading business aur posting in forum eik best kam ha yer marey khyal me
        • #904 Collapse

          Forex trade ma app ka mood change hota rahta ha agar to app na Profit earn kiya ha to app ka mood b acha ho ga lakin agar app ko kam profit howa ha ya looss howa ha to app ka mood shaid acha na raha
          • #905 Collapse

            hahah right question h mairy bhaii... wysy jb itz natural thinking or reality is that jb kisi ko koi faeda miltaa h to wo hmaishaa khush he rhtaa h.... haan baaz oqat loss ki sorat main aiasaa nhi hota...
            • #906 Collapse

              jee bilkul mood change kerti hai trading ku trade ke jo results hote hain agar positive or profitable hoon to mood automatic acha ho jata hai n jahan loss ho,,,,,,.
              • #907 Collapse

                han bilkul karti hai forex trading best cheez hai is me jab aap trading kare rhe ho ge or aap ki trade profit me ja rhi hi gi tab aap jo hai khush he hote hain and is business se jitna chahen aap kama bhi sakte hain forex me mehnat karte jaen aap bohat agey nikal sakte hain .
                • #908 Collapse

                  G bhai ap ki bat sa agree krta hn k or apki bat mujhy achi lagi ha k kia trading hamara mood change kr dati ha tu han q k agr ag agrasive mod ma khalty hn tu ap ko jald bazi k sath nahi khakna chahiya tu trading hamary mod ko thandg kr dati ha or yahi hamari sucess ha.
                  • #909 Collapse

                    yeh tu aik natural se baat hai k jab app ko ya kesi b trader ko profit ho rha ho ga tu app ka mood buht khushgwar ho ga. But loss is also part of tradeing business tu kabhi kabhi loss ko b bardasht karna parta hai. is lye agar loss ho be jay tu is se apny mood ko khrab nai karna chahy balky achi trha se agli trade start karni chahy you can cover your loss in next trade.
                    • #910 Collapse

                      ji haan dear forex main humaray mood bhot chanage hotay hain kiun kay har waqt aik jaisy profit nahin ho raha hota or humari tardaing main bhi is say bhot nuksan hota kiun kay is say humaray kam bighar jatay hain
                      • #911 Collapse

                        han forex trading mera mood change kar deti hy aur forex ko log bahot pasand kartay hay mein bhi isi liye forex ko bahot pasand karta hon because i have good knowledge aur mein forex say bahot achi money madek ar leta hun yeh aik lifetime business hay aur worldwide business hay .
                         
                        • #912 Collapse

                          100%asa hi hota ha aur insan fitrat bhi ha k jb faida hota ha to bnda kafi khush hota ha acha feel karta ha aur jb khuda na khasta loss ho jay to pershan ho jata ha mgr ye zehn me bt honi chaiye k ye ak business ha har jeet is ka hisa ha sbr se kam lena chaiye
                          • #913 Collapse

                            yes humara mood change ho jata hia aur agr aap ki loss ho jay tu aap loss ko recover karnay ki try karay yeh aik great business hay aap forex say bahot ziyada earn kar saktay hay mein forex ko bahot pasnd karta hon because meray pass knowledge bhgi bahot acha hay .
                             
                            • #914 Collapse

                              Packers and movers in islamabad rawalpindi Pakistan

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
                              SILK Packers and movers in Islamabad rawalpindi Karachi Lahore Pakistan - Goods Transport services company in Karachi Lahore Islamabad Rawalpindi Pakistan
                              www.asklint.com
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                je han forex trading se mood bht zyda change hota hai es ki waja ye hai k jb hmyn fida hota hai to hum khush hoty han or mood ik dum khush ho jata hai or jb loss ho jata hai to us waqt pershan hoty han es lye trading ka mood tabdeel krny mai bht zyada kardar hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X