kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    zahir se baat hai yar gain to har koi karna chahta hai lakin agar loss ho jaye to mood to khud he change hona hai loss ko dakh kar,,,lakin yeh bhe hamari greed ke waja se hota hai,,,agar to ap ko is main profit ho raha hai to ap foran trade ko stop kar k profit ly lo....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      Yes Dear ap ne good sawal kiya mere sath aisa huwa hai jab mujhe profit hota hai to mujhe aisa mehsoos hota k meri zindagi badal gayi hai or jab loss ho raha hota hai to mujhe aisa mehsoos hota hai keh meri zindagi main khushi naseeb hi nhi.
      • #708 Collapse

        ji ha trading se hmara mood kafi had tk change ho jata hai agr trading me hme profit mele to hum bht zyada khush ho jate hai r dil laga kr kam krte hai but agar loss ho jaye to hmara mood khrab ho jata hai
        • #709 Collapse

          ji bilkul dear aise har kise ke sath hota ha har koi ya hi chahta ha ke us ki trade sari profit mai ho but aghar ap ki trade loss mai jae to ap tension mat le bulke ap thora wait kar le ap ki trade profit mai a hi jae gi so wait sub se ziyda important ha forex mai ......
          • #710 Collapse

            ji haan trading humara mood kai martba change kar dati ha agar trading ma loss ho jai too bhi humara mood change ho jata ha aur jab profit hoo jai too bhi humara mood change ho jata ha
            • #711 Collapse

              g haan forex hamara mood bhi change karti hai qk jab bhi hamen trading mai bar bar profit hota hai to ham bht khush rahte hain or jab hamen loss hota hai to hamara mood bhi kharab hi rahta hai
              • #712 Collapse

                g han trading mera mood change krti he jb mein bht ziya boor ho rha hon tomein forex ko use krta hon jis k zry na sirf acha time pas hota he blke mujhe bht khuch sikhne ko bhi milta he is se mujhe trading k bare mein bht si information hasil hoti he trading k utar chrho ka pta chlta he
                • #713 Collapse

                  Ha g trading ky zriy hum apna mood change kr skty ha apni zindge ke zrurat puri kr skty hain trading main best ye he ha
                  • #714 Collapse

                    aysa sabhi k sath hi hota he lakin main yehi kehna chahta houn k hmain aghr is main loss ho b jata he to hmain is main emotional nahi hona chahiye or is main apny mind ko frsh rkhna chahiye har waqat or jis ko profit ho raha hota he us k mann main to laddu phoot rahy hoty hain lakin jis bechary ko loss hota he uski halat to wohi behtar janta he
                    • #715 Collapse

                      forex trading jo hay hum ara mood chagne kr dete hay forex trading jo hay agar hum ache kare ge tu hum are jo hay forex p jo hay forex trade kare best hay knowledge earn kr k ap jo hay phir forex kare
                      • #716 Collapse

                        yes this is possible that this trading can change the mood of any one . if the person feeling bore and do not worry just come on this plate forum and do this pracitce in this way when he earn mroe and more this can change his mood .
                        • #717 Collapse

                          yes sir trading krte howe hamen bhot fresh mind se work krna hota ha aur ap ka mood khrab ho tu ap is forex ko krte hain tu ap ka mood bhot acha ho jata ha ye forex hamara mood change kr deti ha jis se ham bhot ache se work krte hain aur sucess hasil krte hain
                           
                          • #718 Collapse

                            sir ap ko loss hota ha tu ap ka mood khrab ho jata ha is lye jb ap ye trade hard work se krte hain tu ap ko bhot experience se krni chaiye aur trade krte waqt hamara mood bhot change ho jata ha aur ham happy ho kr work kr ke profit hasil krte hain
                             
                            • #719 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: IMansoor پيغام ديکھيے
                              well my dear friend, meray khayal say trading karnay say mood change nahi hota hoga jitna humara mood uss main honay walay profit aur loss say hota hoga aur meray khayal say ye to natural baat hay kyun kay kabhe bhe ager humari surroundings main acha environment hoga to hum acha feel kartay hain aur ager tense mahol hoga to hum acha feel nahi kar rahay hotay hain...
                              ji han sir forex trading mera mood change kar deti hay myn jab bhi apny kaam kaaj say free ho jata hoon to forex ki trading seekhta hoon aur google par ja kar forex kay baray myn news aur learning seekhta hoon to is tarha forex say mera mood bhot acha ho jata hay myn acha feel krnay lagta hoon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                ha jab aapko fore xme mood badiya hota hai to aap bahuthu profit karte hai aur agar aap badiya mood me nahi hai to aap trade kare to bhoaapko bahut achha lahgata hai i sliye aapko fore xme bahuthu maza aata hai agar aapko ore xme kam karana pasand hai to aap bahuthu hi profit earn kar skata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X