News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    jee bilkul news forex mai bohat important hoti hain inko ignore kabhi na krain. news sy hmain pta chalta hy k market upar jaye gi ya neechay. is tarah hum acha trade sahi waqt pr open kr sktay hain. news sy updated rehnay sy loss ka risk minimize ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      news per nazar rakhna yaqinan important hai, or jaise k aap ne kaha k sirf market news nahi balkey social ya world news ko jan'na bhi zaruri hai kyun k yeh factors business ya trade ko mutasir ker sakte ha....hum ko news ko kabhi bhi forex trading main nazar andaz nahi krna chahye kiyun k iss se hum thori dair main he buhat acha profit hasil kr lety hain
      • #963 Collapse

        Yes apne sahi kaha hame har time news ko nazarandaj nehni karna chahie.kiun ki market me news ka asar bhi padta he.
        • #964 Collapse

          g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men news ko check krna bhi oht zarori hy news boht important hoti hen q ky jub news ati hy to indicator bhi fail ho jaty hen or maret news direction men move kr jati hy
          • #965 Collapse

            Brother news ko nazar andaz nahe krna chaya humain chaya k soch samj k trading krain phlay learning krain phr earning krain mein forex trading mein trad kar k happy hota hn real mein forex trading sy best ky b market ne news ke waja sy moving krti ha yeh zayda.
            • #966 Collapse

              news forex trade main bohat important hain news ka forex market per kafi asar parta hain news ko her surat main follow karna ho ga news ko dakh kar trade karne sa hum acha profat gain karna ho ga news ko main her surat main follow karta ho is sa market main achi movement ayti hain
              • #967 Collapse

                G han me apne dosto ki baat se agree karta hun k news ko nazar andaaz nahi karna chahye kyun k agar hum news ko nazar andaaz karingay tou hume market kese pata chalega..
                • #968 Collapse

                  yes news ko kabe b nazar andaz na kare bilka appko news time pe trading nahe karna chaheya app ko new s ka khas khyl rakhna chaheya app ko news trading me loss se batchna me bht madad deta ha
                  • #969 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agre karta hn hmen is business me news ko kabhi bhi nazar andaz nahi karna chahye kyun k news se hi hm is business me kafi achi earning kar sakty hain asani se or success ho sakty haain
                    • #970 Collapse

                      Bhai agar aap nay acha trader banna hay to phir aap ki nazar har taraf hona chahye, new ko bhi dakhna hay , market ki positin ko bhi dakhna hay, agar aap news par aur market ki position ko ni dakhain gay to aap ko nuksan ho sakta hay,
                      • #971 Collapse

                        g han app ki bat sahe hai hamay forex mai news ko kabi bee nazr andaz nai karna chaheyah yah forex mai hamri bohat help karti hain.
                         
                        • #972 Collapse

                          g han bilkul app ki bat sahi hay forex news ko read kar k hamy achy ideas mil jaty hey jes ko agar ham follow karen to acha profit earn kar sakty hey
                          • #973 Collapse

                            My dear friends main ne forex trading market main forex ki news ke bare main bohat suna ha. but main forex main abi new hone ki waja se expert nai hon or mujhe abi yhe nai pata ke forex ki news kahan se milti hain.
                            • #974 Collapse

                              economy k sth sth mulk ki deegar conditions ka bht amal dakhal hai apki trading may, isi lie news ko radd ni krna chahya hai, news k time rtrade rok daini chahya hai aisa experts ka manna hai, to may bhi yhi kahunga apko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                Absolutely right.. We have not to ignore market news, we have to update our self from daily news, increase our experience and then trade, we can earn money with almost no loss.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X