Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga. Dear traders forex trading ak risky business ha is man 90% traders ko loss hota ha. Is liye forex trading man successful hona k liye zarori ha k trader forex ko acha sa seekh ker kara.
Currency Pairs:
Forex market ak currency market ha, jis man traders different currency pairs per trade kerta han. Currency Pairs man two different countries ki currencies hoti han, jis man ak currency ko dosri currency k against buy/sell kia jata ha. Her currency pair man first currency ko ""Base Currency"" kehta han aur second per ana wali currency ko ""Quote Currency"" kehta han. For example ""EurUsd"" man ""Euro"" base currency aur ""Usd"" quote currency ha. Eurusd ki price 1.0988 ka matlab ha k 1 eur = 1.0988 dollars.
Forex market man movement k lehaz sa currency pairs ko main three group man divide kia ja sakta ha.
1. Major Currency Pairs:
Major Currency Pairs forex market man sab zayada move hona wala currency pairs hota han, jis per taqreban sab he traders trade kerta han. Major Currency Pairs asa currency pairs hota han jis man ak currency ""United States Dollars (usd)"" hota ha aur dosri currency koi aur bari currency jasa k ""GBP, JPY, EUR, AUD, CAD, NZD aur CHF hona chaheye. Major Currency Pairs ki zayada movement ki waja ak to International Trade ka 80% volume usd man exchange hona aur dosri reason dosri currency b bari hona ha.
Trading point of view sa traders ko ""Majer Currency Pairs"" ko trade k liye first priority per rukhna chaheye.
2. Minor Currency Pairs:
Minor Currency Pairs asa currency pairs han jin ki movement Major Currency Pairs k bad forex market man sab sa zayada hoti ha. Minor Currency Pairs asa currency pairs han jis man usd k ilawa baqi sab bari currencies (GBP, JPY, EUR, AUD, CAD, NZD aur CHF) shamil hota han.
Trading point of view sa traders ko chaheye k wo Majer Currency Pairs k bad Minor Currency Pairs ko trading k liye second option per rukhan.
3. Exotic Currency Pairs:
Exotic Currency Pairs asa currency pairs han jis man ak currency big ho aur dosri currency kisi underdeveloped countries ki currency ho jasa k usd aur Turkey lira ha.
Exotic Currency Pairs per trader ko trading nahe kerni chaheye q k inki movement bhot slow hoti ha.
..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим