Mukhtalif Time Frame Ke Sath Analysis Detail
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mukhtalif Time Frame Ke Sath Analysis Detail
    ASSALAM O ALAIKUM
    Dosto jaisa ke forex trading main har aik ttader aik alag soach or alag strategi ko follow karta hay or jitna ziada woh us syrategy main time spaind karta hay utna he us ko aapne kam main maharat hote hay or har trader aapne exprience or knowledge ke buniad par aik time frame chose karta hay or kai trader aik he wagat main multiple times frame main analysis karye hoe trade karte hain

    AIK SE ZIADA TIME FRAMES PAR TRADING
    Market mein kuchh traders long term ke liye trading karte Hain to vah trading ke liye big time friends ko choose karte hain aur kuchh trader market mein short-term ke liyetrading karte Hain to vah log market mein small timeframes kochoose karte Hain Kuch aise bhi traders hote Hain Jo market mein multiple timeframes ke sath kam karte Hain kyunki Jo log day trading karte hain yah Jo log sing trading karte Hain to vah log multiple timeframes ke analyses karte hue market mein entries Lete Hain kyunki UN logon ke liye multiple timeframes kafi better result provide karte hain isliye vah log market mein multiple timeframes ke analysis karte hue trading ke karte hain
    Click image for larger version

Name:	OIP (1).jpeg
Views:	1
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12514725

    BIG TIME FRAME
    Big time frame ka matalab hay day 4 hour 1 hour 30 min
    Multiple timeframes ke sath trading karte hue hamen sabse pahle Kisi bhi currency ya commodity ke pair ka major time frame analyse karna hota hai kyunki jab major time frame mein kisi bhi currency yah commodity ka trend dekhenge to hua uska major trend Hoga aur hamen Kisi bhi pair pair trading karte hue uska Mirza trend Ka pata Hona bahut jaruri hai jab ham Kisi currency yah commodity ka major trend analyse kar lete hain to fir hamare liye trading karna bhi aasan hota hai kyunki major time frame ke analysis bahut powerful hote hain isliye hamen fast awful major time frame ke analysis karne chahie is se hamen main Kisi bhi currency pair ya commodity pair ke major trend Ka pata chalta

    SMALL TIME FRAME
    Jab ke small time frame yani 15 minuts 5 minuts 1 minut
    Jab ham big time frame a market ke analysis kar lete hain to iske bad hamen market ka current trend dekhne ke liye hamen market mein small transference ko istemal karna bhi jaruri hota hai kyunki jab ham small timeframes ke analysis karenge to hamen market ki current position Ka pata chalta Hai ki market mein is waqt kaun sa trend hai aur FIR ham Uske mutabik ki market mein decision lete hain isliye hamen major Trend ke analysis ke sath sath market ka current trend bhi analyse karna padta hai Is Tarah se hamari trading kafi aasan ho jaati Hai

    COMPLEAT ANALYSIS
    Trading main major time frame aur small time frame donon ko milakar analysis karnechahie se hamare decision baitha hote hain aur ham market mein bahut hi isliye entry le sakte hain kyunki jab hamen pata chal jata hai ki major timeframe main bhi kisi bhi currency pair ka trend aap yah down ja raha hai aur ISI Tarah se small time frame mein bhi hamen agar vahi trend milta Hai to fir hamen confirmation ho jaati Hai aur Is Tarah se ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain aur bahut hi aasani ke sath apni decision le sakte hain Is Tarah hamari trading kafi easy aur successful ho jaati Hai

اب آن لائن

Working...
X