Small mistake big loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small mistake big loss
    Forex trading ka business Ham Sab Jante Hain ke Ek difficult aur risky business hai is business Mein trading karte hue Agar traders Ek small mistake bhi kar dete Hain To unko Kafi Jyada loss ho sakta hai traders ko yah Baat Apne mind Mein rakhni chahie ke hua mistake Karenge to unko bahut jyada loss hoga aur Agar traders loss Se Bachana Chahte Hain To unko Jo tips main bata raha hun unko use karte hue kam karna chahie Is Tarah traded Se small mistake se bhi safe reh Sakenge.

    Making Proper Plan

    Acchi aur Kamyab trading karne ke liye jaruri hai ki traders proper planning Banakar trading Karen Jab traders ke pass trading karne ke liye ek Achcha plan hoga to traders apni trading mein bahut acche result Hasil kar Sakenge Jitna Jyada traders apni planning ko batter banaenge traders ki Kamyab trading hone ke chances itne hi jyada Honge aur traders Sambhal mistake se bhi apni trade ko safe Rakh Sakenge planning traders ke liye bahut jyada importance rakhti hai.

    Entry and Exit Point

    Iske alava traders ke liye bhi bahut jyada important hota hai ki vah Apna Entry Aur exit point mind Mein rakhkar trade Karen Jab traders ko yah Pata Hoga Ki unhone kis position se market Mein inter hona hai aur kitne profit yaar loss per unhone apni trade ko close karna hai traders ke liye trading karna Aasan ho jaega isliye traders ko apni entry ki position ka Jarur Pata Hona chahie.

    Wait for Plan to Complete

    Traders ko Apne plan ko complete hone ka pura wait karna chahie sometime Kaisa hota hai ki traders ki trade unke planning ke against Chali jaati hai aur traders ko launch hone lag jata hai aise situation main traders apni trade ko close kar dete hain ya traders ki bahut badi mistake Hoti Hai traders ko Apne plan ko complete hone ka vate Karte Rahana chahie Agar vah Apne plan ka vate Karenge to kamyabi Jarur Hasil Karenge.

    Sometimes a traders co trading Karke loss bhi ho jata hai aur traders ka plane fail bhi ho jata hai lekin Fir Bhi traders ko Apne plan ke upar Hi Chalna chahie Kyunki Agar Ek Bar loss hua hai to Bar Bar Aisa Nahin Hoga isliye agar aap planning Karte Hain To usko complete karna chahie.

    Ending of Loss

    Job points main traders ke sath share Kiye Hain Agar traders in points ko mind Mein rakhkar kam Karenge to yakin vah apni trade ko Kamyab Banane Mein Jarur Kamyab Ho Jaenge aur vah Achcha result Hasil kar Sakenge.

    Traders ko Sabar share trading karna chahie aur acche result Hasil karne ke liye mehnat Karni chahie Jab traders se jaldi karte hain aur Apna plan complete hone Nahin dete to unko trading Karke lost Jarur Hota Hai.
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X