aam guftgu forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    Bhai g forex forum mai aam forex ke guftugu traders ke liya ek moka hy jis mai hum jaker uder sai apni posts ko send kerta hy or us sai bunas hasil kerty hy jo trading mai use hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      esmain hum forex trading kay bary main har kisam ka knowledge share kar sakty hay jo bhi humar pass ho so es say other traders ko kafi help milti hay market ko samjhnay main
      • #723 Collapse

        forex main investment se bhi important experience hai agar experience ziada hai to kam amount se bhi ham acha profit hasil kar sakte hain aor ache trader ban sakte hain apni life ko change kar sakte hain
        • #724 Collapse

          janab agar hum Forex trading k iss business main kam investments karen tab bhi hum iss business se achi eranings kar saktay hain bus uskay liye yeh zaruri hae k hum sahi se or achi trading karen kynk jab tk trading sahi nhn hogi profit bhi nhn hoga..
          • #725 Collapse

            dear forex forum mai postion k liye ap ko boht se option diye jate hain ap pon mai se koi b topic choose kar k os mai trading k liye bonus hasil kar skte ho par os k liye ap ko forex forum k rules ko b smjhna ho ga jo k boht simple hain aur ap boht kam waqt mai seekh skte hain...
            • #726 Collapse

              Bhai g maine is mai aam forex ke guftugu mai posting kerta hun us saimja bunas milta hy jis k mai trading mai use kerta hun or us sai maiachi earning karo ga
              • #727 Collapse

                Bhai forex trading ma humen confidence ki zarorat hoti hai aor confidence knowldge aor experience sy brhta hai humen dr ko apny dil sy nikal kr trading krni chye achi strategy aor olanning sy kam krna chye bonus sy a0ni base bnain aor investment kr ky apna career set kren ta ky apko job ka mza ay ap apny target increase krty jain
                • #728 Collapse

                  hum is main posts karty hain agr hum is main posts karty hain to humin achi earning hasil hoti hay kun kay humain posts say bonus say hum trade karty hain humain earning hasil hoti hay
                  • #729 Collapse

                    forex trading m apka profit ya loss kafi hadd tak ap k capital p depend krta hai agr capital zyada ho aur vol bhi zyada ho to ho skta ha k apko losz aur profit bhi usi hisaab se hoga
                    • #730 Collapse

                      bhai forex market men aisa nhe ha k aap apni merzi se money earn karty rhen is k liay aap ko money management follow karni hoti ha aur as per capital aap ko earning hoti ha jis qadar capital bara hota ha isi qadar earning bi ziada hoti ha aur kam capital par earning bi kam he hoti ha.
                      • #731 Collapse

                        dear ap ki ye bat to correct hay k hum little investment se b huge profit earn ker sektay hain but I think k phir b big capital se mazeed earning ho sekti hay kuin k big capital se he hum big lot size ki trade open ker sektay hain aur is k illawa ager capital bara ho to market k hamari trade k against jane per b hamara account secure rehta hay aur wash ni hota aur loss to market k return hone per dobara recover ho he jata hay.
                        • #732 Collapse

                          Pak forum min hum logh aam forex ki gufgu min ja kar hi hum logh wahun par posting karte hyn jin ki wajah se hum ko bonus hasil hota hy tabhi hum logh is min treding kar pate hynv
                          • #733 Collapse

                            G bhai g apki bat bilkul thake hy k ye apki khud per depend kerta hy k ap balance kam hona ke bawajod be is busniss ko kis terhsn manage ker ke is mai achi earning kerty ho
                            • #734 Collapse

                              forex man her trader ku bhi earning nae hoti. forex ki market buhut fast amrket hai yahan say earning kerna experts ka kaam hai ic liye new traders ku forum kay bonus pay focus kerna chahye. choti lot k sath trade kery.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                No problem agar apki investment kam volume main hai aur apko agar trading ka wide experience hai tou ap apni kam investment per trade ker ky apna capital increase ker sakty hain apko agar profit hota rehy tou profit ko withdraw kerwany ki bajaey apko apna account balance increase kerna chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X