forex market main trading kartay hwuay traders tab he aisi soch k sath overtrading ka shikaar hotay hain jab unk pass market main ko samjhnay ki koi khaas ability nai hoty hai, wo market main kaam to kar rahay hotay hain laikin unka mined emotions aur greed say work kar raha hota hai k jitna jaldi ho jaye aur jitni big lots ka use kar lia jaye earning milni chaye sirf isi wjaha say traders ko overtrading ka samna hota hai. Overtrading k baray main ham mazeed discuss kartay hain k aisa traders ko q karna parta hai aur aisa karnay ki wajuhaat kia hoty hain jo k sab kuch darj zail main hai.
CAUSES OF OVER TRADE:
Dear members, forex trading k douraan bahut saray aisay factors hotay hain jinko follow kartay hwuay ham market main kuch management k sath trading karnay say profit hasil kartay hain laikin agar ham market main is soch aur aisay behave k sath kaam kartay hain k hamain 2 din ki trades ko sirf 2 hours say he sab kuch hasil karna hai to ham trading k douran ziada say ziada lots ka use karaingay jis say hamaray stop loss hit hongay aur ham earning ki bajaye loss pay loss kartay hwuay market sat kuch bhi hasil nai kar sakaingay is liye agar ham in baaton say apnay mined ko set kartay hwuay kaam kartay hain to ham overtrading say bach kar kamyab ho saktay hain.
Bare lot size ka istemal
Bara lot size jo account k risk ratio se ziada ho over-trading hai. Forex trading me agar hum money management, discipline aur risk management se kaam nahi karengay, to hum se bare (large) lot size select hongay, jo over-trading ki aik misal hai.
Agar hamare account kam sarmaye k hen to pher to humen bare lot bulkul bhi istemal nahi karne chaheye, aur agar hamare account ziada hujam k hen to pher humen risk aur money management k hisab se hi kaam karna chaheye. Humen is ghalat pehmi me nahi parna chaheye k hamare account me sarmaya ziada hen to is ko kuch nahi hoga, bulke humen apne account ko safe tareeqay se handle karna chaheye.
Had se ziada trading karna
Agar hum forex market me mutawater trading karte rahengay to ye bhi over-trading trading me shumar hota hai. Forex trading ka market 24-hours open hota hai, is waja se humen jaldbazi se kaam nahi lena chaheye, bulke proper analysis k mutabiq apne target ko hasil karne k bad apna mazeed kaam dosre din me shoro karna chaheye. Ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai. Dosra agar humen trading me loss ho raha ho, to us loss ko kam karne k leye mazeed trading nahi katni chaheye, q k aksar hamara loss mazeed barh jata hai aur hamare account tak wash ho jate hen.
Over-trading se bachne k kuch tips
[*]Forex trading market me proper analysis k sath kaam karen. Analysis k elawa trades open karne se ijtenab karen.
[*]Apne trading plan (discipline) par sakhti se amal karen, is se mazeed trading hum control kar sakte hen.
[*]Trading me stop loss ka istemal kia karen, aur loss ko kam karne ki koshash me mazeed trading se bachen, agar stop loss hit hota hai to hone den.
[*]Apne account ki volume barhane ki koshash karen.[*]Risk management aur money management se kaam karen. Agar account mazeed trades ki ijazat nahi deta to na karen. Beshak trades faida-mand q na sabit ho rahe hon.
[*]After trading plateforme (mt4 aur mt5) ko check na karen. Is se hamare dil me mazeed trading ki lalach peda hooti hai.
[*]Forex trading me rato-rat ameer banne k sapne na dekhen, bulke aram aram se thora thora profit hasil karen.
Conclusion:
Dear members over trading ap ko sirf loss hi loss de gi isko rokna chahiye reality ye hai mairay knowledge k mutabik over trading har aik traders k liye yeh best hai k wo sab say pehlay khud time de tarteeb de aik perfect trading plan bana kar market main entry lay jald bazi na kare jis say ham apnay target k hisab say hamesha hi market main entry aur exit laitay hwuay tarikay se overtrading say safe reh kar kaam kar saktay hain yahi best way hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим