Assalamualikum dosto aj ham jis topic pa detail sa bat karna wala hain wo ha ha trilple top chart pattern analysis,dosto triple top ko three mountain bhi kaha jata ha kuk iski pahchan chart ma 3 paharon ka jasi dikhaye deti ha ,triple top chart pattern tezi ka tredn ma ana wala bearish reversal chart pattern ha matlab ka market ma jo uptrend chal rha h wo ab khatam hona wala ha or downtrend ki shurwat hona wali ha .
Triple Top Formation:
Dosto cahrt ma ham dekhete ha chart ma lamba tezi ka trend chal raha ha ,or triple top ka banana ma yaha zaruri ha pichla tredn uptrend ho jab chart ma yaha pahla top bana to yaha zaruri ha ya pichla trend ka highest high ho ,pichla tredn yani ka trend ka highest high ho ,iska bad price resitance la kar necha ki taraf girna shuru hota ha ya downtrend thora sa 10% sa 20% tak hosakta ha or volume zyda hojata haiska kuch dai bad ya girawat support lana ka bad ruk jati ha or wapis sa upar ki taraf jana lagi ha or ek or resistance bana lati ha or thik usi level par dusra top banata ha ,ya dusra top pahla top ka mukabla 3% upar necha hosakta ha is dusra top ma volume pahla top ka mukabla kam hota ha iska bad price dusra top sa resitance la kar fir sa nechagirna shuru hota ha ya girawat lagbhag 10% sa 20% tak hosakti ha iska kuch dair bad girawat support la kar ruk jati ha ,ya dusra support pahla support ki tulna ma uska barabar ya upar necha hosakta ha is doran price range bound ma kam karti ha or wapis sa upar jana lagti ha ,iska bad ya jab 3rd top bana kar necha jata ha to girawat bohat tez hoti ha or tez girawat ka sath volume bhi barhna lata ha ,dosto 2 top ka bech kam sa kam 7-8 candles ka farak hona lazmi ha .
Time Frame:
Agar ap intraday trading kar rha hain to ap 7-8 candels ka gap hona lazmi ha ,or agar ap isko weekly dekh rha hain to 3-4 weeks ka farak hona lazmi ha or agar ap isamedium term ma dekh rha hain to 3-4 month ka difference hona lazmi ha ,or akhir ma agr ap long time frame dekh rha hain to ek sa do sal tak ka difference hona lazmi ha .
Selling With Triple Top :
Dosto gar a chart ma triple top ka formation dekh rha hain to apko sab sa pahla iska resitance ko touch karta hue ek trend line khenchni ha uska bad apna iska support ko touch karta hue ek trend line khenchni ha isko is pattern ka sath neckline kahta hain ab apko selling karna ka bad yaha dekhn ha jab koi price neck line ka necha closing da da to uski bad wali candle ma entry lani ha uska sath sath apko RRR (Risk Reward Ratio )ka khas khayal rakhna ha jo ka 2% rule ka mtabik ho agar wo ni ha us rule ka mutabik to hamein selling nahi karni ha .