ADX and Ichimoku kinko hyo
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ADX and Ichimoku kinko hyo
    ADX

    ADX trend ki semth ka bajya trend ki mazboti ko zahr karta ha is kirating 0 sa 100 tak ha 20 sa neechay ha to weak aur 20 sa upr mazbot trend ko zahir karta ha







    Ichimoku kinko hyo



    Ya japano ki ijahd kar da ha ya 4 cheezon par mushtamil hai kijun sen ya neeli rang ki line hoto haa agr price is line sa upr ho to price upr jana ka chances hota ha agr ya price is line sa neeche ho to price ka neechay jana ka chances hota ha
    Tenkan sen ya red colour ki line hoti ha agr ya upr ya neeche ho to market trended hoti ha agr ya left ya right hoto side market hoti ha
    Chikou span ya green colour ki line hoti ha agr ya price ko upr sa neechay ka karya to sell signal hota ha aur agr ya price ko nechay sa upr karya to buy signal hota ha
    Senkou span ya brown colour ki line par mustamil badl sa hota ha agr price is badal sa upr ho to up trend hota ha agr price is badal ka neechay ho to down trend hota ha

    Akir konsa indicator behtar result data ha ?

    Har indicator ka peechay lambhi chori mehna aur calculation hoti ha is liya jitna be indicators ha sab hi important hota ha kabhi be ik single indicator ko use nai karna chahiye bilka confirmation ka 2 ya 3 indicator lazmi saath use karna chahiye agr 3 indicators ek dusre ko confirm na karya to kabhi be trade nahi lagni chayia bilka wait karna chayia ty ka hum log indicators ka confirm signals ka bad hi trade wgra karya

اب آن لائن

Working...
X