Long Shadow and Basic Candlestick Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long Shadow and Basic Candlestick Patterns
    Long shadow:

    Forex asal ma sellers and buyers ka darmin larai hoi ha agr to buyer jheet jaya to market price upar ki taraf chal jati ha aur agr sellers jheet jaya to market price neeche ki taraf chal jati ha aksr aisa be hota ha k dono bilkul equal hi rahta ha aur price wohi ki wohi rahtiu ha kis surat ma candle ki body choti si hoti ha aur shadow bara hota hai . neechay ki shakl be jasa ka dekha jaya sakhta ha

    Agr ya shadow support and resistances pa ha to qabil tawajo hoti ha ha ku ka is muqam sa ya price hasba sabik aya chalti rahti hai ya wapis mur kar aya jati ha

    Basic candlestick patterns

    Aksar trading ke doran candle ki different shakl samna ayati ha in shakal sa ham price ki mustakil andaza laghta ha . ya baat ham logo ko achi tyra sa mind ma rakhni chayia ka ka forex ma koi bhi cheez 100 percent nahi hoti ha kahi dafa ham logo ka andaza ghlt ho jata ha is lia ham logo ko haya baat bilkul be mind ma nai rakhni chayia ka ham log is tyra sa trade karya ka to ham logo ko 100 percent profit hi hogya ku ka kahi dafa markets ham logo ka favour maa nahi hoti hai aur hum logo ka nuqsan bhi ho jata ha. Is liya ham log ya bilkul be na socha ka yaha sa signal strong ha aur is ma trade laga kar profit hi hoga sirf aisa nahi hai hum logo profit hota ha no doubt mgr kafi dafa loss be face karna parta ha ham logo ko us hi trade sa ku ka market ki movement ka koi pata nai hota .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long Shadow and Basic Candlestick Patterns

    Assalam alaikum _!
    Kesy hn ap sab log men umeed karta hn ap sab khairiyat sy hongy
    aj ka hamara topic hy Pennant Chart Pattern umeed hy aj ka hamara topic ap k liy bht help full sabit hoga ..


    Pennant Pattern kiya hy !?!

    Dear friends pennant pattern ek continuation pattern hy mtlb k yeh jis trend main banta ha us trend k continue hony ki nishani hota ha . Agr bulish men bany to es k breakout k bad
    market bulish hoti ha . or agr bearish men bany to es k breakout k bad market bearish hoti ha , Es pattern ki do Types hoti hn .

    Bulish pennant pattern.
    Bearish pennant pattern.

    In dono patterns ko hum bari bari discuss karen gy .


    Bulish Pennant Pattern:-

    dear friends yeh pattern bulish trend main banta ha jb market kafi oper ja chuki ho to market thori
    retracement leti ha or estrah ka patternrs bnta ha .
    Ha or estrah ka pattern banta hy .
    Es main market higher lows or lower highs banti ha .
    Highs ko highs se milain to ek trend line banti ha kr lows
    ko lows se mila k dosri trend line banti ha estrah market 2 trend lines k darmiyaan move karti ha .



    Isy trade kesy karen ?!?

    Dear members bulish pennant ko trade karny k lye hamen
    chahie k pattern k complete hony or es k breakout ka wait
    karen jb breakout honjay to uski confirmation ka intazar karen jb confirmation hojay to hum es men buy ki entry ly sakty hn r hmara stopploss bulish pennant ki hoper trend line ya us sy nechy hoga jb k profit target pennant ki hight k equal hoga .

    اب آن لائن

    Working...
    X