kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    no dear you should not close trades in loss but i think that bhai main abhi tak is kaam par pohancha nahin hun to iske baare main apko main kuch bol kay khamakha apka time bar baad nahin karna chahta hun main to khud abhi practice main hun learn kar raha hun i am new trader in forex trading bsuienss
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      ji nahi me apana koi bhi trade loss me nahi band karta hu mujhe sirf profit wala trade hi close karna aata hai mene kabhi loss me koi trade close nahikiya hai aap bih koi trade ko loss me na band kare kyuki ek na ek din wo trade loss mese profit me aata hi hai aur aapko loss me nahi close karna hai koi bhib trade
      • #483 Collapse

        jnb yah bat market p depend kar rahe hoti hai ki us ko close karna hai yah wo abe chay . q k loss main to order umooman jata hai. or agr ap her bar apni trading ko close karty joa to phir equity jildy end ho jai gi.
        • #484 Collapse

          bhai g ham jab bhi forex mai trading karty han to ap ko chahye kay ap apnt emotion ko control mai rakh kar trading kary taky ap loss se bach saky or hamy apni trading ko loss kay doran band na kary q kay wo ek na ek din zror profit mai jay g
          • #485 Collapse

            nahe hum loss wale trade ko assay nahe katy hain hum loss wale trade tun thak nahe cut karty jab thak wo profit may na aa jaya, ya ager ap ko apan proit cut b karna ho to ap kam say kam loss may us ko cut karoo or next day apnay loss ko compensate kar
            • #486 Collapse

              apni loss wali trade boat kam hi band karta hn or is bat ka faisla halat ko dek kar hi kia jata ha ky trade ko loss pr hi band karni ha yas trade ko open chore dia jaye
              • #487 Collapse

                ma mostly jab dekhta hoon zyada loss horaha hay ma trades close kar deta hoon forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just.
                 
                • #488 Collapse

                  bhai ma to abi new user hu mujy es ka mutaliq abi kuch nai pta ka ka agr business ma loss ho jay to esy band krdna acha ha ya wait kr kna chahy wasy mra khail ha ka es ko band nai krna chahy balky apni mistak ko sai krna chahy.
                  • #489 Collapse

                    apni loss wali lot ko tab close karta ho jab mai samjho k mai yaha par hedging nhi kar sakta lekin ziada tar mai apni loss wali lots ko hedging k zariye loss hone se bacha leta ho kyu k hedging wo wahid tarika hai.
                     
                    • #490 Collapse

                      mery bhi bat asy ha k forex my profit or loss business ka hisa ha ager app is k bary my acha knowledge rakhty han to app is bat ko achi trhan samajty hon gy forex par kam karty wakat app ko loss ko har wakat mind my rakhna hota ha jhan loss nazer aye app ko pechy hat jana thek ha
                      • #491 Collapse

                        of course jub bhi haman pata chal jay signal margne ajay then hamaen treading ko close kar dena chaaey ta k mazeed loss na ho jo apka balnse bacha howa hai ess trahan ap ziada loss karny sy bach jaty ho
                        • #492 Collapse

                          bhai ager hamari trade loss mein ja rahi ho to phir humen chahiye k ham apni trade ko loss mein jane sy safe karen to phir humen ek acha trend uar kamyabi hasel ho sake gi
                          • #493 Collapse

                            nahe hum loss wale trade ko assay nahe katy hain hum loss wale trade tun thak nahe cut karty jab thak wo profit will probably na aa jaya, ya ager ap ko apan proit cut b karna ho for you to ap kam say kam loss will probably all of us ko cut karoo or maybe subsequently day apnay loss ko compensate karo
                            • #494 Collapse

                              Loss wali trades ko band kar dena chahiye kun keh jab market hamary against ho jati hai to baz awqat us kay wapsi ka chance nahi hota aur es tarah hum loss hi kar dety hain. Lehaza risk ziyada nahi lena chahiye aur hamesha kam lot size use karen ta keh successful hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                yar shoro shoro may may asa hi karta tha lakin mujay maray teacher nay kaha hay kay asa mat karo trade loss may jaia yah profit may es tarha say mat karo es say aap ka experience nahi banay ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X