INTRODUCTION:
Assalaam o Alaikum.
Dear friends!
Forex market k chart pay achi trading k liye aik achi technique ki zarurat hoty hai jab tak ham kisi aisi achi trick k sath kaam nai kartay hain ham is market main trading kartay huway earning to kar saktay hain magar ham kabhi long time k liye is say faida hasil nai kar saktay hain.
Golden cross trading aik aisi trading strategy hai jisko agar ham mukammal rules k sath use kartay hain to hamaray liye is say barrh kar koi bhi aur achi trading trick nai ho sakty hai. Golden cross traing main jab aik bahut he short-term ki moving average kisi long-term ki moving average ko cross karty hai aur usk baad jo trading opportunity open hoty hain unko traders ki languages main "Golden Cross Trading" kaha jata hai. Golden cross trading main jab koi long-term ki moving average kisi short-term ki moving average jaisay 15 day moving average ko cross karty hai tab traders chart pay is baat ko bhi sath confirm kartay hain market kisi na kisi support level ko breakout karty hai jisk sath he chart pay trading k liye buy trades ki opportunity open hoty hain aur ham market chart pay buy ki trades ko lon-term k liye open kartay hwuay acha profit hasil karnay main kamyab ho saktay hain.
IDENTIFICATION:
Dear friends!
Mairay experience k hisaab say forex market chart pay Golden cross trading ko ham 3 parts main devide kartay hwuay iski identification ko clear kar saktay hain jis main 1st step yeh hoga k chart pay price sell movement k baad kuch pips k sath stay karty ho sideway main movement k baad price again sell main he movement ko continue rakhay. Golden cross trading main hamara 2nd step yeh hoga k price short-term moving average ko long-term ki moving average ko trend k hisaab say cross karay. Golden cross trading main identification k liye hamara 3rd step yeh hoga k price trend main kisi kisam ki koi changing na karay aur sell main movement ko continue rakhay.
Trading with "GOLDEN CROSS" Strategy:
Dear!
Forex market chart pay trades ko open karnay k liye aur Golden cross strategy k sath trading kay liye 50 EMA aur 200 SMA moving bahut he usefull sabit hoty hain jab inka cross over hota hai tab hamain market chart pay trend ko follow kartay hwuay trades ko open karna chaye yeh market chart pay aik bahut he achi long-term ki trading hoty hai jisko sirf professional traders he ziada tar use kartay hwuay trade kartay hain.
Neechay aap BITCOIN ka aik chart example k tour pay daikh saktay hain jis main in moving averages ka cross hota hai aur usk sath he chart pay trading ki opportunity open hoty hain aur sath he next step main price is cross over say retest kartay huway reject bhi hotay huway aap daikh saktay hain isi cross over pay trading karnay say market say kam loss k sath acha faida hasil kiya ja sakta hai.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим