Doji Candle Kia Hy?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji Candle Kia Hy?
    IntroductionAslam.O.Alikum dear frinds
    Jaisa ki aap jante Hain Ham Raksha mein acchi tarike se kam kar rahe hain Apne kam kobita banate hain Chitra Ham aapka kam petrol acche tarike se karenge To Ham use ka
    Doji

    Jaise ki aap apne kam ko Chitra kaise karte hain jitna Ham doji candle ke upar kam karte ho usmein hamen Kafi sare benefits milte Hain Apne kam ko jitna Ham doji candle ke upar kam karte ho usmein hamen Kafi sare benefits milte Hain Apne kam Ko agar aap achcha kam karenge to use ka kuch aasan bhi kar sakta hai main mehnat Karni chahie apna Kam ko bacha kar sakta hai hamen har chij comment send karna hoga agar aap achcha kam karenge to use ka kuch aasan bhi kar sakta hai main mehnat Karni chahie apna Kam ko bacha kar sakta hai hamen har chij comment send karna hoga to Nobita bana sakte hain mein har chij ko maintain rakhna hoga jo kya aapko kamyab Deta Hai garam mehnat karenge to aap use kakosa se bhi kar sakte hamen jitna jitna mehnat jitna aap biji candle ke upar kam karenge to aapko se Kafi Kochi hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	what-is-a-doji-candlestick.jpg
Views:	7
Size:	54.8 کلوبائٹ
ID:	12502595
    Doji candle ka use

    Jitna Ham logon 2 GT Karnal ke upar kam karte Hain To Ham use Kafi benefits bhi milte Hain Ham Apne kam ko achcha hue tarike se karte Hain kyunki hamenJitna Ham logon 2 GT Karnal ke upar kam karte Hain To Ham use Kafi benefits bhi milte Hain Ham Apne kam ko achcha hue tarike se karte Hain kyunki hamen pata hai kar rahe hain To hamen use kabhi kuchh fayda milta kam ko pura karte hain chij Ko dekha jaaye to aap usse Kamal Ki trading kar sakte hain Apne naraj kar rahe hain To hamen use kabhi kuchh fayda milta kam ko pura karte hain chij Ko dekha jaaye to aap usse Kamal Ki trading kar sakte hain Apne naraj ko game apni chat copy Patra bana sakte hain ISI Tarah Main har chij ko dekh palkar karna hoga kyunki aap ko kamyabi de sakta aur aap usse acchi yad nahin kar sakte hain ISI apni chat copy Patra bana sakte hain ISI Tarah Main har chij ko dekh palkar karna hoga kyunki aap ko kamyabi de sakta aur aap usse acchi yad nahin kar sakte hain ISI Tar
    Click image for larger version

Name:	DojiGEChart.gif
Views:	11
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12502596
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    DOji Candlestick
    Doji candles market main us waqat banti hai jab bhi kisi makhsos timeframe k dowran candles ka opening price aur closing price aik jaisa ho. Ye candles baghair body walli candles hotti hai, jo kisi khaas trend ki taraf isharra nahi karttee hai. Doji candles main upper, lower ya donno sides par aik chotha ya lambba shadow ya wick ho saktee hai, lekin candles k darmeyyan main banne wali body bulkul ya to zero hoti hai aur ya bulkul chotee see, jiss main opening aur closing price bohut qareeb hon. Prices main doji candles k banne ki wajja ya to market main sellers aur buyers ka power k barrabar hone se bantee hai aur ya koi new events k jaree hone k baad ye candles ban jatee hai. Doji candles bhi Spinning top candle ki tarah market main neutrality dekhatee hai.
    Doji Candles Types
    Doji candles ki formation sab ki aik jaisee hi hotee hen, lekin opening aur closing prices ki position sab ki aik jaisi nahi hotee hai, jiss kee wajja se doji candles aik dosrre se mukhttaliff shap me banntee hai. Forex trading market main humen darjjazell panch tarah ki doji candlestick k formates meltte hen;
    a. Star Doji Candle b. Long-legged Doji Candle c. Gravestone Doji Candle d. Dragonfly Doji Candle e. Four Price Doji Candle
    a. Star Doji Candle
    Star doji candle ya Doji-Star candle ek standard doji candle hotee hai, jo k prices ki neutrality ko dekhatee hai. Ye candle market me bull aur bear k same pressure ki waja se bantee hai. Candle main prices na to bohut ziadda upward jatee hai aur na hi bohut ziadda downward, bulkeh mamolee si upward aur ussi tarrah se downward jane k baad wapis appne open point pe close hotee hai.
    b. Long-legged Doji Candle
    Long-legged doji candle main prices upper aur lower sides par aik bara shodows (wicks) bannane k baad apnne opening price pe close ho jatee hai. Long-legged doji candle ko "Rickshaw Man Doji Candle" bhi kaha jatta hai. Jab bhi khas timeframe me buying aur selling bohut zyada ban jatta hai to uss waqqat Long-legged doji candle bantee hai. Ye ek neutral candle tasawar ki jatee hai, aur bullish ya bearish trend main sey kisee ki tarafdaree nahi kartee hai.
    c. Gravestone Doji Candle
    Gravestone doji candle prices main uss waqqat bantee hai, jab bhi prices bull pressure ki wajja se upward jane k baad wapis bear pressure se ussi point par bannd ho jatee hai. Gravestone doji candle ko traders ziadda tar bearish candle tasawar karte hen, aggar ye candle top price ya bullish trend main bantee hai. Candle ki format batattee hai k bulls ne prices upper sides pe to push keye lekin wo candle ko band karne tak baqarar nahi rakh paye. Jiss par bears ne prices ko apnne control main le karr candle ko low pe band kar dee.
    d. Dragonfly Doji Candle
    Dragonfly doji candle "Gravestone Doji candle" ki mukhaleff candle hai, jiss me doji candle k open aur close price aik jaise hone k baad, lower side pe ek lambba shadow hota hai. Dragonfly doji market main bullish trend reversal ka kaam kartee hai, lekin uss k leye zarrori hai, k prices bearish trend main hon. Dragonfly doji ki format k mutabbeq jab bhi bear price ko nechay ki tarraf push karne k baad us par control barqarrar nahi rakh pate aur bull prices ko wapis upward dakhel detee hen.
    e. Four Price Doji Candle
    Four price doji bohut unique hone ki wajja se bohut kam hi prices main bantee hai, aur long term k timeframe me to iss ka banna bohut mushkill hota hai. Four price doji candle me prices upward aur downward janne ki bajjaye ek hi position pe munjamed ya stuck rehtee hai. Jiss se ye candle aik line see bantee hai. Four price candle main high, low, open aur close point same eik hi hotti hen. Four price doji market main buyers aur sellers donno ki adam tawajah ya damp market ki waja se bantee hai. Ye candle bhi Doji-Star aur Long-legged candle ki tarrah neutral tasawar hotee hai.
    Trading
    Doji candles baqi dosre real body walee candles k bar akas trading k leye kuch ziadda hi muasar hotee hen, ye candles aggar top price ya low price main ban jaye to trend reversal main bohut ahmeyyat ikhteyyar kar jatee hai. Doji candle k leye long timeframes ka honna bohut aham hai. Small timeframes main doji candles ziadda bante hen, jab k long timeframes jaise D1, W1 main doji candles banne se trend reversal ya trend continuation ka kaam karte hen. Doji candles ka dosrre indicator k sath mela karr estemal karnne par result aur bhi ziadda improve hote hen.
    • #3 Collapse

      Doji pattern ka Introduction kia hy market main us waqat banti hai jab bhi kisi makhsos timeframe k dowran candles ka opening price aur closing price aik jaisa ho. Ye candles baghair body walli candles hotti hai, jo kisi khaas trend ki taraf isharra nahi karttee hai. Doji candles main upper, lower ya donno sides par aik chotha ya lambba shadow ya wick ho saktee hai, lekin candles k darmeyyan main banne wali body bulkul ya to zero hoti hai aur ya bulkul chotee see, jiss main opening aur closing price bohut qareeb hon.Prices main doji candles k banne ki wajja ya to market main sellers aur buyers ka power k barrabar hone se bantee hai Doji Pattern ki Phchan aur Working kia hy Ham use Kafi benefits bhi milte Hain Ham Apne kam ko achcha hue tarike se karte Hain kyunki hamenJitna Ham logon 2 GT Karnal ke upar kam karte Hain To Ham use Kafi benefits bhi milte Hain Ham Apne kam ko achcha hue tarike se karte Hain kyunki hamen pata hai kar rahe hain To hamen use kabhi kuchh fayda milta kam ko pura karte hain chij Ko dekha jaaye to aap usse Kamal Ki trading kar sakte hain Apne naraj kar rahe hain To hamen use kabhi kuchh fayda milta kam ko pura karte hain chij Ko dekha jaaye to aap usse Kamal Ki trading kar sakte hain Apne naraj ko game apni chat copy Patra bana sakte hain ISI Tarah Main har chij ko dekh palkar karna hoga kyunki aap ko kamyabi de sakta aur aap usse acchi yad nahin kar sakte hain ISI apni chat copy Patra bana sakte hain ISI Tarah Main har chij ko dekh palkar karna hoga kyunki aap ko kamyabi de sakta aur aap usse acchi yad nahin kar sakte hain Treading pattern ky Benifits candles baqi dosre real body walee candles k bar akas trading k leye kuch ziadda hi muasar hotee hen, ye candles aggar top price ya low price main ban jaye to trend reversal main bohut ahmeyyat ikhteyyar kar jatee hai. Doji candle k leye long timeframes ka honna bohut aham hai. Small timeframes main doji candles ziadda bante hen, jab k long timeframes jaise D1, W1 main doji candles banne se trend reversal ya trend continuation ka kaam karte hen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        introduction Asalam.o.alikum dear forex members umeed hy keh ap sab theak ho gy or forex sy bohat achi earning kar rahay ho gy aj ka hmara topic hy keh doji candle kia hy ye sab sy important candle hy jo keh hum apny analysis main daikhty hain doji candle ko daikhny ky leay hum sab sy pehly yearly cchart ka analysis karty hain os ky baad hm monthly chart ko analysis karty hain os ky baad phir weekly chart or phir daily ka chart use karty hain jis main hum doji candle ko daikhty hain or apny analysis ko theak tarah sy use kar ky apni trade laity hain or hum forex sy bohat acha profit gain karty hain agay hum doji candle ka use or es ki pechaan kaisy ki jata hy es baat ka pata lagaey gy or chart ko daikh kar hi hum doji candle ki pechan kar sakty hain Recognition of doji candle Jee forex members jaisa ky aj ka hmara topic doji candle ky hawaly sy hy to hum sb sy pehly doji candle ki pechan karna seekha gy es ky leay hami aik alag alag time frame main apny chart ko analysis karna ho ga es ky leay hum daily ka time frame open karain hy or sb sy pehly hum four hour chart open karain gy os main hum candle ki movement ko judge karain gy sell ya buy ki candle jab banti hy open sy or bechy sy phir wo t ki manid apni shakal bana laiti hy to hum osko doji candle ka name daity hain es tarah hum phir one hour ka time frame open karty hain wahan bhi hum esi tarah chart ko analysis karty hain or phir hum thirty mintue ka chart open karty hain wahan hami clear doji candle ki pehchaan ho jati hy esi tarah hum phir fifteen mintue ka time frame open karty hain wahan bhi hami clear doji candle ki asaani ky sath pehchaan ho jati hy use of doji candle Jee dear forex members to ab hum apko bataey gy keh doji candle ka use kis tarah kea ja sakta hy es ky leay hami sab sy pehly jis bhi pair ko trade ky leay use kia hy osko select karna ho ga os ky baad hum osko analysis karain ky es ky leay hum sab sy pehly yearly chart ko open karain gy os main hum candle ki movement ko achy sy analysis karain gy oski movement ko daikhy gy os ky baad hum monthly chart ko select karain gy or os par hum analysis karain gy or phir osky baad weekly chart ko analysis karain gy os main bhi candle ki movement ko judge karain gy or phir hum daily ky chart ko open karain gy os ko bhi hum esi tarah analysis karain gy os ky baad hi hum doji candle ko achi tarah sy use kar ky market main trade laga kar entry karain gy es tarah hum achy sy forex sy profit gain kar saky gy or apna future better kar saky gy

        اب آن لائن

        Working...
        X