hamein loss kiyun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai sab se pehly bat ye ha kay new any woley trader ko market kay bary ma pta hota nhe ha aur wo es business se rato rat ameer hony ka sochney lgta ha aur aik aham bat ye b ha kay es business ma se 90 percent log loss krty hain kyu kay unhy forex trading ati he nhe ha jis ki wja se wo loss krty hain aur na he wo practice krty hain aur sedha real account pe kam krna shiru ho jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      trading ma loss ki bhot se waja ho sakti hn analysis k sahi na krna knowledge or learning na krna demo pr trend sa realted information hasal na krna or bhot see agr hum choti choti information ko achi terhn dakh lna taab hum loss nhi krna gaa
      Best Rule of Trading Ever
      ----------->Never Loss Money<----------------
      --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
      Never Forget The Rule
      • #33 Collapse

        Forex main loss ki bohat ci reason hoti hain jase ka agar hum patience sa kam na lain aur jaldi sa ziada earn karnah chaye is tarah hum risk bhi ziada laty hain aur jaldi karty hain jiss sa humy loss ho jata hai kun ke forex main success aur earn k liye timing bohat zarori hai aur patience sa hi humy best time ki trade milti ha jiss ma loss na ho.
        • #34 Collapse

          Forex trading aik busniss hy aur busniss mein loss aur profit hota hi hy agr forex trading mein loss ho tu wo koi mistake ki waja bhi ho sakti hy js se loss ho jata hy aur trading karty hwy greed ki waja se emotional ho kar trading karna aur achi planning na karna bhi loss ka sabab ban sakta hy
          • #35 Collapse

            Han g loss to forex business main zaruri hota hai Lakin Es k lea ap ko ready rah k aur apny ap ko kisi b suratahal main tayari kar k trading Karni chaheay
             
            • #36 Collapse

              dear is buiness ko bahut ys loog kr rahy hain lekin is mein kafi loss haota hai is liye is ko kiai tiebhi ap kr sakty hain lekin bahut ziyada mehnt sy aur is buiness ko learn kr k kiajta hai
               
              • #37 Collapse

                hiii to all kaise hain ap sab dosto. guys hamen loss hmare apni galtion ki waja se hota hai jab b kise trad main loss hota hai ham ne os main kuch na kuch zaror miss kia hota hia jis ki waja se trad loss mian gai hote hain hamen apni hi trads se sekhna chahyea
                • #38 Collapse

                  Loss honay ke sub say Bari waja short term trading hai agar ap long term trade karo gay aur small trade karo gay profit ka chance zayada hota ha
                   
                  • #39 Collapse

                    mairy khayal mai to ham ko loss isi waja sy hota hai kyu k ham poori tawaja sy trading ko nahi karty hain aur is mai lalach b karty hian jiski waja sy hm ko loss ho jata hai. ham ko chahiye k ham loss sy bachna chahty hain to phir ham lalach na karen aur mehnat sy trading karen.
                    • #40 Collapse

                      mary pyary dost hamain forex trading main los iss liye ho jata hai ky ham kisi ky kahny main aakar forex ka kaam shoro to kar dety hain lakin hamain iss kaam ky bary mai bilkulbhi pata nahi hota ...
                       
                      • #41 Collapse

                        kiyon k hum market trend k mutabiq trade nahi kartay es liye aur agar hum trend ku understand karay tu loose nahi ho ga so es main day by day ye cheez note karnay wali hai aur es main quickliy money earn karna nuqsan dae ho sakta hai kosis karya small volume aur sabar se kam karay
                        • #42 Collapse

                          Dear forex mai loss hone ki boht c waja hain jin ko agar ap seekh lo tu umeed hy k ap ko loss nhn ho ga aur apne es business ko aur b ache se kar sako gy es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna ho ga ta k ap ko faida b acha ho jaye aur ap apni life ko b set kar lo aur acha earn kar lo aur apni life ko b set karo...
                           
                          • #43 Collapse

                            without knowledge is field main kam nahi kerna hai ap ko or jab tak is main ap ko command hasil na hojaye apiskaam ko hath bhi nahi lagaye demo trading per dehaan dete rahe or jab tak ap achchi trades na kerna seekh le tab tak ap real account main na aye kiyun ke kisi cheez ko ahcchi seekhlene ke bad hi ap ko kam kerne mainmaza ata hai
                             
                            • #44 Collapse

                              Dear forex mai loss ki boht se waja hotii hain but satb se bari waja leanring na karna uar es business mai laalach karna hy jab ap es business mai lalach se kam karo gy ap ko boht loss ho ga es liye ap se kaha jata hy k ap es ko seekh aur smjh k kam karoa ur apnii life ko set karo jaise jaie ap mehnat karo gy ap ko faida haisl ho jaye ga soo ap mejhnat karo...
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear jab ap log es business ko seekhte nhn ho smjhte nhn ho aur seekhna nhn chahte tu ap k mind mai bnoht se tareeqay aate hain jin ki waja se spa ko loss hota hy es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko faida ho na k ap es business mai sirf aur sirf loss he karte jao aur apna faida sara zayua karo...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X