dear friends wesy to indicator ki kafi types Hoti hen lekin main indicators ki baat ki jay to technichal indicators aur leading indicator Kay sath sath lagging indicators bhi Hoti hen lekin istimaal Kay hisab sy 1 ya 2 indicators ko use karna hota hay, indicators ko use karny se pehly indicator me ye khasoosiyat hona zarori hey aik type indicator me ye khubi honi chaye key wo trend following ka indication kesi be time frame me de saky, moving average indicator trend ko follow karny me batter samja jata hay secondly indicator me second important quality ye honi chaye key wo trend ki conformation every time frame me de saky, trend ki conformation MACD indicator zeyda batter result de sakta hay
1. Stochastic
Is main reading 0 se 100 tak hoti ha. Reading 22 se neechay jae to over sold yani mazeed down k chances bahut kam hain or Buy ki tayari karain. Or jub 80 se oper jae to over bought yani ab sell ki tayari karain.
2.RSI
Almost same as schochistic indicator. Sirf reading ka thora farq ha jo k sell or Buy ko effect karta ha.
3. ADX
ye indicators direction ki bajae trend in mazbooti yani strengh ko show karta ha.
4.MACD
Ye up ya down trend ko show karta ha . Is main lines crossing each other chart or Histogram chart show hoty hain additional.
Technical information
Wesy to ham normal chart sy ya news sy movement ka andazah laga saktay hian is lye aam tor pe indicators k 2 main qismain hain jaisay yeh woh indicators hotay hain jo market ki movement ko pehlay hi show kar detay hain k market ab kis taraf move karay gi RSI, Stochestic Oscillators, Awsome Oscillator yeh market k movement k baad yeh zahir hotay hian k ab market ka trend bilkul clear ha ap market ma entry lay saktay hain jis me Moving averages, parabolic SAR etc To hamain chaye k indicators ko ham mix kar k use karain to ziadah ashay result nikaltay hian aur in ko rules k mutabiq use karna cahye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим