Structure of Bearish Dragon Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Structure of Bearish Dragon Pattern
    Assalam o alaikum! Dear members, Umeed kerta hun ke aap sab khairyat se honge or Market se acha profit earn ker rahe
    honge or saath hi Pakistan's Forex forum se Forex Trading ke bare mein knowledge mein izafa bhi ho raha hoga. Dosto
    kal mein ne Structure of bullish Dragon pattern ke bare mein baat ki thi or aaj mera topic us ke ult hai...
    Structure of Bearish Dragon Pattern
    Dear members Dragon pattern ek pattern hai jo ke double bottom ki tarah ka hai, is ke do alehda pattern hain ek Bullish or dusra
    Bearish pattern. aaj baat kerte hain Bearish Dragon Pattern ki. Ye pattern double top ki tarah dikhayi deta hai, aaye iski structure
    ko qareeb se dekhne ki koshish kerte hain.

    Bearish pattern mein, Dragon bhi head point per banna shuru hota hai, ye mojuda qeemat se uper ki taraf iski pehli movement hoti
    hai, jahan se baad mein movement down start hogi...


    The Bearish Dragon Pattern
    Is mein hota ye hai ke pehle price high move kerti hai or phir down move kerna shuru ker deti hai jis se left paw ki shakal banti
    hai. Jisse ham niche chart mein dekh sakte hain ...


    The left paw of the descending Dragon Pattern
    Uper dono chart ki madad se asaani se samjha ja sakta hai ke iski form kitne hison mein banti hai. Price musalsal girti rehti hai
    ye wo place hoti hai jahan pe Dragon ka pichla hisa apni shakal mein aata hai.
    Iske baad iski dubara se next upward movement left paw se 5, 10% increase ya decrease ho sakti hai. Right paw is jaga banna chahye
    Ager is point per trade open kerna chahein to ker sakte hain lekin ziada behter ye hai ke kuch der tak confirmation ki jaye or
    wait karein.
    Price ke upward jaane ke baad phir se downward movement hogi jisse tail of the Dragon bhi kehte hain ye wo place hai jahan pe
    Sell ki entry le ker acha profit earn kiya ja sakta hai, jessa ke hum chart mein dekh sakte hain,,,

    Dosto ye thi meri aaj ki post Structure of Bearish Dragon pattern, bohut hi dilchasp or asaan theory hai Umeed kerta hun aap
    bhi ise achi tarah se samajh gaye honge, agar aap ko meri ye post pasand aayi ho comment mein zaroor batayein.
    :1f60a:
    Allah Nigehbaan!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Structure of Bearish Dragon Pattern

    Assalam o alaikum! Dear members, Umeed kerta hun ke aap sab khairyat se honge or Market se acha profit earn ker rahe
    honge or saath hi Pakistan's Forex forum se Forex Trading ke bare mein knowledge mein izafa bhi ho raha hoga. Dosto
    kal mein ne Structure of bullish Dragon pattern ke bare mein baat ki thi or aaj mera topic us ke ult hai...
    Structure of Bearish Dragon Pattern
    Dear members Dragon pattern ek pattern hai jo ke double bottom ki tarah ka hai, is ke do alehda pattern hain ek Bullish or dusra
    Bearish pattern. aaj baat kerte hain Bearish Dragon Pattern ki. Ye pattern double top ki tarah dikhayi deta hai, aaye iski structure
    ko qareeb se dekhne ki koshish kerte hain.

    Bearish pattern mein, Dragon bhi head point per banna shuru hota hai, ye mojuda qeemat se uper ki taraf iski pehli movement hoti
    hai, jahan se baad mein movement down start hogi...

    اب آن لائن

    Working...
    X