Importance of chart bar in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of chart bar in trading
    AOA

    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur daily basis per trading Karke Honge aaj market close hai isliye Apna posting target pura karne ki koshish kar rahe Honge aur difference topic choose kar ke UN per discuss karne ke liye taiyar kar rahe Apne knowledge experience for improved Karen Taki future Mein Hamara loss kam se kam ho sake aur profit Jyada Se Jyada Hasil kar sakte iske liye Hamen mukmmal study karne Hoti Hai tab jakar post taiyar hoti hai isliye
    Isliye Posto ko Sahi to aur per read Karen Taki aapke knowledge or experience improve ho sake Yahi Ek jariya Hai knowledge Agar aapane Chhath trader banna hai to knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai aapke pass market ka analysis knowledge bahut important Hai autotrader analysis nahin kar sakta usko Forex trading Mein Kam Nahin karna chahie Kyunki h l loss kar sakte hain isliye Inko trading Se Dur Rahana Pranali Hasil karna chahie aaj ki post ka topic hai chart bar in per Kaise kam kar sakte hainIske bare mein Apne knowledge ko aapse share karna chahta hun
    CONCEPT OF POST

    There are three most popular charts in Forex:line bar and candlesticks
    Because of its complexity, traders mostly use candlestick charts. They represent opening/closing and highest/lowest prices in a longer time frame. Traders use charts to make certain predictions about future price movements



    PRICE CHART

    Trading charts ya price charts market k mutaqbil (future) k technical analysis k leye zarori hote hen, q k ye market ki pori structure zahir kar rahi hoti hai. Ye market me aam dekhaye dene wali value hoti hai jis ko indicators ka istemal karne k bad apne matloba nataej hasil keye jate hen. Traders apne leye mukhtalif chrts aur mukhtalif timeframe k hisab se tarteeb de sakta hai. Long term traders apne leye daily, weekly ya monthly timeframe ka intekhab karte hen, jab k short term traders 5 minutes se le kar one hours tak ki chart pattern select karta hai. Charts ko tarteeb dene k kaye tareeqay hen jis me sab se ziaada Candlestick chart, Bar chart aur line chart ko qeematon k l

    CANDLE STICKS

    Candlestick chart aik qeemat ko do hison me taqseem karta hai, jis me aik hisa ko "body" aur dosre hese ko "wick" kaha jata hai, body aur wick k melane se ye shakal aik candle ki shakal banati hai, is chart ko is waja se candlestick chart ka naam deya gaya hai. Candlesticks ki body aur us k uper aur nechay aik line jese wick candle ki waqat k sath ziada se ziada aur kam se kam qeemat batati hai. Candle ki body yani candle ka mota hisa timeframe k hisab se open aur close position ko zahir karta hai.
    lete hen, aik sab se pehle candlestick ka size khareed-wa-ferokht ki shedat ko zahir karti hai. Candlestick ki body jitni lambi hogi us doran qeematon ki muntaqeeli ziada howi hogi. Choti body wali candle bata rahi hoti hai k opening aur closing qeematen aik jese ya aik dosre k bohut qareeb hai.
    Dosre tareeqay me candle ki wick jo body related hoti bohut zyada aham hen. Choti wick wali candle ka matlab hota hai k market me muntakhib karda timeframe me khareedari ya ferokht ka dabao ziada tha, is waja se candle ki wick choti hoti hai. Lekin lambi wick wali candle k asarat is se mukhtalif hote hen, lambi wick wali candle zahir karti hai k khareedari ya ferokht ka amal kuch waqat k leye to zyada tha lekin pore timeframe pe nahi tha
    Candlestick k color trader khud badal sakta hai lekin aam tawar par agar candle ka rang (color) agar surkh (red/black) hai, to is ka matlab hai k close position open position se kam hai. Isi tarah agar candle ka rang sabaz (green/white) hai, to is sorat me close position ki value open position se ziada hogi.


    LINE CHART

    line chart kisi bhi chz ki graphical representation ko khty hain.ye chart different time period ki prices ko aps main mila k 1 line bna leta ha.ye chart kisi bhi trading pair ki sirf closing price btata ha or hum esko kisi bhi time frame main use kar skty hain.

    dear members ye technical analysis ka aik behtreen tool ha or es ko use kr k market ki closing py koe trend line ya support and resistance draw karny main help hoti ha. Line chart Kaise charge Hota Hai jismein Koi candle Nahin Hoti Koi bar Nahin Hoti Hai balki Ek line Ki Tarah Se chal raha hota hai Jaise kya aap unke Kisi bhi moving average ko dekhte hain usmein Ek line chal rahi hoti Jigra se market Mein Jo Bhi line aap Najar a Rahi hoti hai vah line chart Hota Hai online chat main aapko sirf closing position Dikhai Jaati Hai Iske alava Koi position Chhod Nahin Ki jaati
    In Forex, a line chart is the most basic and simple price representation. Basically, it marks various price points of a certain asset on the diagram and then connects the neighboring points to each other with a continuous line. Now, while line charts are very simple to understand, they're too simple, actually.



    BENEFITS OF CHART

    line charts es kye important hain k ye simple or easy to understand hoty hain.or ye technical analysis ka important tool ha q k ye closing price btata ha es lye forex main trends ka pata lgany or breakouts ki confirmation k lye line chart use kia jata ha.or agr tmama charts ko ikthy use kia jay to zada faida ha q k kch plus point aik chart k hoty hainn jb k dosry main kch new chz hoti hai estrha jb mila k use kian jay to achi techniques k through hum achi trading kr skty hain.It is beneficial for showing changes and trends over different time periods.It is also helpful to show small changes that are difficult to measure in other graphs.Line graph is common and effective charts because they are simple, easy to understand, and efficient.


اب آن لائن

Working...
X