control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    jo be is ma apnay emoation ko control kar lata ha ow is ma kamyab ho jata ha our jo kad par kabo nhe rak sakta ha ow is ma loss karta ha jab aap ki trad loss ma ho to aap ko kad par control karna cahay is ma aap ko mstak nhe karne caahy q kay emoation sa mstak kar sakty ha jo kay loss day sakte ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      i think forex man emotions ka kaam hi ha sara. emotions ager trader control ker lay tu oc ku kafi earning hu sakti ha or loss say bush sakta ha trader hamesha apni emotions say hi loss kerta ha.
      • #1383 Collapse

        emotions pe control karna bohat zaroori hota ha forex ke trading main jo sab se main reason hai lose ka who ka experience ka kam hona aur emotional hona agar ap logo ke pas forex ke trading main es business main best experience hai ap log trading ke bare main best jante hain tu phr ap log forex ke trading main es kaam main best earning kr skte hain
        • #1384 Collapse

          Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham us main bahut aga ja sakta han aur acha trader ban sakta han agr ham apna emotions ko control main rakhta han aur forex ko achi trah use krta han aur apna mind ko positive rakhta han
          • #1385 Collapse

            mairay khiyal say is market main emotions per aur greed per control karna sub say zaroori kam hai because hum main say mostly traders is market main loss isi waja say karwatay hain kai hum loss kai baat emotions per control nahin kartay aur apna loss cover karnay kai chakar main phr foran trade laga daitay hain halankay humay thora sabar karna chahiyay aur market ko watch karna chahiyay.
            • #1386 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
              loss se bachny k liye ap ko apny emotions aur apni greed per control rakhna ana chayay , kun k ek trader emotions me a kar boht sa nuqsan krwa bethta hai , aur greed loss ki sb se bari waja hai .. ek tader ko hamesha planning se trading krni chayay ..
              han mery bhai bilkul theak kaha hai ap ne k forex me lalach bahut hi buri chez hai lalach krny se na sirf apko loss hoga balky ap apni trading ko bhi kharab kr do gy apko chahye k sabr se kaam kren beshak km profit len lekn risk kam len is se apka account bi save rahy ga.
              • #1387 Collapse

                Dear ap ne theek kaha forex ma emotion ko control krna bht zaroori ha q k jazbatti ho kr kooi b loss ho skta ha aur iss se koi loss ho skta ha
                • #1388 Collapse

                  market main apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achy say trade kar sakty hain aur hamain is k rules ko mind main rakhna ho ga ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hard work kareinn gay tab hamain bi is forex main faida ho saky ga
                  • #1389 Collapse

                    Forex main emotion ko control kerna traders kay liye aik boht bara masla bana howa hay. aur is ka aik boht hi behtreen hal main aksar traders ko batata rehta hon kay is ka hal aik behtreen strategy hay. aur us strategy ko strictly follow kerna hay. jo trader apnay trading strategy ko sahi trikay say follow kerta hay wo emtion sy kafi door reta hay.
                    • #1390 Collapse

                      Yes that's right if you want to become a good trader then you have to control your emotions and give full concentration to your goal to your aim if you fail in controlling your emotions you can never stay in forex trading business for maximum time so try to control your emotions in forex trading.
                      • #1391 Collapse

                        market main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam h o saky ga aur hamain is forex main apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achy say trade lga sakty hain aur hamain is forex main knonwldge k beigar hum kuch hasil nnai kar sakty hain it is best job
                        • #1392 Collapse

                          Re: control on emotions

                          ji janab forex markite mein tradinge karte waqat humen apne emotines ko control mein rakhna chahey or emotines mein Aa kar KABHI BHI TRADINGE NEHI KARNI CHAHEY OR humen tradinge karte waqat lalach se bhi bachna chahey
                          • #1393 Collapse

                            Re: control on emotions

                            sb sah pehly forex ma anay k baad apny jazbaat pa control krna seekhain kew k yeh aik risky business ha profit or loss tu hota e ha. es lea sb sa pehla step k confident rhain or emotions pa control rkhain
                            • #1394 Collapse

                              Re: control on emotions

                              Forex treading ma jo factor jis ko control keya bana ap loss sa nae Bach sakty wo hain,, emotions kun forex treading mind setup sa kejati hy,, jb ap emotions ko involved krty ho tu ap loss krty ho ,kun market apni trend k according move krti na k ap k emotional K according,, so forex trading ma emotional ko control Kr k treading kejya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                Re: control on emotions

                                market main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main sucess ho sakty hain aur is forex main demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main greed ko jitna acoid kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main profit hasil kar k hii hum sucess ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X