dosto umeed krta hn ap sab kheriyat se hon gy dosto aj ham jis topic py bat krne wale hain us topic ka naam hai (What Is Smart Money In Forex Market) dosto umeed krta hn ap sab ko is topic se kafi help mile gy aur ap ki knowledge increase ho giqk dosto forex trading main kamyabi hasil krne k liye market chart ko analysis krna hota hai aur analysis krne k different tareeke hain aur in main se ik tareeka smart money oder block hai iske bary main apae kuch information share krta hn.
What Is money management
dosto ye ik aisa capital hota hai jo k institution bank financial expert ki taraf se trade kya jata hai smart money us quwat ko b kaha jata hai jo bazz uqat market ko lead krti hai aur move krti hai. smart money retail trades k hujam se kahen ziyada hota hai smart money traders retailer traders se acha perform krte hain aur wo is se acha revenue b generat krte hain. central bank b smart money main involve hote hain is liye retailer traders se boht ziyada competition ka samna hota hai qk wo chote se capital se itne bare traders aur institution k sath trade krte hain. ye institute market ko influence b kr sakte hain isliye jo trader smart money ko smajhte hain aur smart money ko fallow krte hain wohi kamyab hote hain.
Money management products trading Mein basic aur important tool Hai Jisko heart rate main use karna zaroori hai expert trader Apna stop loss bahut hi se point per Lagate Hain Jab ki Aam trater Mesra plus ko Aisi Jagah per lagata hai Jahan per hai market usko Touch Kar Jaati Hai
Explain Smart Money:
kabhi kabar ham dekhte hain k market main koi fundamental data na hone bawajood b market main trading volume kafi ziyada ho jata hai aur market main bari bari moves hoti hain to ye smart money ki pehchan hoti hai. is time py institutional traders market main smart money se speculate krte hain. smart money ko identify krne k liye sirf chart reading ka sahara lena kafi nahi hai balke hamain kuch fundamental indicators se b is mamle main kafi help mil sakti hai. jese k sentiment indicators jo k hamain batate hain k kis time py kis position k traders ziyada hain aur kis side ka trading volume ziyada hai to is se hamain smart money ko identify krne main kafi helo mil sakti hai.
Trade With Smart Money
ham aksar chart main dekhte hain k market apne kisi trend main jate hue for example downtrend main achanak se fly kr k buy main kafi upar chali jati hai aur aksar hamain candle wick dekhne ko milti hai ye spots smart money ki nishani hoti hain. is tarah market ik lambi c candle bana k kafi gap chor jati hai market main isko fill krne k liye market us area ko test krti hai aur hamain is test pr trade leni chahiye jahan se market pehle reverse ho chuki hoti hai wo dosto support area ban jata hai aur wahan se dubara reversal k chances hote hain aur ham entry ly sakte hain. is main hamara stoploss us spike ya reversal candle k neche ho ga jab k take profit market k previous high barabar ya apni marzi se b rakh sakte hain.