Aslam o Alaikum:
Umeed karta hun k tamam traders kheriat say houn day and forex par trading ko achy say learn kar rahy houn gay . Aj ka mera topic boht he important ha ap tamam members k liye . Aj mein discuss karun ga forex mein Long and Short position ko .
Long and Short Position :
Ye sab hamary knowledge and experience par depend karta hai . Agar hamary pas market say related acha experience hai tou hum isko analysis karty huye Long Position k sath Buy or Sell karen gay . Agar hum market ka acha experience nae rakhty then short position ko hasil kar k achi earning kar sakty hein .
For Example :
Agar aik investor k pas long positions hein tou is ka mtlb yeh hai kay investors ney stocks kay un shares ko khareed leya hai and is ka owner hai .
Agar investor k pas Short position hai tou is ka matlab hai kay investor un stocks ka kisi ka maqrooz hai liken asal mein abi un ka owner nae hai . Long and short positions investor different result hasil karney k liye use karta hai aur aksar long and short position dono positions aik investor k through usi time qaim ki jati hai ta kay security par income hasil ki ja saky .
Conclusion :
Simple Long stock position Bullish hoti hai and stock ki Short position Bearish hoti hai . Is ki kuch example hein kay kis tarah long and short position ko different securities k sath mila kar aik portfolio mein losses k against leaverage aur hedge paida keya ja sakta hai . Umeed hai k tamam members ko aj ka topic easily samjh aya hai and is ko apny mind k andr save kr kay achi trading kar sakty hein .