What are bilateral Chart Patterns
Dear Friend. forex me chart patterns k three types hotay hain jin me continuation chart pattern, reversal chart pattern aur third bilateral chart pattern ka group hota ha, bilateral patterns triangular hotay hain jin ma prices bounded hui hoti hain, is tarah k patterns kafi tricky hotay hain, q k last moment tk prices ksi confirm direction ma move nhi karti hain, ye hmain both sides ma moment k signals da rahay hotay hain, jo top side ki taraf b ho sakti ha aur down side ki taraf b, is tarah ki situation ma hmain pending orders ko use karna chaiay aur aik order top ki taraf set karain aur dusra bottom ki taraf. jb dono ma sa koi aik order active ho jay to dusray ko cancel kar dain, in ma sirf aik problem false break ka ha, agr top ya bottom k kareeb order set karain gay to wo jaldi active ho jaen gay jis sa loss k chances barh jatay hain,
bilateral chart patterns three types k hotay hain,
Technical Points
jab market aik trend main to barh rahi ho laikin bar bar kuch candles down side aur kuch up side bana rahi ho. Yani overall to iska aik he trend ho laikin ye trend bar bar pause hoty huye uper nichy movement kar raha ho. Is tarah kay patterns main ascendings, descendings aur symmetrical triangle banty hain. Yani ye patterns takon ki surat main banty hain.
Ascending triangle tab banty hain jab market up trend main barhty huye uper say nichy aye aur again last top say some up jaye, is tarah ye up ward triangle banati rehti hay, jis say jab price down ati hay aur uper jana shuru hoti hay to ham dip say buy ki trade karty rehty hain.
Descending triandle down trend main banty hain jab market har bar new support say hit ho ker wapas jaye aur phir down ana shuru ho, is tarah last bottom say next bottom thora thora down ata rehta hay aur har bar price wapas jany kay bad ja nichy ati hay to sell ka moqa milta hay.
Symmetrical triangle tab banty hain jab market aik arzi support and resistance main up and down hoti rehti hay, ham inky darmian bhi buy and sell ki trade kar sakty hain. Jab keh break out ka wait karty huye pending order kay through further trend ki continuation yani support and resistance kay break hony ki surat main bhi trade kar sakty hain.

- ascending triangles
- symmetrical triangles
- descending triangles