Important discussion about start trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important discussion about start trading....
    Trading ko start karne ke liye hamen pahle planning karni padati hai aur trading ke liye learning karni padati hai tab bhi ham trading co start kar sakte hain jab tak hamari acchi planning Nahin Hoti Hai aur hamari trading Teri related acchi learning Nahin Hoti Hai to tab ham apni trading ko kamyab Nahin banaa sakte hain isliye hamen chahie ki ham acchi learning Karen jab hamari learning powerful hogi to tab hi hamari trading acchi ho sakti hai isliye hamen pahle apni learning ko behtar karna chahie Forex trading ko start karne ke liye kuchh set apps hamare liye bahut important hote hain aur inko ham remind mein rakha trading start Karni Hoti Hai tabhi ham successful hote Hain.

    1. Initial investment:

    Trading start karne ke liye hamen investment ki jarurat hoti hai aur jo beginners trading ko start karte he hi bag investment kar lete hain aur Agarwal use ho jaate Hain to unke liye bahut bada problem ban jata hai isliye hamen chahie ki ham Forex trading ko start karte hue low investment se apna Kam shuru Karen kyunki trading ki field mein hamara itna experience Nahin hota hai isliye hamen kam investment se apne business ko start karna chahie aur jab ham achcha experience hasil kar len to tab hamen acchi investment Karni chahie Is Tarah se hamari investment safe rehti hai.

    2. Knowledge and experience:

    Knowledge and experience hamari trading ke liye bahut jaruri hai Jin logon ka jitna achcha knowledge hota hai aur jitna achcha experience hota hai wahi log hi successful ho sakte hain aur Jin logon ka knowledge or experience behtar Nahin hota Hai vah Kabhi kamyab Nahin ho sakte hain isliye hamen Apne knowledge or experience ko behtar karna chahie tab hi hamen success milegi otherwise successful Hona bahut mushkil kam hai.
    Knowledge aur experience k sath he better decisions ly sakty hain. Knowledge k sath he better market analysis kar sakty hain, jis sy market trend ka better idea hota hai. Aur istra risky aur blind trades sy avoid kar k achi trading kar sakty hain. Aur loss sy bach k acha profit earn kar sakty hain. Knowledge aur experience k sath he hum risk management kar sakty hain.

    3. Commodities / currency pairs selection:

    Trading ke liye hamen currency pair and commodities ki selection karna hoti hai aur hamen usi currency pair ya commodity ko select karna chahie jiska related hamara achcha experience ho aur jiska hamen experience Na ho ham use select nahin karna chahie kyunki hamari trading hamare experience ke base par hoti hai isliye hamen vah currency pairs select karna chahie jiska hamen achcha Xperia show aur hamen vah currency pairs select nahin karna chahie jiska hamen experience Na ho Is Tarah se hamari trading acchi Nahin Hoti isliye hamen an currency pair ko select karna hai jinka experience hamen achha hota Hai.

    4. Lot size selection:

    Forex trading main, trade lagany say pehly, sab say important decision, lot size ki selection hai. Lot size, select krty waqt kabi bi lalach ni krna chaiye. Hmesha market analysis kar k trade open karni chaiye. Agar market favourable position main ho, to ziada lot size lgana chaiye. Q k jitna lot size ziada ho ga, to profit ki surat main profit bhi ziada ho ga, aur loss ki surat main loss bhi ziada hoga. Is lye lot size ki selection carefully karni chaiye. Hmesha technical analysis aur market analysis kar k he lot size ki selection karni chaiye.

    5. Broker and leverage ki selection:

    Trading ke liye broker ki selection hamare liye bahut important hoti hai aur ISI Tarah se hamen trading karne ke liye leverage ki selection bhi hamare liye bahut important hoti hai agar ham ek acche broker ko select karne hain to hamari trading kafi aasan ho jaati Hai aur hamen broker ki Tarah sekasi acchi facilities bhi mil jaati hai isliye hamen main ek acche broker ki selection karna bahut jaruri hai.Jitni ziada leverage ho gi, utna ziada ap trading kr sakty hain. Jab ap broker select krty hain, to wo ap ko user id aur password daita hai jis say ap metatrader 4, me login kr k trading kr sakty hain. Isi lye is field main broker ki selection bhi ahtiat sy karni chaiye, jo broker ziada leverage deta hai usi ko choose karna chaiye.

    Money management and risk management:

    Profitable trading ke liye jaruri hai ki hamari many management forest management acchi honi chahie kyunki Jo log trading mein apni money management ko behtar banaa lete hain unke liye trading kafi biji ho jaati Hai isliye hamen profitable trading ke liye jaruri hai ki ham apni money management or risk management ko behtar Karen kyunki jab hamari money management or risk management behtar hogi tab hi hamen apni trading se positive results milenge aur agar hamari money management batana hogi to ham apni trading se positive results Kabhi Nahin mil sakte hain.

    Conclusion:

    Trading ko start karne ke liye hamen pahle kafi mehnat karni padati hai aur mehnat Karke jab ham trading ke liye acchi planning kar lete hain to tab hamare liye kamyabi hoti hai agar ham acchi planning na karen to fir hamare liye kamyabi mumkin Nahin Hoti isliye hamen apni planning ko behtar karna chahie kyunki hamari jitni planning behtar hogi ham utani hi apni trading se results behtar milenge aur agar planning acchi na hogi to hamen Kabhi positive results Nahin mil sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X