learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bilkul forex ko seekhna koi asan kamm nahee hai ub ager koi new trader dekhen to wo es batko nahee samajh sakta kiun ke trading ka jo tareeka hai wo buhat simple hain lakin es mein total succses ke liye aapko hard work kerna parega trading seekhne ke liye demo account buhat he best mane jate hain yaha n per aap jub tak chahen practice ker sakte hainknowledge ke liye forums bhe buhat best hote hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex me to kiya kisi bhi kam me ap planing ke begaire kuch nahi karsakte ha ...planning bhot zarori hoti ha .....forex ke bare me ap ko jitni achi information aur planning hogai utni jaldi aur achi earning app kar sakte ha
       
      • #183 Collapse

        agr learning ki bat ki jaye to is business mien learning ka koi end ni hai jb tk insan ye business krta hai tb tk insan learn krta rhta hai is k bary mien kyun k har trading mien market conditions vary krti hain jin sy hmara experience build hota hai
        • #184 Collapse

          trading business men dono kam hi mushkil hian trading ky business ko sakhna bhi or trading ka business karna bhi han jab koi successful trader ban jata hay phir us ko ye business asan lagta hay kun ky jo knowledge trading ky business men chahyia hota hay wo trader gain kar chuka hota hay is layia yehi kaam us ko asan lagta hay
          • #185 Collapse

            learning is better then earning but i am happy keh trading main learning be ho sakti hai wo kaise , wo aise keh hum jab trade kartay hain tou dartay hain or dar dar k tyrade per ap sey agar koi mestrake ho gai tou ap os mestake sey kafi faida ley saktay ho or ayenda ap ko osi mestake per nahin jana hoga ye hoe ap ki learning in trade main
            • #186 Collapse

              dear mary khayal k matabak forex trading main kamyabi hasal karny k layia hamain learning ke bhoot zurarat ha kun k learning k bagair forex main trading karna antahi muskil ha is layia hamain proper study ke zurarat ha ta k forex main ham achi earning lay sakain.
              • #187 Collapse

                bhai apka question thk insta forex men learn krna tu asaan kam he likn isko smjhna is ko seekhna is men expert hona bhi koi mushkil kam nhi he bas apko is kaam men lagan honi chahiye apko practice practice per diyan dena chahiye .ap tab tak trading ko profitable nhi bana sakhte jab tak ap nhi is kam men succes nhi hojate
                • #188 Collapse

                  mere khyaal se to na hi forex ko learn karna mushkil hai or nahi forex trading karna mushkil hai bas is k liye hamen mhnat ki zarurat hoti hai agr haam demo acount use kar lenge to ham kabhi bhi nakam nahi honge bal k ham trading mai kamiyab hosakte hain
                     
                  • #189 Collapse

                    dost trading krna mushkil nhi he pr achi trading kr na k liye app ko es ki phle learning krni ho gi ager app achi trad kr na chate hain or profit kamana chte hain to app ko leaning krni ho gi trad ki
                    • #190 Collapse

                      g han janab ap ke bat sahe ha or man ap ke bat se agree krta hon g han forex pe kam krna bhot he asaan ha lekn es mantrading krna bhot he mushkil lekn agr ap demo acount or ksi achy se techar se rabta kr len to ap kamyab ho skty han.
                      • #191 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                        forex trading sekhna ek mushkil kam hai ,, forex trading krna boht asan hai but ec ko sekhna boht muhkil hai,, but it is not impossible ,, demo account ,, forum aur business news channels forex trading skehny k liye boht eham cheezyn hen
                        friend forex bhut acha business hai aap us me success full ho sakte ho jab aap forex ko achi tarah learning karo ge . learning ke liye demo ko use karna best hota hai . ager aap demo account per practice karo ge tu aap real trading achi tarah kar sakte hai ..
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zohra123 پيغام ديکھيے
                          ager insaan yeh soch lay kay us ko yeh karna hai to us kay liye is ko seekhna bhi mushkil nahin reh jata yeh depend karta hai app par kay app kitni jaldi pick kartay ho aur app main kitni kamliyat hai kay is business ko kitni jaldi start kar lete ho.
                          Haan yaar sahi baat agar hum apna mind bana lain ke hume bus yehi kaam seekhna hai aur seekh kar isi ko karna hai to hum isi kaam ko jaldi hi seekh jaye ge aur achi trading bhi karne lag jaye ge.....
                           
                          • #193 Collapse

                            Jee mare bhai in sab chezon say ziyada zarori aur aham kaam hay ke aap Forex trading ko seikhanay ke liye koi expert trader talash kero aur phir os say Forex ke baray may tamam knowledge lo aur training bhi lo phir aap is may kamyab ho saktay ho. Thanks.
                            • #194 Collapse

                              ager insaan yeh soch lay kay us ko yeh karna hai to us kay liye is ko seekhna bhi mushkil nahin reh jata yeh depend karta hai app par kay app kitni jaldi pick kartay ho aur app main kitni kamliyat hai kay is business ko kitni jaldi start kar lete ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                learning about trading business is very important for trade well . without leaning about trading properly you can not gain a lot of profit from forex trading business .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X