Explain the different types of trading strategies....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain the different types of trading strategies....
    Trading ke liye strategies Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab hamare pass strategies hoti hain tabhi ham kamyab trading kar sakte hain aur agar hamare pass strategies Na ho to hamen apni trading mein kamyabi Nahin mil sakti hai isliye hamen different types ki strategies banakar market mein kaam karna padta hai aur Market ko samajhkar trading karni padati hai tab hi ham market mein kamyab ho sakte hain agar ham acchi strategy cricket nahin kar paate Hain to hamari trading kabhi bhi kamyab Nahin Hoti. Isliye jitna possible ho sake hamen apni Street ji ko behtar banana chahie kyunki jitni hamari strategy acchi Hoti Hai hamen utani hi market mein kamyabi milati hai aur professional trader hamesha hi apni strategies ki vajah se market mein kamyab hote Hain.

    What is trading strategy:

    Trading strategy ek aisa method Hai jiski jarie ham market mein trading kah rahe hote hain market metre reading karne ke liye ham jab practis karte hain aur different types ke tools ko istemal karte hue jab ham ek acchi strategy banaa Lete Hain to tabhi market mein hamen success milati hai.forex main trading strategy koi bhi ho sakti hai chahy wo price action ho ya koi bhi indicator ho ya other analysis method ho usko trading strategy ka name dia hai ju forex main ap ko signal day aur wo koi bhi ho sakta hai trading strategy ka bhi bohut ziada role ha kyon ky jitna acha system ho ga ap ko utna hi ziada forex main fayda ho ga mager uss system py ap ki practice ziada sy ziada honi chahye kyon ky trading main har system hi acha hota ha usko accurate ap ny khud karna hota hai.

    Different types of trading strategies:

    Trading ke liye strategies ki different types hoti hai aur in different types se ham market mein bahut hi aasani ke sath successful ho sakte hain kyunki hamen ine types ko samajhna chahie unki practice karni chahie taki ham adding ki different types ko samajh sake.

    Scalping Trading strategy:

    Scalping trading strategy ek bahut hi famous strategy hai aur bahut se trader scalping strategy ke sath market mein working karte hain aur Market mein shark term trading co scalping trading kahate Hain jab ham kuchh time ke liye market mein main Apne order open karte hain aur profit ko let Kar ke market se out ho jaate Hain to isko scalping trading strategy kahate Hain.agr aap scalping trading karty hain to es mai aap choty timeframe py kam kar k bari lot laga kar apnaa acha profit b bana sakhty hain or loss b kar sakhty hain.Dear is main ap jab trade karty hain to ap big lot lgaty hain aur is main ap apny trading account ke leverage ka sahi istemal karty hain. is trading strategy main ap bahot kam wakt k liay big lot use karty hain aur usy sath he profit main close kar dekty hain apny target k mutabiq kart hain.

    Day Trading Strategy:

    Day trading strategy ka matlab vah state ji hoti hai jo ham ek hi din mein apni trade ko open karte hain aur ek hi din ke period mein apni trade ko close kar dete Hain aisi trading strategy ko day trading strategy kahate Hain. Bahut se trader market mein day trading strategy ke sath kam karte hain kyunki day trading strategy hamare liye bahut hi acchi Hoti Hai ham Jo trades apni open karte hain vah ek hi din ke period mein ham apni trade se profit lekar market se nikal jaate Hain aur next-day ham fir se nawada market mein open karte hain aur Market mein apni trades ko open karke trading karte Hain.

    Price Action Trading strategy:

    Price action trading strategy kaisi trading strategy Hoti Hai jismein ham market mein kisi bhi currency yah commodity ke price action ko dekhkar strategy cricket karte hain isko ham price action trading strategy kahate Hain.price action trading strategy main ap kisi bhe indicators k sath combination kar k market main trade lgaty hain is main ap market ke previous movement ko dekh k market main trade open karty hain. Dear is main ap long, medium aur short term k liay bhe trade open kar sakty hain. Is main ap differnt indicators ka bhe istemal karty han.

    Range Trading strategy:

    range trading main ap dekhty hain k market kisi bhe trend main movement karny k bad ik jaga support aur resistance k darmian ik range bana deti hy. is main ap market ke support sy us resistance tak k liay buy ke trade lgaty hain aur market ke resistance sy ly k nechy support tak ap sell ke trade lgaty hain. Is main ap kisi be technical indicator ka istemal kar k usk overbought aur usk oversold ko dekh k trade laga salty hain.

    Conclusion:

    Forex trading mein bahut si strategies hoti hai isliye hamen main apni practice aur mehnat Karni chahie aur jitni ham acchi practice aur mehnat kar lenge aur ek powerful strategy Bana lenge utna hi hamen market mein success milane ke chances jyada hote hain isliye hamen chahie ki ham apni strategy ko powerful banaen Java make powerful strategy ke sath market mein kam karenge to market mein hamari success ke Chand se jyada honge hamen chahie ke ham market mein main ek powerful strategy ke sath working Karen taki easily successful ho sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain the different types of trading strategies....

    Mein apki bt say agree krta hoo. Forex market mein trading krnay k liye zroori hai k apki trading strategy achi honi chahaiye or proper money management k mutabik hi trading krni chahiye. Jo b strategy ap trading k liye use kren phlay usay demo account mein use zroor kren taa k ye idea ho jaye k apki strategy ki profit or loss ratio kitni aa rhi hai. Har trader apni strategy k mutabik hi trading krta hai lakin abi k analyses k mutabik 70% traders scalpers hi hotay hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Explain the different types of trading strategies....

      INTRODUCTION :





      Hello friends umeed ha ka ap ke trading achachi ja rahe ho ge or rozana kuch new trading ka bara ma sekh raha ho ga aj ma ap ka sath trading ke kuch khas bata share karo ga jojo ap ka liya zarori ha. Agar ap ak kam yab trader banna chata ha to ap ko trading ka bara ma sab kuch pata hona chaiya to is liya jo aj ka hamara topic ha wo ap ka liya zarore ha agar ap ak new trader ha ya ap bahot phalay sa trading kar raha ha to aj topic ap sab ka liya bahot important hona wala ha.





      What is trading strategies :





      Dear friends aj ma ap ko trading strategies ka bara ma batao ga ka is ka kiya kam ha trading ma or ya forex market ma q use hote ha. Dosto trading strategies forex trading ma kam yab ho na ka liya bahot zarori ha. Trading strategies different tara ke hote ha or har strategies ka kam different hota ha or forex trading ma bahot sese strategies use hote ha. Aj ma ap ka sath four tara ke strategies share karo ga jin ko use kar ka ap forforex market ma acha profit hasil kar saka ga. Ap trading to karta he ho ga or frofit be hasil kar raha ho ga ha magar ap ka pas koi kas strategies ni ho ge forex trading karna ka liya strategies ka hona zarori ha agar ap kese khas strategies ko use kar ka acha profit hasil kar saka ga.





      Different types of tranding strategies :






      Forex ma baht se strategies use hote ha or forex trading karna ka liya satrastrategies ha hona bahot zarorizarori ha agar ap ak achachi strategies ko use kar kaka forex trading kara ga to ap ko kabhi los ni ho ga or ap hamasha profit ma he raha ga. Is liya zarori ha ka trading karna ka liya ap ka pas ak achi stratstrategies ka hona zarori ha. Aj ma ap ka sath four strategies rakho ga oror ap ko jo strategies sabsab sa si samaj ma ay wo strategies ap na apni training karna ka liya use karni ha.



      1.DAY TRADING :



      Dear friends day trading ko short time trading bhi kahta ha q ka ya rading jasa ka is ka name sa he show ho raha ha ka ya ak din ma hojate ha yani agar ap day trading karta ha to to ap ko 1 din ka anadar anadr result mil jay ga ka ap na profit kiya haha ya lose. Day time trading rat ka time ni hoti ya ak din ma hote ha or is liya is ko short time trade bhi kahta ha.



      2.POSITION TRADING :



      Position trading ko log buy or sel ke ak achi strategies bhi manta ha ya ak fix or achi position hote ha trade lana ka liya or is strategies sa ap ko buy or sale trade ke ak achi possion hasil kar sakta ha. Bahot sa trader position strategies ko use kar ka ak achi mikdar ma profit hasil karta ha is liya ak achi trade position hasil karna ka liya position strategies ko samajna bahot zarori ha.



      3.SWING TRADING :



      Swing trading trader tab use karta ha jab market ak side par chali jay or os ka dosre taraf ana ka chances zada ho tab ya swing trading use hote ha. Trader swing trading ak din sa zada ni karta ya swing strategies bhi short time strategies ma ate ha.



      4 SCALPING TRADING :



      Scalping trading ma trader short time trade lagata ha ya trade kuch pint par hote ha. Trader trade kuch time ka andar andar he close karta ha is liya is ko short time trade bhi kahta ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X