Dosto aaj hum jis topic par bat karainge woh simple moving average par mushtamil hay dosto aik bat to mast hay ke aap baghair trading strategy ke baghair ragurli tor par munafa hasil nahe kar sakte jab tak aap kise indicator yah kise dosre hikamat amli ke sath kam na karain kamyab trade ke liye hum moving average jaise strategy ko bhe istamal karke asani ke sath profit earn kar sakte hain mazeed dakhte hain ke hum kis tarah is par amal karna hay to chalte hain apne topic ke janib
INTRODUCTION
Mostly Trader shuru main jab trading joiin karty hain to bahaut sary different indicators use karty hain aur apni trading ko bahut zaydaa mushkell bana deety hain. Halankay agar aap apni trading ko aur apny charts ko jitna zaida simple rakhty hain uttna he aapki trading achi rehtei hai aur aap bhetar decisions lay paty hain. Agar start main he sahi faisly na kiey jaain to trading aapkay liey nuqsan ka baaies bann sakte hai ya aapka future trading main nahe bann sakta.
Identify Trend To Make a Strategy
Apni trading ko simple aur easy bnaany kay liey aap apny charts main sirf chand indicators lagain aur chand rules joo un indicators kay liey zaroori hain un ko follow karna start karin. Ab agar aap charts par ghor karin to market main aapko 2 cheezin nazar aati hain. Ya to market ksi bhe trend main hoti hai jesa kay buy ya sell trrend main ya phir market rannge main move kar rahi hoti hay.
Technical analysis aap use kar kay market ka idea lagga saktay hain kay market trend main hai ya range main move kar rahi hai. Phir aap indicator ke madad sy idea laga sakty hain kay market main enter ya exit ks point pe hona ha.
Final Step To Trade On Moving Average
Moving averages kssi bhe strategy kay liey aik simple aur one of the best indicator use kiya jaata hai. Moving Average sy aapko trend ko pechany main aasaanii rehti hai aur trend ke simat main aap ye indicator use kar kay asani sy achi entries lay sakty hain. Aap apny chart main 1 ya aik sy zaida Moving Average indicators laga sakty hain. Aur trend main buy ya sell kar sakty hain. Neechy de gai picture main Simple Moving Average (SMA) ko dekhin
Opper de gai picture main aap dekh sakty hain kay 50 day simple moving average sy aapko clear downtrend nazar aa raha hai. Aur aap kise bhe achy point sy sell ke entry lay sakty hain. Aur jab tak market moving average sy neechy rahy ge market market ka trend down rahy ga aur jab market moving ko break karti hai jesa kay aap pic main dekh sakty hain us kay bad trend ke direction change ho jaati hai
Posting ke topic ko mazeed asan banane ke liye jin tasaveer ka intakhab kya gaya hay woh yakinin aap ke liye topic ko samajhne main madadgar sabit hon ge
Shukarya