What is Gan Line
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Gan Line
    Assalam o alikum aj hum gan line k bary main kuch discuss krrngy

    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay or apni achi earning kar rahy hon gay, dear jab ap market main kam karty hain to es main ap ko different factor par study karna hoti hai. Jab ap achi tara learn kar lety hain to es main ap ko bhot zyada advantages available hoty hain.Aaj main aapko Gann Line and Gator Oscillator ki kuch valuable information explain krna chahti Hun, Jo aapki trading ko effective bana sakhty Hain.



    GANN LINE KYA HAI ???
    Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai


    Click image for larger version

Name:	B9056312-835B-4747-8C87-9B5051756169.png
Views:	1
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12490485



    TRADING TECHNIQUE:

    Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.

    DRAW GANN LINE:

    Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.


    Click image for larger version

Name:	7A0D8CAF-29BD-4F60-A8B9-61CA392A70AB.png
Views:	1
Size:	312.6 کلوبائٹ
ID:	12490486




    Developer Of Gan Line !!



    Dear members is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.

    Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.
    Jesy k ap pict me dekh skty hain


    Click image for larger version

Name:	385B58B2-380C-4C59-B6F7-08A763E706A4.jpeg
Views:	1
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12490487

اب آن لائن

Working...
X