take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Forex mein trading kertay duran mt4 ya mt5 pe jitnay b tools available hotay hain onn sub ka koi na koi use hota hai aur jab hum onn ka right use jaan jatay hain aur humein pata hota hai k kon sa tool kab aur kesay use kerna hai tou hum success gain kertay hain issi trah TP aur SL ke options hain jin k use se hum bohat secure ho jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai forex ek buht hi risky business hai lekan is business ki khasiyat yeh hai k is mein buht c techniques or sahooltein mojood hain jin se ham risk ko controle kr sakte hain jese take profit stop loss waghera
      • #153 Collapse

        Yes Bro ye forex main aik bohat hi achi chz hay take profit par is k sath sath agar ap stop loss ka option b use karty hain to ap k loose k chances b kam ho jaty hain.......
        • #154 Collapse

          yeh to take prfoit ki option ka too hai.Yeh her trader kay liay importent hai kun kay her trader nay is min profit hasil karnay kay ziada say zida paisa invest kia hota hai .Agar hum is option sahi waqat par use kar lin to buhat he fida hota hai .Aur aik khas leval par trade close kar kay apna profit hasil kia ja sakta hai.
          • #155 Collapse

            take profit tradinng ka aham hisa hay .hame har trade me ye hisa follow karna chahye . har trader os waqt tak succesful nahy hosakta jab tak wo forex ka har hisa follow na kry . take profit hame os jaga par lagan chahye jaha tak hamare trade ke jane ka chances ho .
            • #156 Collapse

              sir may app ke baat say itfaq agree ho k take profit is best factory ye bohat he acha kam deta hay hum apne marse say profit laga k chor dete hay k jab marekt wah us position p ate hay tu hum are profit hum ko mil jata hay
              • #157 Collapse

                Take profit is very important for a forex trade.a merchant hump to moldiness use cover realize if he poverty to get champion clear.and a merchant can easily do switch not say in forex marketplace by bed profit.it is a very good instrument for forex business.
                • #158 Collapse

                  bhai take profit hum ko hamare profits hamari marzi ke hisaabs e de deta hai and hum ko take profits use karne se faida bhi haisl hota hai ke hum tp set kar ke jahan marzi ja sakty hain or koi tension bhi nahi hoti .
                  • #159 Collapse

                    Take profit aik bohat he important he tool hy forex main. Is say hum aik normal profit earn kar lety hy or loss honay say b bach jaty hy. Khas tor per yay tool un traders k liay bohat he faidaymand hy jo ka market trends ka knowledge rakhty hy. jab unhy is baat ka confirm hota hy k market ka trend is had tak tou change ho ga hi tou wo is tool say kafi acha profit earn kar lety hy.
                    • #160 Collapse

                      may dear hum trading loss to ber dast ker tay hay meger hum profit berdast nahy ker sac tay hay hum ki trade ager loss ma ho 100 dooller tuq hum berdast ker laty hay mager hum profit take nay ker sac tay take a profit in trading
                      • #161 Collapse

                        G haan bilkul.take profit boohat he important tool hai.take profit kay saath saath stop loss ka use bhi zaroori hai.stop loss ko use kar kay hum zyaada earning kar sakty hain.ye ik survival tool hai or boohat he best hai.
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: umar ali
                          forex trading main take profit ke option har broker data ay maen har trading platform par ya option hota ay aur trader ko cheya ka wo trade open karny ka bad asy zoror use kary aur as safaida uttay
                          Jee bhai sahi baat hai har trading software me ye take profit ka option hota hai hume is option ko lazmi use karna chayye is se hum agar computer par bhi bethe na hon to humari trade khud hi close ho jaati hai aur hume hamara profit mnil jaata hai....
                           
                          • #163 Collapse

                            ji han . ap har waqt trade par nazar nhi rakh sakty , isi liye apko chaheye k ap trade may takeprofit aur stoploss ka use karain . is say apko ziada loss nhi hoga .aur apka target bhi hit ho jayega.
                            • #164 Collapse

                              bhai profit earn kerne k liye he to forex main invest kerte hain almost sab log, isi waja se lakhon logon ne apna paisa lagaya hai iss main, or hum bhi isi reason ki basis per yahan kaam ker rahe hain, so yehi wo factor hai jo actually tamam trade ki bunyad hai.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                take profit tab lagaye jata hai k app har waqt gar me nahi hote or app ka trade laga hota hai some time light bi nahi hoti to app trade laga kar us ka take profit laga dia karen ta k market jab us point par pohnche to app ka trade profit me khud ba khud bnd ho sake ,...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X