Types of “ Order” in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of “ Order” in forex market
    han ji dosto umeed krta hn ap sab kheriyat se hon gy dosto aj ham jis topic py bat krne wale hain us topic ka nam hai (Types Of Oders In Forex Trading Market) umeed krta hn dosto apko kafi help mile gi is topic py discuss krne se aur apki knowledge increase ho gi.

    Agr dosto ap trading market main success hasil krna chahte hain to apko iski complete information hasil krni hai aj main dosto oders ki types py baat krne wala hn dosto ap oders ko 2 major types main convert kr sakte hain jo k dosto respectively pending oders aur instant oders k naam se jane jate hain aj main ap se pending oders aur instant oders k bary main kuch information ap se share kron ga

    Instant order in forex trading market “


    han ji doato instant oders ko smajhna boht asan hota hai forex trading market main instant oders ko boht ziyada traders yse karte hain. is main ham dosto instantly oders place krte hain aur manually he close krte hain. is k dosto boht se advantage aur disadvantage hote hain.


    Pending orders in forex trading market “


    han ji dosto pending oders ik aisa tool hai jis main apki required price par apki lag jati hai. pending oders ki following mentioned types hoti hain aur inko activate krne ka process apse share krta hn.

    Buy limit ..

    han ji dosto jab ap market main purchase ki entry lena chahte hain aur currently situation main price us level ko touch nahi kr rhi hai to dosto aisi condition main ap buy limit ko utilize kr sakte hain aur benefits hasil kr sakte hain. for example dosto agr ap gold ko 1782 se buy krna chahte hain aur gold ki current price 1788 hai to ap dosto aisi situation main buy limit use kr sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	BD60B50D-9DF2-44E5-A8EC-2E232162E9BD.png
Views:	13
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12484154

    Buy stop “

    han ji dosto buy limit k bad buy stop ko samajhna zara asan hai buy stop b dosto buy entry k liye utilise hota hai lekin dosto jab currently price down hoti hai aur dosto ap ik resistance level k breakout par trade lena chahte hain to dosto uske liye apko buy stop ko place krna hota hai agr dosto gold market ki currently price 1782 hai aur ap aur ap 1796 se buy trade lena chahte hain to uske liye apko buy stop lagana ho g

    Click image for larger version

Name:	C9B8A6E4-2BB7-44B8-96DC-757D9B0186A3.jpeg
Views:	1
Size:	51.4 کلوبائٹ
ID:	12484158


    sell limit ..


    han ji dosto selling entry lene k liye apko sell limit offer kya jata hai agr market main currently price se above price pr ap sell ki entry lena chahte hain to dosto uske liye apko sell limit ko use krna ho ga. for example dosto agr ap gold par sell limit lagana chahte hain aur gold ki current price 1778 hai aur ap gold ko 1789 se sell krna chahte hain to dosto aisi situation main apko sell limit use krna ho ga aur dosto sell limit ki calculation krne k liye apko ik ache Resistance level ko smajhna ho ga.

    Click image for larger version

Name:	BD60B50D-9DF2-44E5-A8EC-2E232162E9BD.png
Views:	13
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12484154


    sell stop ..


    han ji dosto sell stop ko properly utilise krne k liye ap ko ik support level ki breakout par iski placing krni hoti hai. dosto jab market ik level ko break kr k down ati hai to uske bad further expected sell ana hota hai to dosto aisi situation main ap sell stop ko use krna hai.

    Click image for larger version

Name:	4FA6DA7F-EB83-4985-9092-165C34ECE968.jpeg
Views:	1
Size:	53.7 کلوبائٹ
ID:	12484159

    Importance & defination of forex trading order ..



    han ji dosto agr ap forex market main achi trading krna chahte hain to apko trading k oders ko smajhna ho ga qk oders boht important hai in oders ki madad se ap achi trading kr k achi earning kr sakte ho is se apki knowledge increase ho gi aur ap ik best point se sell limit ya buy limit use kr k good trading kr sakte ho isliye oders ko smajhna boht ahem hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of “ Order” in forex market

    Pending orders ka use bahut zyada hota hai forex market primary exchange k liye aapko learning zyada sy zyada karni hogi ta k kamyabi ho aur aapko is market ka time zyada sy zyada dena hoga to apko is principle bharpor faida hasil kar sakty hain Jo log is market ko time dety hain asani se unko kamyabi hoti hai aur zyada sy zyada mehnat karty hain wo kamyab hoty hain aj hum pending order ko karte hain discuss.

    Buy Limit:

    Forex trading mei trading karne k liye hume buy limit wala option hum us waqt istemal karte hain jab bhi forex trading market me hum chahte hain k market price downward downside pe lazman kisi me aik khas position pe pahunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye wahan pe hume buy limit lagana hai Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hain. Hamen forex trading market mein lazman hi buy limit ko proper technical analysis ka istemal karte howe lagana chahiye har surat.

    Sell Limit:

    Sell ki trade karne k liye hume sell limit ka istemal is waqt kya jata hai jab market ke price Uptrend main hoti hai market up jarhi hoti hai aur ap analysis karty hain jis sy market ny down ana hai Is k liay current price at per se aap wahan pe hi sell ka order place karne ko sell limit kaha jata hai hume ye mind mein rakhna chahiye market ke kisi bhi resistance ko dekhty huay ya phr koi bhi jo important level hota hai jesa k Fibonacci retracement ka level strong hota hum theek se deakh k sell order lagate hain.

    Buy Stop:

    Buy stop ka use buy trade k liye hi hoga buy stop a pending order sell stop ki pending order se bilkul opposite hoti hai is mein buy trade hoti hai aur is me hum kisi uptrend side ki prediction pe pending order put karte hen k agar market upside pe aik bahut hi khas resistance position ko break karta hai wahan pe buy trade lag jati hai hamari to us waqt hamara buy stop ki position us waqt enter ho jaye. Buy entry hone ki waja se is order ko buy stop kehte hain.

    Sell Stop:

    Sell stop ka use bhi khas jaga pe hota hai forex market mei sell stop ka order is wakt use kiya jata hai jab aap market ke current price se neeche ke price support se down sy sell ke entry lena chahte hain Is main jab market down ati hy to apki trade automatically Sell ke open ho jati hai hum log is order ko zyada tar heading strategy main use kia jata hai ta k humari down side pe bhi sell n trade open ho jaye jab market down jay.

    Click image for larger version

Name:	pending.png
Views:	1
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12353642
    • #3 Collapse

      Re: Types of “ Order” in forex market

      Dear forex member forex aik famous buisness hai jis mai pori dunia ky loog buisness karty hain or achi earning hasil karty hain es mai order karny ky diifernt order hoty hain es mai ap apni marzi ky order ko use kar salty hain hamen markwt ki price ky mutabiq chalna parta hai jis trha market move karti hai us ky mutabiq hamen order lena hota hai es mai hamen market ky mutabiq chalna lazmi hota hai es mai hamen 4,sy 5 types hoti hain order leny ky es mai sy ham kuch ko define karty hain or dakhty hain k es ko kis trha order ly sakty hain

      Buy Limit order

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	3
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12353709

      Dear member jaisy he ham market ka analysis karty hain tu hamen price ka pta chalta hai k market kab or kis time frame mai move karty hoa us price per phnchy ge tu ham waha per apna buy limit ka order laga lety hain jaisy he market us price per market phnchti hai tu hamari entry market mai automatically ho jati hai or hamen loss or profit ka pta chal jata hai k hamen loss ho ga ya profit


      Buy stop order



      Mery bhai jis trha ham buy limit order ko lagaty hain es trha ham buy stop ka bhi use karty hain ye trader ky liye bhoot ziada faida mand hota hai es mai hamara account save rehta hai hamen ziada losa bhi nhi hota hai agar hamary lagaye gay buy stop per market phnchy ge tu hamara order automatically close ho jata hai or hamara account save ho jata hai


      Sell Limit order

      Click image for larger version

Name:	images-1.png
Views:	1
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12353710

      Dear member sell limit order ka bhi bhoot ziada importance hota hai es mai ham dakhty hain kis proce per ham ny sell limit order ko lagan hai hamen market ka time frame mai analysis karty hain or us price ky mutabiq sell limit order fix kar dety hain jaisy market us price per phnchy ge us per hamara order automatically open ho jaye ga or hamen loss or profit ka andaza ho jaye ga



      Sell stop order

      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	9
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12353711

      Yes dear forex member jis trha ham sell limit order lagaty hain us trha ham sell stop order bhi lagaty hain jis ko ham stop loss ka name dety hain es ham apny loss ki aik limit ko fix karty hain taky hamara account save rhy or ham apni trading ko easily continue kar saken or trha ham sell atop ka order laga dety hain



      Importance of order in market


      Dear member order limit ki market mai bhoot ziada importance hoti hai ye hamary account ko save rakhta hai or hamen acha profit provide karta hai es sy hamen acha profit hota hai loss ky chances bhoot kam hoty hain es liye hamen bhoot ziada in order ka istamaal karna chahea taky account bhi save rhy or profit bhi acha haail hota rhy
      Last edited by ; 13-12-2021, 07:20 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Types of “ Order” in forex market

        What is order in the forex

        Pending orders ka bharpur use hota hai trading mein is market principle request usk kehty hain ap market primary exchange open karte hain jab bhi aap trading karte hain aur kisi bhi examination k mutabiq ap exchange lagate hain hain chaye wo future exchanging ho ya phr ap market fundamental beth kar market ko watch karty huwe exchange karain usko orders kaha jata hai yani aap ki trader order hoti hai.

        Buy limit:

        Jab bhi hum ne buy trade karni ho ye order use hota hai is market primary buy imit ka istemal us waqt kia jata hai k jab market ke current price sy nechy ap buy ke section place karty hain dear punch apache se pehle tasali karty hain aur aap dekhte hain k market down development kar rahe hain aur niche market ke ik support aa rahe hy jahan se market ko uthana chahiye tabhi faida bhi hota hai to ap us support standard buy limit ka istemal karte hain jis sy apni us cost sy naturally purchase ki exchange open ho jati hai.

        Buy stop:


        Is market fundamental dekhte hain aap kam karte hain to trade lagny k liye buy stop ka request us waqt place kia jata hai punch market ke current value k oper ap buy a request place kar dete hain kyun k aap wish karte hain buy ki trade karne ka Is sy market primary apki naturally buy ke exchange open ho jati hai jaise hi market down akar aap ki buy limit hit karti hai ye us waqt kiya jata hai jab aap dekhte hain k market ny agr kisi obstruction ko break kiya support pe aayi hai is ko mazeed uptrend principle he move karna chahe to is sorat main app buy stop ka istemal karte hain.

        Sell limit:

        Sell limit ka istemal is waqt kya jata hai punch market key value uptrend primary hoti hai hume sell ki trade krna hoti hai aur ap investigation karty hain jis sy market ny down ana hai is k liay current cost at per se sell ka order place karne ko sell limit kaha jata hai aap yahan sell order lagate ho market ke kisi bhi opposition ko dekhte huay ya phr koi bhe jo significant level hota hai jo aap best samjhte ho jesa k Fibonacci retracement ka level solid hota hai to us principle ap sell kr apni jo bhi trade lena chahte hain to us fundamental sell limit ka istemal karte hain.

        Sell stop:


        Hume sell trade k liye bhi sell stop ka use karna hota hai Forex market mei sell stop a request is wakt use kia jata hai jab bi ap market ke current cost se mechy ke cost sy sell ke passage lena chahte hain aap dekhte hain market further support se down jay gi then aap downsie pe price pe sell krna chahte hain aap apni trade sell ki open karna chahte hain phir aap sell a pending order downside pe sell stop ka order place karte ho.


        Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	18
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12353721
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Types of “ Order” in forex market

          Friends aap ko har cheez ka knowledge hona chahiye jo bhi use hoti hain trading k liye forex trading mei kabhi bhi hum har waqt online nahi ho sakte hain is waja se hum forex trading me pending orders ka istemal karte hain inka use karna bahut zaroori hai forex trading mein pending orders ka lazmi istemal karen hum har time trade mein ho sakte hain aur kabhi bhi directly trading open nahi karna chahiye analysis pe pending orders lagayen jab tak market ki sahi situation ka pata na ho raha ho to hum analysis kar k pending orders laga den.

          Buy limit:


          Dear friends Forex trading mein buy limit bhi use hota hai buy limit wala option hum us waqt istemal karte hain jab bhi forex trading market mein ye hum wish karte hain k market price downward semat me aik khas position pe pahunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye yani hamari buy ki trade us price pe open hojay.

          Sell limit:


          Sell limit ka istemal hota hai jab hum ne sell ki trade open karni ho hum is wakt istemal kia jata hy jab market ke price uptrend mein hoti hai kisi khas upside se sell leni ho aur ap analysis karty hain jis sy market ny down ana hai es ke liye current price at per se sell ka order place kar diya jata hai is ko sell limit kaha jata hy market ke kisi bhi resistance ko dekhte huye hum ye sell limite ka use karte hain.

          Sell stop:


          Sell stop ka bhi acha khasa use hota hai sell stop us waqt hum istemal karte hen jab market me hum kisi trend ki position dekh rahe hote hain market down he down hi jarahi hoti hai hum tab use karte hai k agar market ki price downside pe support position ko break karta hai to us waqt hamara sell ki lot lag jaye wahan achi tarah dekhne k bad hum sell ki wajah se trade karte hain is option ko jab bhi hum istemal karte hen to is ko sell stop kehte hain sell trade is tarah ho jati hai.

          Buy stop:

          Buy stop ka use karna bhi aham hai ki pending order sell stop ki pending order se bulkul opposite hoti hai iss mein hum ne buy ki trade leni hoti hai aur is me hum kisi uptrend side ki prediction pe pending order put karte hain k agar market upside pe aik resistance position to break karta hai jo k breakout term hota hai to us waqt hamara buy stop ki position us waqt enter ho jay wahan hamari buy entry hone ki waja se is order ko buy stop kehte hain.


          Click image for larger version

Name:	pending.png
Views:	1
Size:	51.2 کلوبائٹ
ID:	12353725

          اب آن لائن

          Working...
          X