Dear member aaj majn app ko aik informative discussion share krny ja rahi hun. Is discussion main aapko GANN line or Median line ka difference batana chahti hun.
Definition of Gann Line:
Dear members Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
GANN Line Interpretation:
Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.
Development of Gann Line:
Dear members Is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.
Draw Gann Line Process:
Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
Median Line:
Jab aap kisi channel ko draw krty Hain, tu usk exact center sa aik line draw krty Hain, is line ko app Median Line khety Hain. Ya line bhi aapko helping information provide kar rahe hote haii.
How to trade on it:
Dear Agr aap Forex trading market mein channel Formation ki basis per apni trading activities ko complete karna chahte hain, tu ismein aapko upper channel says sell ki trade Lena hoti hai, or lower channel sa aapko buy ki trade Lena hoti hai. Channel ko properly withdraw krna important hota hai.
What is Channel Breakout:
Jab Channel break out per bhi aapko bahut acchi entry mil sakhti hai. Kunk jab channel ki upper limit break hoti hai, tu aapko buying confirmation milti hai, or lower line Kay break hony per selling confirmation milti hai.
Formation of Channel:
Dear members agar aap Technical Analysis ko complete karna chahte hain aur channel Formation krna chahte Hain, tu isk liye aapko 2 line ko draw krna hota hai. En line ki draw krty Kay liye aap na market mein strong support or resistance levels ko identify kar Kay 2 line draw krna hoti hain. No doubt ya aik bahut hi profitable Techniques hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим