forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    loss to koi bhee nhi krwana chahta orr na kisi ko acha lgta hai lkin it is the part of game aggr apna business start krna hai to starting mn loss to bear krna prta hai tbhi insan seekhta hai ke loss se chna kesy hai orr kis trah se profit bnana hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      loss kisi b kaam ki vaja say ho hum is ko accept nahi krty hain laikin is main humy is kaam forex trading main is ko accept krna hai or khud ko is main loss say safe krna hai jis mai hamara faida hai
      • #1113 Collapse

        there is also asked her in the discussions, such as you have nothing to do with money or something. Yeah probably just be blunt, while the decree was sitting here and decided that we should throw out anything dumb) I do not know where million, but with no idea about Forex, just to put that amount is beyond my comprehension ...!
        • #1114 Collapse

          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakata hay or huamin is main agr success hasil karni hay to huamin is main loss say bach kar kay is main kam karna ho ga kun kay huamin is main loss say huamin trading main success nai ho gi
          • #1115 Collapse

            G han is business me loss ki bht zyada importance ha hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k agr hm is business me loss k waqt sbr se kam laity hain tu achi earning kr skaty hain or success ho sakty hain
            • #1116 Collapse

              Loss sey disappoint honey ki bajaye is ko accept krney main hi faida hy. Jo log loss sey ghabra jatey hain aur apni mistakes ko judge nahi kartey, woh kabhi bhi acha profit nahi bana saktey. Jin mistake ki waja sey loss ho raha ho, un ko control krna buhat zarori hy. Mistakes ko control krain gey loss kam aur profit ziada ho ga.
               
              • #1117 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha is business me loss ki bht zyada imp ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi khuch sekhny ko milta ha or is business me hm loss se kafi achi learning kr k is business ka experince b hasil kr skaty hai
                • #1118 Collapse

                  G janabforex mai loss ki bht hi importranmce hoti hy ro forex mai ap ok expeirnece kys ath kam krna chhayay takya p ko bahtreen earning ho sky or forex mai ap ko yay chexy mil ksy.
                  • #1119 Collapse

                    Yes pak forex trading me loss ki bhot importance hoti hai kyoun k her trader loss se he sekhta hai jab kesi trader ko loss hota hai to usko kafi feelings hoti hai next time wo ek successful trader ban sktha hai
                    • #1120 Collapse

                      Friends agar ap ko trading main loss ho jaey to ap ko bohat bura mehsus hota hay lekin friends agr hum ap sab achay tarha trading karain to phr humain loss nahi ho ga lekin loss or profit donun sath sath chaltay hain .
                      • #1121 Collapse

                        her ghari our tarik raat ka baad aik roshan din niklita hai same aisay he her nakami kabaad hamesha kamyabi aati hai our her loss ka baa insanka ander aik nai thril aati hai our woh jam ker our dat ker saamny ata hai.
                        • #1122 Collapse

                          profit ssa zyada importent loss ki ha ta k loss ko hasil krna muskil ha lkn profit to apna hi ha is liye loss pa zyada ghoor kia jye
                          • #1123 Collapse

                            los bhi iak importqant cheez hai trading main agar aik trader ko by chance hi contineousely profit ho jata hai to woh samajht ahin kay un ko sab hi kuch aata hai aur woh trading amain mahir hai is tarha woh same gredy technique par hi trades kartay hi jaatay hain soochtay hain kay abhi profit ho raha hai to profit ko bhi invest kar kay hi aur profit kamain to yeh wrong hai.
                            • #1124 Collapse

                              Assalam u alikum friend, jee haan acha trader wohi hota hai jo apni mistakes ko nhi dekhta balke uss k peeche us reason ko dekhta hai k kahan mistake hui hai or phir u se seekhta hai or apni trading skils ko imprive kerta hai, ager mistakes se seekha na jaye to phir next time bhi loss hi hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                Forex trading ek bohat acha busniss hy jis mai loose or profit hota hy lakin log jub loose kerty hy tu un sai phr seekhty hy lakin loose sai phla nai seekhty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X