Aslaam o Alaikum.
Dear memers!
jab ham market main is baat k liye ready ho jatay hain k ab ham nay market main entry ki position ko start karna hai to usk aad hamaray samnay 2 options hotay hain jink sath hamain market main in hona hota hai jinko ham market order aur limit orders k name say jantay hain, market order main traders current price k sath entry laitay huway market main apni trades ko start kartay hain jabk limit order main aisa nai hota hai, limit order main price ka aik perfect tareekay k sath analysis kia jata hai k market price kab kisi strong area, support ya resistance level k kareeb jaty hai jis pay trade laitay huway traders market say acha profit aur sath long term ki trades ko pick kartay hain.
Market orders main traders in options pay agar instant orders k sath trades kartay hain to unki earning aur loss ki speed fast hoty hai jabk limits orders main aisa kabhi bhi nai hota hai limit order late aur wait say execute hotay hain jinko follow kartay huway traders aksar professional bantay hain aur market main apna aik mukaam bana kar long term ki trades karnay k liye perfect traders bantay hain.
Types of Orders in Trading:
Dear members!
mairay experience k hisaab say forex market main trading kartay huway trades orders k different results hotay hain jinko follow kartay huway traders market say achi earning karaty hain aur usk sath sath trading k losses ko bhi mange karnay ka knowledge hasil kartay hain, yahan aaj ham market orders, limit orders aur stop orders k baray main kuch discuss kartay hain jinko follow kartay huway trades say faida hasil ki ja sakta hai.
Forex trading main trades kartay huway yeh aik important baat hoty hai k ham jis bhi order k sath market main trade kar rahay hain hamain usk trade karnay k method aur sath purpose ko kabhi bhi nazar andaaz nai karna chaye tab he ham market ki trades say acha benefit hasil kartay huway kaam kar skatay hain.
Difference Between Market Order vs. Limit Order:
Dear members!
forex trading k liye orders ka use differenct tareekon say kia jata hai aur sath sath traders ka knowledge bhi unko is baat ka allow karta hai k kaisay unhain markt main aur kis order ka use kartay huway ziada benefit ka milna possible ho sakta hai.
Market order aur limit orders main yahi difference hota hai k market main orders main trades ko current prices k sath apni trades start karna hoty hai jabk limit orders main aisa nai hota hai us k liye traders ko wait aur sath analysis kartay huway kaam karna hota hai. Agar market traders aik perfect analsyt k sath market main trade karta hai to usay market ko smajhtay huway ziada tar limit orders k sath trading karnay main ziada faida hai qk limit order main jab price aik khaas point ko touch karty hai tab traders market main entr hota hai jiska usay kam say kam loss aur ziada faida aur profit milta hai,mairay hisaab say yahi difference hai market order aur limit order main. shukria.