Starting:
Assalamualikum umeed karta hun ap sab kheriat sa honga ,,to aj ham new straatgey discuss karein ga ek trading indicator ko self made banayein ga or iska inputs change karein ga ,jistarah apko pata ha market gir rahi hoti ha ya upar jarahi hoti ha to ya indicator hamein kafi hel karta ha ,to ham ya dekh sakta hain kisna apna tredn tor dya ha ,ham analysis kar sakta hai ,kya ya good buying ya selling opportunity ha ka ni .Sabsa pahla ham jayen ga EMA chart ma or isko three time select karein ga ,sabsa pahla charts ki setting ma jaein or pahla ema ko kar dai 21 ,or uska color blue rakh dein or iski line ko thora sa mota kar dain ,second input ma jaei usko kar dain 55 ,or uska color kar dain yellow,or fir 3rd ema ma jain or setting ma ja kar isa kar dain 200 , color kar dain red,ab hamara samna blue ,yello,red,lien ka indicator agya ha .
How It works?
Dekhein 200 ema ha previous data 200 din ka 55 ema or 200 ema resistance ki tarah act karein ga daily time frame pa agar ya cross kar jaye ya flip kar jaye to trend change hojei ga ,or uska bad candles 200 ema ko retest karein ,ya indicate karta ha price na 200 din ka data ko corss kar liya ha or ab iska chancecs hain trend reversal ka or further agar bullish confirmation chaye to 21 Ema ko cross karna chaye 200 ema ko to ya acha signal ha buying ka .