introduction:
Assalamu Alaikum umeed hai k ap sb thek hn gyen or forex market ko acachy enjoy kr rhay hn gyen aj main ap k sath apna experience or knowledge share krny ja rhe hn forex trading krny k liye phely study krna bht zaruri hota hai tak humy km krny main asani ho or zaiyada acha profit increase kr sky humy chahiye k hum ko successful traders bna chahiye tb he hum ais main kamyab ho skty hain..
Overview:
Forex market main jb ap km krty hain to aap ko bid or ask k term k shuro main he pta chalta hai normmaly jb ap kisi sy dukan daar sy koi cheez kharreeedny jety hain to wo ap ko us cheez k kyimat btati hai k main ap ko wo cheez ktny k de gya or wo adaa kr k ap wo cheez khareedty hain lekn agr wohi cheez ap us ko supply kren gyen k humhere cheez apni dukan py sale kro to ap sy wo usi rate pr ni khareedy gya jis rate pr apny us sy khareedi the wo apny liye apny profit k marrgin rkh kr ap sy wo cheez khareedy gya yehe cheez bhi forex market main lage hoti hai k jb kisi sy currency ko khareedty hain to us ki price or ap ko jo ap ap us ko currency ko bechty hain us ki price main farrak hota hai ye 2ono prices k farak ko ask or bid price kaha jeta hai..
Bid Price:
Bid price wo price ya kermat hai jo forex trader ap ko koi currency sell krny k liye wasool krta hai ya ap jis kermat main koi currency pair buy krty hain us keemat ko bid kehty hain maslan agr ap ny doller k mqably main Euro khareedna hai to 1.13 dollar dena hn gyen jo k bid price hai..
Ask Price:
Ask price wo price hahai jo k forex k trtrader ya forex broker ap ko koi currency buy krny k liye adaa krta hai ya sada lafzon main jo rakm ap ko forex trading main currency pair sell krny k liye ada krta hai wo ask price kehaaty hain maslan any dollar k muqably main euro sell krna hai to ap ko wo 1.13 k bajy 1.12 dy to esy ask price kehty hain..
Bid Ask Spread:
Bid or ask price k difference k uper btaya gya hai bid or ask price k darmiyan jo farak hota hai us ko spread kehty hain spread yani buying or selling k darmiyan jo farak hota hai wo ap k broker ya trader k profit hota hai forex market main bhi baki markets k tahr jo broker ap ko trading k facility deta hai wo apna commission ya profit spread k sorat main hasil krta hai..