greed enemy of every trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen lalach se kam nahi karna chahe agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha iis liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi karna chahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      g han thk kaha ap ne greed hr trader ka dushman hai..greed se bachna chaiye..q k jab ap greed krty hain loss tab hi hota hai apka..apko 1 plan se or sbr se trading krni chaiye.
      • #1218 Collapse

        Bilkul greed ap ka dushman hai agar ap yeh baat samjh letey hain to pir ap successful trader bun saktey hain or wo bhi samjhney sey kuch nahi hoga ap ko pir greed sey bachna bhi hoga ap ko is mien kabhi bhi lalach nahi karna hogi ap pir he kamayab trader ho sakengy.
        • #1219 Collapse

          Greed ness to bhot achy chais hy pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading par
          • #1220 Collapse

            g han bhai main apki baats ay agree karta hun k is main greed apki dushman hay apko chahye k ap jab is main kaam kar rahy hon to is main greed say bahceen or is main jab takk ap relax ho kar kaam naheen karian gy to apko loss ho sakta hay
            • #1221 Collapse

              forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan yeh baat sach hay jo zaida greed kerta hay woo loss uthata hay.
              • #1222 Collapse

                This is greed that kills the money and profits. But apart from greed, this is impulsiveness and lack of risk management that makes the traders bend to their knees. It does not translate the profits into growth.
                • #1223 Collapse

                  In the event of a rolling analysis of the pair USD / CHF and found the upside, "and then analyzed the GBP / USD pair and found the upside", it is preferable to enter
                   
                  • #1224 Collapse

                    Although this task may be daunting, but the benefits will appear evident in the long term; do not ignore them, but try it and you will see the results for yourself.
                     
                    • #1225 Collapse

                      some times admi ko kafi faeda ho raha hota hy to admi lalach mn a k volume zyada kr k trading krny lg jata hy, jis ki waja sy ap ko bohot loss ho jata hy, to meri ye suggestion hy k thorha kamen lkn contineousely kamaen, greed kabi b na karen
                      • #1226 Collapse

                        No doubt,dear mai pa ki baat sy agree krta hoon,insaan ko life ki kisi b field mein lalach nahi krna chiye,lalach insaan ko tabaa kar deta hai,insaan ko chiye k forex mein mehnat krey q k mehnat ka phal meetha hota hy and insaan ki mehnat kbi b zaya nahi hoti,members jitni maximum traning and exoerience hasil kar skty hain un ko chiye k demo account use kr k hasil krty rhey.
                        • #1227 Collapse

                          forex trading mai har trader ko greedy hone se bachna hota hai ke kuin ke app ko pta hona chaiye ke market mai jo koi bhi greed kerta hai ous ko last mai loss he hota hai isleye koish kerahe ke app jo hai wo hamehsa greed se bache.
                          • #1228 Collapse

                            jab tak app trade ko sekhu gy ni or trade mai greed ko ni choro gy tab tak he app ko loss kam ni ho ga app ko loss he hota rahey ga or app ko profit ni ho ga trading mai
                            • #1229 Collapse

                              ji han bhai greed her trader k liay bahot nukshan ka baish banti hai is main her kesi ko jo bi is main losa kerta hai greeding ki waja se loss ho jta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                yes my dear jitna ho sake hume greed se bachna chahiye kiun k zada tar loss greed ki waja se hi hota hai ye bht dangerous hai forex me greed se jitna bach sakte hain utna bachna chahiye tamam traders ko.
                                :o love FOREX without any condition :o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X