greed enemy of every trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    When learning the trade market the major thing that should be the concern of every traders trading here is always the practice and patience because if a trader lacks patience in his trades then he has no chance at all when he is trading here in the trade market.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      g haan ap ne sahi kaha hai greed loss ki buht bari waja hai hamare paas jo forex ka knowledge hota greed usey b khaa jati hai or hamein is ki waja se loss ka samna krna parta hai successful trading k liye greed se bachana chahiye
      • #633 Collapse

        G han ye to hai ky forex trading main greed har aik ka dushman hota hai .forex trading main ap sab cheezon sa bach sakty hen lakin agr lalach main par jaen to kabi bi loss sa nahi bacha ja sakta .forex trading main greed or emotional bohat bary dushman hen .
        • #634 Collapse

          Yes of course that, Greediness hamari sub say bari dushman hay aur hum agar greed say nahi bachtay aur ziyada lalach may baray volume ki lot open kertay hain to hum apnay account ko khud apnay hi haathoon say loss ki taraf lay jatay hain. Is liye greed say lazmi avoid kerna chahiyee. Thanks.
          • #635 Collapse

            jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho sir ham jab forex pay trading krtay ha to hamay greed nai krni chahiye agar ham greed krtay ha to hamay loss bhi ho sakta ha beshak wo ak acha trader q na ho har koi loss kr jata ha islay ma yahi kaho ga kay hamay trading krtay waqt greed nai krna chahiye
            • #636 Collapse

              gee ha bilkul mein apki bat se mutafik hu or traders xyada profit hasil karne ke greed mein shortcuts apnata hai or jaldi xyada profit hasil karna chahta hai jis se loss ka shikar hojata hai greed traders ka dushman hai
              • #637 Collapse

                je ha bahi mare saht kaye dafa asha howa ha or mane is wajha se kafe dafa loss be kiya ha is se hame kafe loss hota ha ha hame greedness se dore raha ho ga agre hame trading me kuch earn karn cahte ha
                • #638 Collapse

                  greed aik asi bemari ha forex trading k lia jo k bary bary trader ko bhi kha jati ha islia is sy humy avoid kerna chaya or hamasha low risk or patience sy hi kam kerna chaya
                  • #639 Collapse

                    Aap sub theak kah raha hay.greed main aap ko bohat nuksan ho sakta hay laken aap ka pas complete knowledge our technique hay to aap is ko istmal kar sakta hay.laken is aap ko bohat zadia hard working our learning ke zurerat ho.Best of luck aal my friends.
                    • #640 Collapse

                      je haan forex mein greedy karnay walay ku es mein lose he lose hota hai baray meharbani es greedy na karay agar ap es mein save rahna chatay hain kiyon k greedy se ap apna mujada balance be zero kar ley
                         
                      • #641 Collapse

                        yes app sahe kah rahe hain agar hum ko forex main success hona hai tu hum ko greed ko proper control kar kai trading karna hoge.agar hum forex main short cut talash karain ge tu hum ko problem ka samna karna par sakta hain so good knowledge and good plan use trade.
                        • #642 Collapse

                          gee han bhai greed aek trader ka sab se bara enemy hia kun ke greed se hame bohat loss hota hai or hame greed ko control karna chahie
                          • #643 Collapse

                            of course u rite greed is biggest enemy of any business... kuch achy traders b aisi ghalti hai karty hai jis se loss ho jata hai trading ko best karne k lie demo account ka use kary jis se ap ko buhat seekhny ko mily ga
                            • #644 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              greed har trader ki enemy hoti hai ,, ap shortcuts se kabhi bhi kamyab ni ho skty , forex trading me kamyab hony k liye ap ki mehnat boht eham hai ,, practice ek trader ko successful bany me help krti hai ..
                              bhai jan darasal ap koi b kam karo to us mn ap ko mehnat to lazmi karni parti hy
                              isi tarha is mn b hota hy
                              k ap ko is mn forex mn time dena parta hy ta k ap is mn kamyam ho sakyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                g hai forex trade kay buisness mei greed aik bohta hi bari lanat hai ap agar greed ko nai chaoray gay tu ap is buisnresmei kabhi bi apni manzil ko parr nai kar sakty hai is ;liay apko greed say bohat hi door reehna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X