Forex market duniya main sab sy bari market hai aur duniya main kahin bhe aap chaly jaain aap forex sy munsalik rehty hain. Aapne agar kise dosri country main ja kar kuch paisy istemaal karny hain to wo aapko apne mulk ke country sy nahi milen gy aapko apny mulk ke currency ya dollars us mulk ke currency sy exchange karna party hain. Isliye forex market ke bare mein Janna bahut jaruri hai ki yah kaise kaam karti hai aur forex market mein bullish kya hota hai aur forex market mein virus kya hota hai iske bare mein hamen Janna bahut jaruri hai tab himesh market mein acche tarike se kam kar sakte hain aur tab hi ham is market mein acchi trading kar sakte hain iske alava market me trading karna mushkil Hai kyunki hamen market ke bare mein achcha knowledge Ka Hona bahut jaruri hai jitna hamare pass knowledge Hoga utani hi ham aasani ke sath market mein kab yah bhi hasil kar payenge.
What is Bullish and Bearish in forex?
Market men bullish and bearish ke consept ko samajhna bahut jaruri hai kyunki jab tak ham is concept ko Nahin samjhe denge tab tak ka market mein trading nahin kar sakte hain market mein is concept ko ham bahut hi sada alfaaz mein samajh sakte hain market mein Jo bhi traders buyers hote hain unko market mein bullish kaha jata hai aur market mein Jo bhi traders sellers hote hain unko market mein barish Kaha jata hai aur isko ham detail ke sath biyan kar rahe hain.
Concept of Bulish:
Bullish" jesa kay naam sy zahir hai kay jab market main price up ja rahi hoti hai ya up jaany kay chances hoty hain to usko bull market ya Bullish market kehty hain. Jab market main investors confidence nazar aa raha hota hai yo market up trend main jaati hai. Ye trends weeks, months ya years tak bhe chalty rehty hain.
Market generally Bullish matket banti hai jab economy acha perform kar rahi ho. Aur baki indicators jo pehly itny achy figures na dy rahy hon wo achy nazar aain maslan GDP, Employment Figures ya phir interest rates weghra. Jis ke wajha sy currency ke demand main izafa hota hai aur market Bullish ho jaati hai.
Concept of Bearish:
"Bearish" market wo matket hoti hai jab market ke price gir rahi hoti hai ya phir outlook itna achi nazar nahi aa rahi hoti. Bearish market Bullish market ke bilkul opposite hoti hai aur es main matket up jaany ke bajaay down aati hai. Es main market par wo factors involve hoty hain jo market ke price ko stable nahi rakh sakty aur market downtrend main aa jaati hai.
Jab market down trade ki position mein Hoti Hai to ham isko bearish market kahate Hain aur is mein downtrend mein trading ki ja sakti hai matlab yah hai ki market jab niche ki taraf gir rahi Hoti Hai to is position ko ham bearish market kahate Hain.
Reason why we use Bullish and Bearish Terms
Bullish nikla hai "Bull" sy aur Bearish nikla hai "Bear" sy.
Ye dono term ko es liey forex main istemaal kiya jaata hai kay jab Bull kise cheez par hamla karta hai to wo neechy sy oper maarta hai. Aur jab Bear kise kay oper hamla karta hai to wo oper sy neechy karta hai.esi liey jab market up jaayi hai yo usy bullish aur jab down jaati hai to usy bearish matket kehty hain. Forex trading in basics ko samajhne hamare liye bahut jaruri hota hai kyunki jab ham in basic ko samajh jaate Hain to tab hi hamari trading acchi ho sakti hai agar ham Forex ke ine basics ko Nahin samajh paate Hain to fir hamari trading bhi acchi Nahin Hoti Hai isliye Forex ke in basics ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai tab hi ham market mein kamyab trading kar sakte hain isliye in basic ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai.
Importance of Bullish and Bearish in forex trading:
Forex market man trading kerta waqt trader ko market price ka current trend ka pata hona bhot zarori ha. Q k expert trader kehta ha k " Trend is a friend", jiska matlab ha k trader ko hamasha market trend man he apni trade open kerni chaheye q k trend k against trade man loss he hota ha. Is liye trade open kerna sa pehla trader ko market trend find kerna k liye "Technical Analysis" kerna chaheye ta k market price k trend man trade open ker saka.
Jab market price bullish trend man ho trader ko is situation man hamasha "BUY KI TRADE" active kerni chaheye, q k bullish trend man market prices k ander increase ata ha.
Similarly jab market price bearish trend man to trader ko is situation man hamasha "SELL KI TRADE" active kerni chaheye, q k bullish trend man market prices man fall ata hai aur is Tarah se ham market mein bahut hi acchi trading kar sakte hain aur market ki is Surat haal ko ham jab acche tarike se analyse kar lete hain aur hamen Jarvis ka knowledge hota hai to market mein hamari trading bhi kafi behtar ho sakti hai.