Crude oil ki market daily basis per increase ho rahi hai market uptrend me hai or bohat hi fast trend hai COVID-19 2020 year me humne daikha ke Oil ki price bohat hi low balke mins me bhe daikhy gai hai or bohat bure halat the Crude Oil ke Lakin jaise jaise COVID-19 per control hota gaya Oil ki market bhe stabile hoti gai or daikhty hi daikhte market ne jo September 2018 ko High lagaya tha us ko bhe break kar diye.
2018 ko market ka high tha 76.89 or ab market is level ko break kar ke uper move kar rahi hai Oil ki market up trend me hone ki waja se is me Sell ki trade karna bohat mushkil hai bohat sare reversal patterns bhe bany hai lakin up trend power full hone ki waja se reversal patterns ne bhe kam nahi kiya.
Aj hum Crude Oil ki market ko daikhty hai ke kaise move kare gi or hum is me kaise trade kar sakte hai agr hum daikhe tu market kuch din se slow move kar rahi hai or Pin Bar bhe show ho rahi hai ya aik market me reversal show kar raha hai hum is per trade kar sakte hai.
Market me daikhe tu market aik zone me move kar rahi hai kabi uper line ko touch karti hai or phr down move karti hai or nichy wali line ko touch karti hai.
My Trade.
Mene Oil ko sell kiya hai sell karne ki waja yaha hai ke market apne uper zone me move kar rahi hai mene market ko sell kiya hai or Stop Loss uper line ke uper lagaya hai or Take Profit Nichy wali line ke pass lagaya hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим