Forex trading market mein kamyabi hasil karne ke liye aap market mein fundamental analysis and Technical analysis ko complete kar kay bahut acha profit hasil kar sakhty hain. Aaj main aap sa aik important indicators ki information share krny ja raha hun, jo Relative vigor index ka name sa jana jata hai.
Relative Vigor Index
Members Basically Relative Vigor Index indicator aapko market trend ki information provide kar raha hota hai, jismein wo closing values ko market ki Trading ranges sa compare Kar Kay aapko perfect guideline provide kar raha hota hai. Is purpose Kay liye ya indicator simple moving average ko utilise karta hai.
How to trade
Is techniques per trade krny ka aik specific method hota hai. Dear members Jab aap market mein Relative Vigor Index Indicator ko apni trading activities main include krty Hain, tu iski interpretation bahut zyda asan hoti hai. Jab aap isko apni trading chart main find out krty Hain, tu ismein aapko different types Kay crossover guideline provide Kar rhy hoty hain. Definitely forex trading mein successful trading karne Kay liye indicators ki proper learning aap Kay liye bahut zyda helpful ho sakhti hai.
Chart Analysis
Dear members Jab aap Relative Vigor Index Indicator ko acchi tarah understand krna chahte Hain, tu following mentioned Chart patterns aapko bahut jyada helpful plateform provide kar sakhti hai. Kunk aap is images ki basis per Relative Vigor Index Indicator ko acchi tarah samajh Kar apni trading decision making process effective bana sakhty Hain.
Definition of Mean / Average
Moving average indicator or isk sath aur bhi kuch indicators average ki basis per aapko results provide kar rahy hoty Hain. Basically ya indicator candlestick ki closing values ko add Kar Kay number of candlestick per divide krty Hain, isko Value ko aap Average ya mean keh sakhty Hain. Aap is Calculation ko number of candlestick ki basis per change bhi Kar sakhty Hain. For example agar aap last 50 candlestick ki average laty Hain tu wo totally change ho ge as compared to, agr aap last 34 candlestick ki average laty Hain.
What is Standard Deviation
Jab aap Forex trading mein Bollinger band indicator istemal krty Hain, tu us main aapko standard deviation ki study karna hoti hai. Standard Deviation ki calculation krny Kay liye aapko sb sa phly average ko calculate krny hota hai.
Standard Deviation Calculation
Dear members Standard Deviation ki calculation bahut zyda asan hoti hai. Jab aap mean ki value ko each and every closing values sa detect krty Hain, or en values ko Total Kar Kay total number pa divide krty Hain, tu aap Kay pas standard deviation ki value ah jati hai. For example agar aap last 8 candlestick ki average laty Hain, tu her candlestick ki value main sa mean ko detect krty Hain. Or her answer ko add Kar Kay 8 pa divide kar Kay aap standard deviation ki value find out kar sakhty Hain aur trading kar sakhty hain.