Complete Information About Candles
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complete Information About Candles
    Market ki Movement aur Candles ki Identificaiton

    Agar ham candle stick chart pattern sy market ko view kerty hain tou hamain different types of candles nazar aati hain jin ka agar hamain complete knowledge ho tou ham market ki movement ko achi terha samajh sakty hain aur bari asani sy trade open ker ky profit hasil ker sakty hain market chart per creat hony wali candles:-

    1. White Candlestick
    2. Black Candlestick
    3. Doji Candle
    i. Long legged doji
    ii. Gravestone doji
    iii. Dragonfly doji
    iv. Star doji
    4. Long lower Shadow
    5. Long Upper Shadow
    6. Hamer Candle
    7. Inverted Hamer Candle
    8. Morubozu White
    9. Morubozu Black
    10. Spinning top White
    11. Spinning top Black

    Jab ham market ka normal view candle stick chart pattern per kerty hain tou hamain aesi hi candles nazar ati hain lekin her candle ka apna apna behavior hota hain ky agar ham her candle ka behavior samajhty hain tou ham market ki future movement ko asani sy judge ker sakty hain
    Jab Market up trend main movement kerty huey aik candle ko close kerti hain tou normal setting ky hisab sy woh aik white candle create hoti hai isi terha downward movement per complete hony wali candle black hoti hai leking different types of candles main doji candle market per bahot powerful effect rakhti hai ky jab bhi market main koi trend chal raha hota hai aur same trend per kisi bhi qisam ki doji candle creat ho jati hai tou wahan per current trend totally change ho sakta hai isi terha long lower shadow ya long upper shadow jis ko pin bar bhi kehty hain jab aesi candle create hoti hai tou jis teraf ko candle ki body hoti hai market ki movement ky bahot zyada chance hoty hain ky market same direction main next movement ker sakti hai Inverted hammer per bhi market ki movment same body wali side per expected hoti hai lekin same movement bahot zyada nehi hoti jab ky spinning top ya bottom candle jab creat htoi hai ky jab market continue aik hi trend main movement ker rehi hai aur same trend main aik spinning top candle creat hoti hai tou same time per market ka trend change ho jata hai aur hamain aesy time per market ka reverse trend expect kerty huey trade plan ko change ker lena chahiay warna bara loss ho sakta hai

    Click image for larger version

Name:	Types of Candles.jpg
Views:	3
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12473573
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Complete Information About Candles

    Candlestick pattern hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhta hai aur hamen is ko samajhna bahut hi jaruri hai kyunki hamari trading ke technical analysis candlestick pattern per depended hote Hain agar hamen candlestick pattern ke bare mein knowledge hoga to tab hamare liye kamyabi hogi agar hamen candles ki types ke bare mein pata nahin hoga to fir hamare liye kamyabi Nahin ho payegi isliye hamen candles ki types ke bare mein pata Hona bahut jaruri hai tab hi hamare analyses behtar ho sakte hain aur ham acchi trading kar sakte hain.
    Candlesticks mein bahut si aisi type hai Jo hamari trading ke liye bahut hi behtarin hain kyunki ine se hamen market ka kafi achcha signal mil jata hai aur hamen market mein entry lene ke liye bahut hi aasani hoti hai isliye inko samajhna hamare liye bahut hi jaruri hai hai.

    What is a candlestick:

    Candlestick chart market mein ek financial chat hota hai jis per ham market ki price is ko analyse karte hain aur Market ki price ki moment ke open, close, high aur low Ko analyse karte Hain. Yah price chart hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhta hai aur isase ham market ki moment ko acche tarike se analyse kar lete hain aur hamen market mein entry Lene Ki ki aasani ho jaati hai aur ham bahut hi acche tarike se market mein selling or buying kar sakte hain. Old Japanese traders candlestick pattern ko 100 years pahle istemal karte The aur aap yah candlestick pattern hamen digital taur Forex trading Nahin milta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	12
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12345708

    Some famous types of candles:

    Market mein candles ki bahut si types hai lekin in mein se kuch types bahut hi famous hai Jo hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhti hain aur hamen inke related knowledge Hona chahie kyunki yah hamare liye bahut hi beneficial hoti hain aur ine se ham kafi achcha fayda utha sakte hain inmein se Chand dekh ka jikr Mundajazail hain.

    Doji candle:

    Doji candle ek aisi candle Hoti hai jiski body bilkul bhi Nahin Hoti hai ya na hone ke barabar hoti hai is candle mein price jahan se start hoti hai hai vahan per hi aakar close ho jaati hai iske sirf Shadow bante Hain aur iski body bahut hi kam hoti hai yah candle hamen market mein kisi bhi pattern ko reverse karne ka bahut hi achcha signal hoti hai agar yah candle hamen market ke patron ke bottom yaar top per mil jaati hai hai to hamare liye bahut hi hi achcha indicator ka kam karti hai aur ham is per bahut hi acchi entry le sakte hain hamen is ko samajhna bahut jaruri hai kyunki yah hamare liye bahut ahmiyat rakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	21
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12345709

    Inverted hammer candle:

    Inverted hammer candle ek aisi candle hoti hai hai jiska Shadow bahut hi lambe hote hain aur jiski body bahut hi kam hoti hai is ko ham inverted hammer candle kahate Hain inverted hammer candle car upper shadow bahut lamba hota hai aur iski body ke mukabale mein 3 guna hota hai aur iski body small Hoti hai jiski vajah se iski shakal ulte hathoray jaisi lagti hai isko ham inverted hammer candle kahate Hain.
    Yah candle hamen bearish pattern start hone ka signal Hoti hai Jab ek bullish trend complete ho jata hai hai to resistance area per agar hamen inverted hammer candle mil jaati hai tujhe hamare liye seling ki ek acchi opportunity hoti hai aur aise ham kafi acchi entry lekar market mein kamyabi ke sath trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	45
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12345710

    Marubozu candle:

    Marubozu candle ek aisi candle Hoti hai jiski body bahut lambi hoti hai aur iske Shadow bilkul bhi nahin hote hain yah bilkul hi bahut chhote hote Hain Jo ke na hone ke barabar hote Hain marubozu candle hamen bullish bhi mil jaati hai hai aur chat per hamen barish bhi mil jaati hai.
    Agar candlestick chart mein hamen maro marubozu bullish mil jaati hai hai to iska signal ji hota hai ki market kafi time uptrend mein jaane wali hai, aur agar hamen candlestick mein koi bearish Marobozo candle mil jaati hai to iska matlab yah hota hai ki market ne abhi kafi downtrend jana hai yah market ke char per hamare liye bahut hi achcha signal provide karti hai isliye yah bhi hamare liye bahut ahmiyat rakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	18
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12345711

    اب آن لائن

    Working...
    X