What is Parabolic SAR?
Parabolic Stop And Reverse (SAR) aik trend following indicator hai, jo kay price reversal ko identify karny kay liey istemaal kiya jaata hai. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur es ka sath sath ye trailing stops ko place karny main bhe madad karta hai.
Parabolic SAR ko dekhny kay liey chart par aapko series of dots ya dashes nazar aain ge, ye dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko band kar sakty hain.
Jo series of dots aapko chart pe nazar aaty hain wo chartbpe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain jab market uptrend main hoti hai. Aur esi tarha jab market downtrend main hoty hai to dots aapko price action kay oper nazar aaty hain.
Changing Of Trend
Jesa kay humhain maloom hai kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel hota hai. Jesy he marjet price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalny wala hai.
Jesa kay aap uper dee hui tasveer main dekh sakty hain kay jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to es baat ka matlab hota hai kay trend tabdeel ho raha hai. Aur ye wakt behtareen hota hai kay apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa kay baki indicators ko money management sy use karty hain ess indicator k signal ko bhe dheyaan sy istemaal kiya jaay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим