Lets Understand Supply And Demand In Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lets Understand Supply And Demand In Trading
    Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market, sb supply aur demand pe chalti hain. Supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon ko samjhna sab sy zaida important hai kun kay ye wo main cheez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai. Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai. Aur phir un news main sy jo important news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply.

    Click image for larger version

Name:	Supply-and-demand.jpg
Views:	2
Size:	48.0 کلوبائٹ
ID:	12471800

    What is Supply?
    Supply wo mikdaar ya tadaad hai jo matket main kise currency ya commodity ke jo market main mojood hoti hai. Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami wakiya hoti hai. Aur esi kay baraks agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezin khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izzfa dekhny ko milta hai. Jesa kay aap diamond aur normal pathar ka andaza laga lain. Diamonds ke supply km hai to aapko bahut mehngy milty hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain.

    What Is Demand?
    Demand ka urdu main matlab bhe Talab hain, jis ka matlab hay kay market main kise bhe asset ke kitne requirement hai. Jab market main kise currency ke demand main izafaa hota hai to iss ke value bhe zaida ho jaate hay aur esi tarha jab kise currency ke demand main kami aati hay to ess ke value main bhe kami ho jaate hai.

    Three States Of Supply And Demand

    First Demand exceed supply, Jab matket main demand zaida aur supply kum hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izaffa hota hay.
    Second Supply exceed demand. Jab market main supply zaida aur demand kum hote gai to esi soorat main market ke value main kami aati hai.
    Third Equilibrium, Jab market main demand aur supply dono barabar hon, yani kay demand jitne ho utne he supply ho to market ke value na to kum hoti ha na zaida hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Suppy_and_Demand_Curves_5.jpg
Views:	1
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12471801
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

    Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi or informative baten supply aur demand se related share Kiye Hain. Supply aur demand ko samajhna bahut zyada zaruri hota hai. Chaey Forex market ho ya stock market ya FIR koi bhi market Ho nez ya k hr kisam ki market supply aur demand per hi Chalte hy. Supply or demand Aisi chizen Hain Jo ki market main Kisi chez Ki price ko up ya down Karti Hain. Agar aap supply aur demand ke concept ko Samajh Kar aur pkir us se related news ko follow karne ke bad Apna koi bhi decision lete hain to wo aapko successful banata hai.

    Supply :

    Kisi bhi currency ya commodity ki wo mikdar jo market mein Main available hoti hai wo supply kahlati Hai. Kisi Bhi chez ki valur aur uski supply Hamesha Ek dusre ke opposite Chalte Hain. Agar market mein kisi currency ya commodity ki miqdar zyada hoti hai hai to to uski value kam hoti hai aur Agar Usi chez Ki supply Mein Kami kar di jaey ya kami hi jaey aye to isi Tarah uski value increase Hona start Ho Jaati Hai. Aur mostly log un chizon ko Jzyada prefer Karte Hain ya FIR UN Mein investment zyada karte hain jinki supply kam aur Unki value zyada hoti hai.

    Demand :

    Supply Ki Tarah demand Bhi Ek bahut eham economic factor hai yah bhi aapko price ki movement ke bare mein batata hai . Demand Kisi bhi market mein kisi chez ya currency ki requirement ke bare mein batati hai. Market mein Kisi bhi chij ya currency ki demand aur aur value Ek dusre ke parallel Chalti Hain. Kyunki Jab Kisi chez Ki demand zyada hoti hai to uski value bhi increase Ho Jaati Hai Aur Jaise Jaise uski demand kam hoti hai uski value ISI Tarah decrease hoti Jaati Hai.

    Equilibrium state of demand and supply:

    Market Mein demand or supply use Waqt equilibrium state per Hote Hain Jab Na to demand zyada hoti hai aur na hi supply or use Waqt market mein kisi bhi commodity ya currency ki value bhi equilibrium hoti hai hai aur iski value na kam ho rahi hoti hai aur na hi zyada Tu is state ko equilibrium state ka naam Diya jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

      Dear member, forex trading main supply aur demand aik bahut he important role pay kartay hain yeh baat ham sab traders achi tarha say jantay hain k forex market ki trading main 3 types k trends hotay hain, jinko ham bullish, bearish aur sideway k name say jantay hain. Main is baat ki explain karta hoon k yeh 3 trends supply aur demand say concept kartay hain, agar market balance main hoge to iska trend sideway main hoga aur agar market imbalance hoge to uska trend bullish hoga ya phir bearish hoga.


      Click image for larger version

Name:	supply1.png
Views:	1
Size:	41.7 کلوبائٹ
ID:	12342497

      Definition of Supply and Demand:

      Dear, mairay knowledge k mutabik market main trading ki movement ko smajhnay k liye supply aur demand ka knowledge hasil karna is liye zaruri hota hai taa k ham market ki movemnt ka baray main jaan sakain k price kahan tak run karnay wali hai, agar market main demand supply say ziada barri hai to market main prive up ko run karege aur agar market main supply ziada hai to ham yeh samjh saktay hain k phir market down run karaige. So yeh aik bahut he important rule hai jiski help say ham market main trading kartay hwuay sahi aur perfect andaza laga saktay hain k market supply aur demand k hisaab say apni next support ya resistance kahan pay bana kar trading ki movements ko strong karnay wali hai.

      Example for Understanding:

      Dear, agar ham forex trading ka aik andaza lagatay hain to poori world main isk bahut saray traders hain jinko market ko smajhnay k liye bahut sari techniques ki zarurat hoty hai jinko follow kartay hwuay wo market say acha kkuch earn bhi kartay hain aur kamyabi ko bhi hasil kartay hain, for example agar ham yeh samjh laitay hain k market main tomorrow ko USD ki demand bahut ziada hoge to aisa smajhnay k baad market main har aik traders USD ko ziada say ziada aehmiat daitay hwuay purchse karaiga jis say phir uski koi khaas demand nai reh jayege aisa sochna asan hai lainkin isk baray main correct knowledge hasil karna bahut ziada mushki hai.
      • #4 Collapse

        Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market, sb supply aur demand pe chalti hain. Supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon ko samjhna sab sy zaida important hai kun kay ye wo main cheez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai. Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai. Aur phir un news main sy jo important news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply.

        [ATTACH=CONFIG]31353[/ATTACH]

        What is Supply?
        Supply wo mikdaar ya tadaad hai jo matket main kise currency ya commodity ke jo market main mojood hoti hai. Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami wakiya hoti hai. Aur esi kay baraks agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezin khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izzfa dekhny ko milta hai. Jesa kay aap diamond aur normal pathar ka andaza laga lain. Diamonds ke supply km hai to aapko bahut mehngy milty hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain.

        What Is Demand?
        Demand ka urdu main matlab bhe Talab hain, jis ka matlab hay kay market main kise bhe asset ke kitne requirement hai. Jab market main kise currency ke demand main izafaa hota hai to iss ke value bhe zaida ho jaate hay aur esi tarha jab kise currency ke demand main kami aati hay to ess ke value main bhe kami ho jaate hai.

        Three States Of Supply And Demand

        First Demand exceed supply, Jab matket main demand zaida aur supply kum hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izaffa hota hay.
        Second Supply exceed demand. Jab market main supply zaida aur demand kum hote gai to esi soorat main market ke value main kami aati hai.
        Third Equilibrium, Jab market main demand aur supply dono barabar hon, yani kay demand jitne ho utne he supply ho to market ke value na to kum hoti ha na zaida hoti hai.

        [ATTACH=CONFIG]31354[/ATTACH]
        ASSALAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
        duniya me bohat saary business hyn in me se forex bhi ak online business hy agar ap forex me kaam krna chahty hyn tou os me successfull hony k liye apko kaafi saari mehnat ki zroorat hy agar ap k pas experience nahi hy tou ap is me successful nahi ho sakty dosto duniya me supply or demand ak aesi chez hy jis ka kisi bhi business per bohat ziada asar andaaz hota hy is ki value differ krti rehti hy aj ham supply or demand per guftgu karty hyn taa k apko bhi is k baary me thorra pata chal jaey

        INTRODUCTION

        dosto supply or demand do aesi chezen hyn jin ka market pe bohat asar hota hy in se hi product ki price ka pata chalta hy k kis chez ki value barrh rhi hy or kis waja se barrh rhi hy or kis chez ki value kam ho rhi hy or kis waja se ho rhi hy ye sara price ki up down ka nateeja isi supply or demand pe depend kr rha hota hy

        DIFFERENCE BETWEEN SUPPLY AND DEMAND

        dear friends jab bhi kisi market me kisi bhi currency pair ki supply excessive ho jaey or us ki demand kam ho ya na hony k barabar ho tou us currency pair ki price low ho jaey ki yeni bohat kam price me fall kr jaey gi ye hamari normal routine me b isi tarah hota hy k ap market me dekh rhy hoty hyn k ap ko agar kisi cheez ki zroorat na ho or us ki supply bohat ziada market me available ho tou us chez ki koi value nahi rehti or us chezz ko koi khreedta bhi nahi hy jis ki waja se uski value mazeed down ho jaati hy

        dear jab kisi currency pair ki supply kam ho ya na hony k barabar ho or us ki demand log bohat ziada kr rhy hon tou us chez ki value barrh jaati hy or automatically us ki prive bhi barrh jaati hy for example; jis tarah hamari normal zindagi me agar hamen kisi chezz ki bohat ziada demand ho or hamen wo vhez na mill rahi ho ya us ki supply bohat kam ho rhi ho tou hamary haan uski value bohat barrh jaati hy or value barrhny se uski price bhi barrh jati hy or q k logon ko us cez ki demand hoti hy tou wo mehngy daam bhi aesi chezon ko khareed lete hyn yehi difference hota hy SUPPLY OR DEMAND ka kisi bhi market me
        Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	40
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12342541

        SUPPLY ZONE

        dosto supply zone wo area hota hy k jahan market ki price chal rahi hoti hy us se oper wala area supply zone kehlaata hy yahan per sellers ka pressure bohat ziada hota hy jab k buyers ka pressure kam hota hy jiski waja se price downward move krna start kr deti hy iski picture bhi ma ap se share krta hun
        Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	14
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12342542

        DEMAND ZONE

        dear friends demand zone wo hota hy k jahan price value chal rhi hoti hy wahan se neechy wala area demand zone kehlaata hy yaha demand zone me buyers ka pressure bohat ziada hota hy or sellers ka pressure kam hota hy jis ki waja se market ki value upward jana shuru kr deti hy iski picture bhi ma ap se ahare krta hn taa k apko mazeed samaj aajaey
        Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	8
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12342543
        • #5 Collapse

          Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market, sb supply aur demand pe chalti hain. Supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon ko samjhna sab sy zaida important hai kun kay ye wo main cheez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai. Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai. Aur phir un news main sy jo important news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply.

          [ATTACH=CONFIG]31353[/ATTACH]

          What is Supply?
          Supply wo mikdaar ya tadaad hai jo matket main kise currency ya commodity ke jo market main mojood hoti hai. Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami wakiya hoti hai. Aur esi kay baraks agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezin khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izzfa dekhny ko milta hai. Jesa kay aap diamond aur normal pathar ka andaza laga lain. Diamonds ke supply km hai to aapko bahut mehngy milty hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain.

          What Is Demand?
          Demand ka urdu main matlab bhe Talab hain, jis ka matlab hay kay market main kise bhe asset ke kitne requirement hai. Jab market main kise currency ke demand main izafaa hota hai to iss ke value bhe zaida ho jaate hay aur esi tarha jab kise currency ke demand main kami aati hay to ess ke value main bhe kami ho jaate hai.

          Three States Of Supply And Demand

          First Demand exceed supply, Jab matket main demand zaida aur supply kum hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izaffa hota hay.
          Second Supply exceed demand. Jab market main supply zaida aur demand kum hote gai to esi soorat main market ke value main kami aati hai.
          Third Equilibrium, Jab market main demand aur supply dono barabar hon, yani kay demand jitne ho utne he supply ho to market ke value na to kum hoti ha na zaida hoti hai.

          [ATTACH=CONFIG]31354[/ATTACH]

          DEAR FOREX USER
          ap log bohat achi tarah jaanty hongy k business k kia usool hoty hyn or business kin usoolon pe chalta hy business ko seekhny k liye log bohat ziada mehnat kr rhy hotyhyn lekin jab tak un k pas acha knowledge na aajaey tou wo market ko nahi samajh paaty jis ki wajah se unko acha bhala nuqsan ho jaata hy tou dosto isi liye agar apny business ko samjhna hy tou isko seekhen tab is me join kren
          dosto aj yahan market k 2ehm points per discussion krny lagy hyn jin ka naam hy SUPPLY AND DEMAND iski ma mazeed wazaht krta hn taa k apko samjh aa saky

          SUPPLY AND DEMAND INTRODUCTION
          dear friends supply or demand ka major maqsad ye hy k jab bhi market me kisi chez ki ya kisi currency ki supply ziada hogi or uski demand kam hogi tou us chez ya currency ki value kam ho jaey gi or log usko nahi khreeden gy q kus ki demand hi nai hy tou supply ko kia karna
          dosto ab bat karty hyn demand ki jab market me kisi chez ya currency ki demand barrh jaati hyor uski supply agar kam ho tou uski value ziada ho jaey gi log is ko shoq se khreeden gy is tarah is currency ya chez ki value barrh jaati hy poori market ya business me yehi chezen hoti hyn jin ko dekh k poori market ka business chal raha hota hy isi liue kehty hyn k kisi chez ko agar bechna ho tou uski zroorat peda kren tab wo chez asaani se biky gi uehi asal me demand or supply ka farq hota hy
          iski picture ko dekhen apko achi tarah samjh aajaey gi
          Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12342544


          SUPPLY ZONE INTRO
          dosto supply zone ka matlab ye hy k jab bhi koi currency kisi price per chal rahi hogi tou us se oper wali jitni bhi prices hongi wo supply zone me aengi wahan se seller ka interest kaafi ziada hota hy or ziada tar log demand zone se hi sell trade ka faida uthaaty hyn new members bhi isko samjhen or is se faida uthaeyn
          Click image for larger version

Name:	images ().png
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12342545

          DEMAND ZONE INTRO
          dear members demand zone ka matlab hy k k jab kisi currency ki price ak point pe chal rahi hy tou us se neechy wali prices wala area ko ham demand zone kehty hyn q k demand zone me buyers ka pressure ziada hota hy or us currency ki value barrh jati hy isi liye buyer yahan se faida uthaaty hyn or currency ko buy kr lete hyn iski picture ko dekh len zara
          Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	9
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12342546
          • #6 Collapse

            Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

            Dear forex market ma kam krty hoay hmain kuch permetres la khayal rkhna hota ha market ki movement ko smjhty hoay kam krna hota ha dear ap sb ko pta hona chaheay k market ma trends hmesha market ko movement or supply and demand py depend krty hain q k age market ma supply stable value py ha tw market ki movement the stable yani sideways trends bnta ha or age market ma supply or demand imbelence hain tw market bullish ya bearish trend follow krti ha
            Dear ab ye supply or demand kia cheez hain in ko smjh lety hain ager hum in ko smjh lety hain tw hmain pta hona chaheay k supply or demand trading ma kia cheez hain or q use both hain.

            INTRODUCTION TO SUPPLY AND DEMAND:

            Dear supply k lafzi Matlab sy he pta chlta ha k supply k mtlb kisi cheez ko provide krna hota ha or demand kia Matlab hota ha k kisi bhe cheez ki demand kia hoti ha mtlb us cheez ki market ma maang kitni ziada ha
            Dear ab hum trading ma supply or demand ko justify krty hain k age market ma kisi bhe mantel ki ya phr currency ki supply ziada ho tw market ma us ki demand bhe kum ho tw us currency ki value kum ho Katie ha or us currency ya matel ko lent waly log kum ho jaty hain.agr market ma kisi cheez ki demand bhe ziada ho or us ki supply bhe limited ho tw market ma us currency ya matel ki value ziada hoti ha or us k buyers bhe ziada gotta hain q k us ki demand ziada ho jati ha tw us k invested bhe ziada gotta hain or us k value bhe ziada hoti ha.
            Dear ab hum market ma demand or supply ko smjhty k least aleda aleda discuss krty hain jis sy hmain asaani sy smjh a jay get.

            DEMAND INTRO:

            Dear forex trading ma demand kia mtlb hota ha k market ma kisi currency ya matel ki kitni ziada maang ha or is sy market ma us currency ki value bhe kum ya ziada hoti ha q k age market ma koi cheez limited mojood ha tw us ki demand bhe ziada hoti ha tw us ki value ma bhe izafa hota ha for example GOLD ko he ly lety hain gold market ma limited hota ha is ki demand bhe ziada hoti ha or market ma isi wja sy is ki value bhe ziada ha or GOLD manga bhe ziada ha or is ma investees bhe bhot ziada hain.

            SUPPLY INTRO:

            Dear market ma supply ma mtlb hota ha kisi cheez ya currency ki ho miqdaar market ma mojood hoti ha is supply sy bhe market ma kisi currency ya matel ki supply kum ho get tw us cheez ki value bhe ziada ho get or log us k investor bhe ziada hon q k us cheez ki value or price ma izafa hota jy ga isi least log us ma ziada sy ziada invest krain gy ta k u hain faida hasil ho.

            ROLE OF SUPPLY AND DEMAND IN TRADING:
            Dear forex market ma supply or demand ki importance ko smjhty k leay hmain is ki 3 important states ko smjhna bhot zrori hota ha.

            STATES OF SUPPLY AND DEMAND:
            1: Dear market ma jb bhe kisi currency ki ya matel ki supply ziada ho jati ha tw is ki value kum ho jati ha or us ki value ki sth sth demand bhe kum ho jati ha is sy market ma us ki price down hona shroud ho jati ha.
            2: dear age market ma kisi currency ki supply kum hoti ha tw market ma us ki value ziada hoti ha or us ki demand bhe brh jati ha just sy us currency ki price market ma up jati ha.
            3: dear age kisi bhe currency ya matel ki market ma utni he supply hoti ha kitni k demand hoti ha tw market ma us ki value stable rahti ha.

            Dear agr hum in states ko smjh lety hain tw hmain supply or demand ki market ma trading importance ma pta chl Jaya ha.
            • #7 Collapse

              Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

              Asslam o alaikom dear forex friends ummid krta hon ap sb khairiat sy hongy bht he achy r experience ky sth sab ny demand or supply sy related apni information post ki hai . Important yi hai kh ham supply aur demand ko smjhy aur smjhna bhi chahye. Every Market running with demand and supply yani koi bhi market ho wo demand aur supply par run karti hai. Market main koi bhi chez ho koi bhi currency ho us ki qemat yani price ko down krna ya up karna supply aur demand ka kaam hota hai. supply aur demand ky bary main agar ham achii knowledge aur experience hasil karen to yi market main hamary bht he profitable sabit hota hai ,Supply :- Market main koi bhi cheez ho ya koi bhi currency ho us ki jo bhi price ho Market main usy supply khty hai. Koi corruncy ho ya koi bji cheez ho us ki price yani us cheez ki mikdar aur supply aksar hee aik dosry ky mukhalif simmat main hoty hain.esi trah agar market main kisi cheez ki supply ko up kia jata hai to us ki vlaue main izafa ho jata hai, agar us cheez ki ya corruncy ki value yani supply kam kar di jati hai to us ki value auto py gir jati hai. Jis currency ya cheez ki supply badh jati hai to us currency ya cheez main trader's lga lety hain q kh us ki vlaue badhti jati hai.Demand :Demand bhi same as supply ki trah aik bhtreen factor hai jo hamen kisi cheez ki ya currency ki ki price aur value ki next movement ky bary main khabar deta hai, demand hamesha market main har currency aur har cheez ki demand ky bary main btata hai yani kh traders ki demand aur requirements kia hai.kisi bhi market main currency ho ya koi bhi cheez ho ki miqdar aur demand aik dosry ky brabar chlty hain, q kh jab traders ki traf sy koi currency ya cheez ki demand increase hoti hai to auto py ys ki value bhi increase hoti hai.es ky Mukhalif jb traders ki traf sy demand na ho to us ki vlaue auto py decrease hoti jati hai.Koi bhi Market ho us main supply aur demand aik brabar us waqat hoti hai jab traders ki taraf sy dono same ho , yani na supply ziada ho ya na demand ziada ho to dono aik he state main tqriban same chlty hain. Shukria.
              • #8 Collapse

                Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

                Assalam Walekum dear supplyment ke bagair Ham Kisi bhi Subah Mein kamyabi Nahin Hasil kar sakte hain Ham Yad karte hue Ek dusre ke len Den ko Mitra banane ke liye Hamen supply Mein khaoge Raja Rakhna chahie Hamen kam karne se pahle product knowledge Jyada Se Jyada game karna chahie bahut Achcha business hai Logon ke liye Apne ke lenden aur Tijarat ke Rasool ko follow kiye bagair Ham Kisi bhi Subah Mein tarkki Hasan nahin kar sakte Forex Bhi Ek bahut badi market Hai yah Ek Badi Tijarat Hai jis mein Ham Apne Mini money invest Karke multiple profit hasal kar sakte hain Hamen Forex ka knowledge Jyada Se Jyada game karna chahie knowledge Ke bagair Bhi Ham Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte Forex online business hai Hamen is ka Hasil karna chahie aur kamyabi Hasil Karni chahie experience aur knowledge ke bagair Ham Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Lets Understand Supply And Demand In Trading

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market, sb supply aur demand pe chalti hain. Supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon ko samjhna sab sy zaida important hai kun kay ye wo main cheez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai. Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai. Aur phir un news main sy jo important news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply.

                  [ATTACH=CONFIG]31353[/ATTACH]

                  What is Supply?
                  Supply wo mikdaar ya tadaad hai jo matket main kise currency ya commodity ke jo market main mojood hoti hai. Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami wakiya hoti hai. Aur esi kay baraks agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezin khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izzfa dekhny ko milta hai. Jesa kay aap diamond aur normal pathar ka andaza laga lain. Diamonds ke supply km hai to aapko bahut mehngy milty hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain.

                  What Is Demand?
                  Demand ka urdu main matlab bhe Talab hain, jis ka matlab hay kay market main kise bhe asset ke kitne requirement hai. Jab market main kise currency ke demand main izafaa hota hai to iss ke value bhe zaida ho jaate hay aur esi tarha jab kise currency ke demand main kami aati hay to ess ke value main bhe kami ho jaate hai.

                  Three States Of Supply And Demand

                  First Demand exceed supply, Jab matket main demand zaida aur supply kum hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izaffa hota hay.
                  Second Supply exceed demand. Jab market main supply zaida aur demand kum hote gai to esi soorat main market ke value main kami aati hai.
                  Third Equilibrium, Jab market main demand aur supply dono barabar hon, yani kay demand jitne ho utne he supply ho to market ke value na to kum hoti ha na zaida hoti hai.

                  [ATTACH=CONFIG]31354[/ATTACH]


                  Asalam o alaikum dear forex members apny humry sth bht informative topic discuss kia ha supply and demand par to dear members main b apky sth apna knowledge shre krta hain

                  INTRODUCTION:



                  Dear members forex me supply r demand kko smjhna r unky rules ko smjhna sb se zoada important hota ha r phr chahy forex market ho ya phr stock market hoho ya phr puri dunia ki koi b market ho ya phr r koi b market ho ssrf supply r demand pr hi chlti ha supply r demand hi market ki price ko up r down krti hain r jesy kk ap sb ko pta b hoga k supply r demand esi 2 chezen hn jin ka market pe bht asar hota ha r inhi se hi product ki price ka pta lgta ha suppsupply r demand se hi product ki up and down ka pta lgta ha .

                  r dear members jesy k ap sb jnty hn k supply r demand akhr ha kya r apko btata chlu kJb b market me ksi product ya currency ki supply ziada hogi to is se demand km ho jae gi..

                  Supply r demand ko detail se shre krta hn.

                  WHAT IS SUPPLY??


                  Dear members forex market me supply ka matlb ye ha k jb b kkoi currency ksi price pr chl ri hogi to us se opar wli jtni b prices hon gi wo supply me ayn gi wahan seller ka interst kafi ziada hoga r ksi b currency ya product ki mikdar jo market meme available hoti ha usy supply kehty hn ksi b cheez r uski value r uski supply hmesha ek dosry k opposite chalti ha
                  Jb supply se b market me ksi currency ya market ki supply km ho jae to us cheez ki value ziada ho jae to usly invester b ziada ho jaen gy. K uski price r value me izafa ho rha ha jin ki supply km r r value ziada hoti ha..

                  WHAT IS DEMAND??


                  Dear forex members demand ka mtlb ye hota ha k market me ksi currency ya product ki ktni ziada demand ha r is se market me r uski value b km ya ziada hoti ha r demand ek most important factr ha jo apko price ki harkat btata ha jb market me ksi currency ki demand me izafa hota ha tp uski qadr b ziada ho jti ha r same isi trah jb ksi jb ksi currency ki demand me kmi ati ha to uski valu b km ho jti ha isy demand kehty hn ..
                  Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12342566

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X