Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?
    Forex maen wesay to normal jab trading ki baat ki jati hai to hum yahi khety hain. Forex market ko trade kerna chahy, par us main jo do main trading pairs ki conditions ati haen. Un main aik to hum forex pairs ki jab baat kerty hain, to us main currency pairs atay hain. Dosra jab baat gold ki trade ki kee jeay to pher ye commodity pairs main ata hai jes main our pher metals shamil hain. Humean un ko do main hisoun main bant dety haen. Forex pairs main our commodity pairs main our us main forex pairs main currency k tamam jorey aty han jab k commodity main metal ki dhatain ati hain. Mera mashware yahi ho ga k kisi aik ya do pair ko he trade kerna acha ho ga pher app achy say samjh pain gay our acha munafa bna pain gay. Ap log apy tjarbay say jawab dain. Shukreaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

    Forex market mn trading krny k ly bht sy pairs available hn jin mn different currencies aur crypto currency bi hn. Secondly forex market mn kuch metals like Gold, Silver etc ki bi trading hoti h.
    Es k elawa energy category mn Crude oil aur NG bi available hn. Ab ye trader pr depend krta h k wo konsy pairs mn expert h aur pairs ki volatility k hisab sy financial backup ka hona bi zaruri h. Overall commodities ki speed and return value zayada consider ki jati h but un mn risk factor bi zayada hota h. Jb k currencies normal speed k sath aur safe option consider hoti hn.
    • #3 Collapse

      Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

      dear for friends kya hal hain aapke ummid karta hun kya aap khairiyat se honge ji aapki baat bilkul theek hai Forex pairs commodity pairs kya hote hain ji Forex pairs mein currency per shamil hai aur community pair samay metals gold vagaira aate Hain isliye Ham inko for Express bhi kahate Hain community per bhi kahate Hain lekin inke apni apni value Hain apne apne loss aur road profit ki Harish abhi alag hai isliye aap unke bare mein jyada trade Karen currency ke bare mein jyada trade Karen community ke bare mein jyada trade Karen Taki aapko experience and knowledge ho aur aapko khud BA khud har chij ka pata chalta hai yah aapko dam mein kaun se jyada behtar najar aaenge aur jyada belthara practice kar sakte hain knowledge or experience install kar sakte hain is tarah aap ko pata chal jata hai ki Forex pairs aur commodity purse mein kya Fark hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

        Dear currency pair mein aap Jo dekhe sath reading kar sakte ho for example Euro USD gbpusd jub ke commodity pairs jaise ki crude oil aur gold or silver in Jaise pairs per aap single trading kar sakte ho means ke ya akele hi hote hain aur unki market aur inka spread bahut hi jyada fast movement dikhta rahata hai agar in pairs trading karni hai to capital Ka Hona bahut hi jyada jaruri hota hai aur acche knowledge Ka Hona bhi bahut hi jyada jaruri hota hai kyunki jab aap market ko acche tarike se dekhne lagte ho aur apne knowledge ko acche tarike se istemal karne lagte ho tab aapko is chij Ka andaza bhi lag jata hai ke kisse pyar per Kitna spread hai aur iski movement kis Tarah se chal rahi hai aur kahan tak jayegi to is chij ko Apne mind mein rakh Karke trading karna bahut hi jyada jaruri hota hai jab aap Kisi currency ya Kisi commodity pair per trading karne lage to sabse pahle Apne capital ko jarur check kar rahe hain aur apne capital ke mutabik ke hi risk leke koi trade open Karen kyunki jitne acche tarike se aap risko manage karoge aur proper management ke tahat kam karenge utna hi jyada aapke account ke liye safe rahega
        • #5 Collapse

          Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

          Assalamualaikum...!!! Umeed ha ap sab khairiat sa hongy aur forex sa achi earning kar rahy hon gay..forex is a best platform 💕💯capital ky mutabik risk lay kar work karna chahiye capital ko mind m rkh kr trading karni chahiye ta ky hum achi trade kar sakain
          • #6 Collapse

            Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

            Dear Forex member of Ne bahut hi Achcha topper ko discuss kiya ke Forex ke pairs for commodity pair mein kya Fark Hai dear Forex member Jab Ham Forex Mein Apne trading pairs Ki Baat Karte Hain to ismein hamare different type ke ped hote hain jismein Hamare Forex ke pair matlab ke different countries ke different pairs Hote Hain Jo ke currency pairs bante Hain dear Forex member Hamare do different currencies ke trading ke pairs ko Ham Forex pairs Kahate Hain aur ismein gold silver yah Is Tarah Ke different per ko Ham Kahate Hain
            ......Forum is a great place for traders talk.......
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex pairs and commodity pairs main kia fark hai?

              Jab aap market manta hote hain dushman aapke liye multiple options available hoti hai jismein aapke liye different commodities aur different platforms available hote Hain Forex trading market mein successful hone ke liye hamesha be confident hokar apni working ko complete karna chahie kyunki be confident hona aap ke liye bahut hi jyada important hota hai jo member self-confident hokar apni working karte hain vah apni working ko aasani ke sath complete kar sakte hain multiple commodities or multiple pairs of ke liye available hote hain Jin per aap apni trading activities complete karke maximum profit answer kar sakte hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X